FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KRISHNA COTTAGE

Read available KRISHNA COTTAGE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hamesha

Singer: VISHAL

Lyrics of Hamesha

(Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujh jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja keh de koi, kitna bhi koi kahe keh de koi jo kahe main toh bas ek baat kahunga ) - 2 Hamesha tere saath rahunga - 2 Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja keh de koi, kitna bhi koi kahe keh de koi jo kahe main toh bas ek baat kahunga ) - 2 Hamesha tere saath rahunga - 3 dil ne dil se dil hi dil main jo vaada kiya maine tumse milne ka jo irada kiya ab toh roke koi, roke yeh sara jahan roke ruke na yeh chahat main dil ki baat kahunga Hamesha tere saath rahunga - 2 Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja keh de koi, kitna bhi koi kahe keh de koi jo kahe main toh bas ek baat kahunga Hamesha tere saath rahunga - 4 doori kaisi kaisi doori jab dil pass hain tu hi chahat tu hi jeene ka ka ehsaas hain ab tere bin, bin tere dil na lage ab tere bin dum na lunga main aur ek saans na lunga Hamesha tere saath rahunga - 2 Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja keh de koi, kitna bhi koi kahe keh de koi jo kahe main toh bas ek baat kahunga Hamesha tere saath rahunga - 10

Soona soona

Singer: SHREYA GHOSAL

Lyrics of Soona soona

Soona soona lamha lamh Meri rahein tanha tanha Aakar mujhe tum tham lo Manzil teri dekhe rasta Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha Bichhde bhi ham jo kabhi raston main To sang sang rahungi sada Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi Tumhe dhoond loongi sada Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain Hawaon main phaili hui Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo vo yadein meri unchhui Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha Aaa.. Aaa.. Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain Zara dor tum tham lo Bahon main aise pighal jane do mujhko Aise mera naam lo Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke khud to pighal jaungi Subah ka sooraj tumhare liye hai Main hoon raat dhal jaungi Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha
Back to Film List

About KRISHNA COTTAGE Songs and Lyrics

Explore the KRISHNA COTTAGE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KRISHNA COTTAGE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics