FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KUCCH TO HAI

Read available KUCCH TO HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hai Rey

Singer: BABUL SUPRIYO, SADHANA SARGAM

Lyrics of Hai Rey

Itni Pyaari Nahin Lagi Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Rey Itni Pyaari Nahin Lagi Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Rey Kya Hai Jaadoo Tujh Mein Sanam Kasam Ki Kasam Poore Huve Hum Main Bhi Tera Dil Bhi Tera Jaan Bhi Teri Hai Rey Itna Pyaara Nahin Laga Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Re Itna Pyaara Nahin Laga Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Re Kya Hai Jaadoo Tujh Mein Sanam Kasam Ki Kasam Tere Huve Hum Main Bhi Teri Dil Bhi Tera Jaan Bhi Teri Hai Rey Itni Pyaari Nahin Lagi Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey Kali Kali Aankhen Teri Zulfen Reshmi Sona Sona Chehra Tera Lab Hai Shabnami Deewana Main Ban Gaya Lagne Laga Sab Kuch Naya Itni Pyaari Nahin Lagi Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Rey Kya Hai Jaadoo Tujh Mein Sanam Kasam Ki Kasam Poore Huve Hum Main Bhi Tera Dil Bhi Tera Jaan Bhi Teri Hai Rey Itni Pyaari Nahin Lagi Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey Sun Ke Pyaari Baatein Teri Main To Kho Gayi Aisa Lagta Hai Deewani Main Bhi Ho Gayi Jaane Na Tu Jaane Na Hobashi Mere Zubaan Itna Pyaara Nahin Laga Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Re Itna Pyaara Nahin Laga Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Re Kya Hai Jaadoo Tujh Mein Sanam Kasam Ki Kasam Tere Huve Hum Main Bhi Teri Dil Bhi Tera Jaan Bhi Teri Hai Rey Itni Pyaari Nahin Lagi Aaj Tak Hai Rey Dekhu Tujhe Dil Mera Dhadka Jaaye Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey O Hai Rey

Hone Laga

Singer: PRIYA BHATTACHARYA, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Hone Laga

Sharam Se Keh Rahi Chudiyaa Aa Sanam Aab Mita Dooriyaan Hone Laga Hone Laga Hone Laga Hone Laga Hone Laga Oye Hoy Pyaar Mujhe Hone Laga Pyaar Mujhe Hone Laga Oye Hoy Pyaar Mujhe Hone Laga Pyaar Mujhe Hone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Oye Hoy Dil Mera Khone Laga Dil Mera Khone Laga Mera Mann Mera Tann Sirf Tera Sajan Tu Meri Dhadkano Mein Basa Hai Khoyi Hoon Khwaabon Mein Ab To Shaamo Saher Meri Palkon Mein Tu Hi Chupa Hai Tu Mujhe Mil Gaya Har Khushi Mil Gayi Yeh Meri Chaahaton Ki Dua Hai Payali Pairon Ki Baj Rahin Rishto Ki Doliyan Saj Rahin Aane Laga Aane Laga Aane Laga Aane Laga Aane Laga Oye Hoy Chain Mujhe Aane Laga Chain Mujhe Aane Laga Oye Hoy Pyaar Mujhe Hone Laga Pyaar Mujhe Hone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Oye Hoy Dil Mera Khone Laga Dil Mera Khone Laga Thode Din Doori Thi Phir Bhi Janewafa Har Ghadi Raat Din Paas The Hum Yaadoon Ke Saaye Mein Har Kadam Sang The Chaahate Na Kabhi Huvi Kam Hum Mile Jo Yahan Mil Gaye Do Jahan Na Juda Ab Kabhi Honge Jaanam Tu Mere Saamne Aa Gaya Dekh Ke Kya Nasha Chaa Gaya Jane Laga Jane Laga Jane Laga Jane Laga Jane Laga Oye Hoy Dard Mera Jane Laga Dard Mera Jane Laga Oye Hoy Pyaar Mujhe Hone Laga Pyaar Mujhe Hone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Khone Laga Oye Hoy Dil Mera Khone Laga Dil Mera Khone Laga

Yeh Mera Dil

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Yeh Mera Dil

Yeh Yeh Yeh Ye Yeh Mera Dil Sun Sun Sun Sun Tera Hua Hoy Hoy Hoy Ho Itna Kaho Kab Kyon Kahan Kaise Hua Dono Jawani Mein Khoye Khoye O Jaage Jaage Se Kuch Soye Soye Aisa Kabhi Hota Na Tha Kya Kya Mujhe Hone Laga Yeh Yeh Yeh Yeh Yeh Mera Dil Sun Sun Sun Sun Tera Hua Hai Hai Uf Uf Itna Kaho Kab Kyon Kahan Kaise Hua Kardiya Tu Ne Jo Katilana Humla Loot Gaya Dil Mera Na Sambhale Sambhla Tadapte Rehne Mein Zara Tadapne De Deewana Mera Jaan De To Maaza Hai Leke Jane Mein Teri Ada Mein Hai Koi Jaadoo Deewane Dhadkan Bhi Hai Bekaboo O Tu Jo Mila Jane Jahan Jane Kahan Khone Lagi Yeh Yeh Yeh Yeh Yeh Mera Dil Sun Sun Sun Sun Tera Hua Hoy Hoy Hoy Ho Itna Kaho Kab Kyon Kahan Kaise Hua Tu Abhi Kamseen Hai Tu Abhi Naadaan Hai Tu Nahin Samjhegi Dil Mein Kya Armaan Hai Bilakte Armaanon Ko Mujhe Bhi Batladena Yeh Chaahat Hoti Kya Mujhe Bhi Samjha Dena Jane Ki Jaan Meri Jane Jahan Kaise Ban Jata Hai Yeh Afsana Oh Tujhko Kasam Mere Sanam Bechainiyaan Yun Na Bada Yeh Yeh Yeh Yeh Yeh Mera Dil Sun Sun Sun Sun Tera Hua Hoy Hoy Hoy Ho Itna Kaho Kab Kyon Kahan Kaise Hua Dono Jawani Mein Khoye Khoye O Jaage Jaage Se Kuch Soye Soye Aisa Kabhi Hota Na Tha Kya Kya Mujhe Hone Laga Yeh Yeh Yeh Yeh Yeh Mera Dil Sun Sun Sun Sun Tera Hua Hoy Hoy Hoy Ho Itna Kaho Kab Kyon Kahan Kaise Hua Yeh Yeh Yeh Yeh Hoy Hoy Hoy Ho Yeh Yeh Yeh Yeh Hoy Hoy Hoy Ho
Back to Film List

About KUCCH TO HAI Songs and Lyrics

Explore the KUCCH TO HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KUCCH TO HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics