FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KUCH DIL NE KAHA

Read available KUCH DIL NE KAHA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Mere Sone Rab Ne

Singer: UDIT NARAYAN AND ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Mere Sone Rab Ne

--CHORUS- Kudiye kudiye kudiye, kudiye kudiye kudiye Oye mundiya mundiya mundiya, mundiya mundiya mundiya --MALE-- Tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai - 2 Jaise mere sapnon se abhi abhi tu nikalke Is duniya mein aayi hai Mere sone rab ne kinni soni cheez banaayi hai - 2 --FEMALE-- Tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai Jaise mere sapnon se abhi abhi tu nikalke Is duniya mein aaya hai Mere sone rab ne tujhe mere liye banaaya hai - 2 --MALE-- Tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai, haai haai Haai, jaadu hai koi teri aankhon mein --FEMALE-- Dil aa raha hai teri baaton mein --MALE-- Teri bindiya ke lashkaare Jaise din mein nikle taarein --FEMALE-- Meri mehndi ke rang saare Ab to hai naam tumhaare --MALE-- Tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai - 2 Mere nainon ki is doli mein Abhi abhi tu baithke aayi hai Mere sone rab ne kinni soni cheez banaayi hai, oye Mere sone rab ne kinni soni cheez banaayi hai --FEMALE-- Tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai, oh oh --CHORUS-- (Kudiye kudiye kudiye, kudiye kudiye kudiye Oye mundiya mundiya mundiya, mundiya mundiya mundiya) - 2 --MALE-- Hoye, dekha na tumsa koi pehle kabhi --FEMALE-- Jo bhi hai dil mein humse keh do abhi --MALE-- Kehna sunna kya gori Bas baandh lo preet ki dori --FEMALE-- Jab hum raazi tum raazi Kyoon kar raho chori chori --MALE-- Tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai Hoye, tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai Jaise jannat ki har ek khushboo Tere ang ang mein samaayi hai Mere sone rab ne kinni soni cheez banaayi hai - 2 --FEMALE-- Tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai Jaise mere sapnon se abhi abhi tu nikalke Is duniya mein aaya hai Mere sone rab ne tujhe mere liye banaaya hai - 2

Meri Nazar Ke Saamne

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Meri Nazar Ke Saamne

Hey hey aa ha ha ha, ho ho oh ho h Meri nazar ke saamne aake Chhup gayi voh ek jhalak dikhaake Haan, meri nazar ke saamne aake Arre chhup gayi voh ek jhalak dikhaake Yaad nahin kuch iske alaava - 2 Ladki thi ya koi chhalaava - 2 Meri nazar ke saamne aake Chhup gayi voh ek jhalak dikhaake Haan, yaad nahin kuch iske alaava Yaad nahin kuch iske alaava Ladki thi ya koi chhalaava - 2 Meri nazar ke saamne aake Arre chhup gayi voh ek jhalak dikhaake La la la la la, la la la la la, la la la la la la - 2 Kaajal tujhe bana loongi, haan haan haan haan Aankhon mein tujhe laga loongi, haan haan haan haan Mere kadmon mein dil rakh de Main paagal tujhe bana doongi Uske husn ka tha yeh daava - 2 Ladki thi ya koi chhalaava - 2 Meri nazar ke saamne aake Arre chhup gayi voh ek jhalak dikhaake Palkon mein tujhe bitha loonga, haan haan haan haan Seene se tujhe laga loonga, haan haan haan haan Kya reh jaayega paas tere Main sab kuch tera chura loonga Ho, mere ishq ka tha yeh daava Mere ishq ka tha yeh daava Ladki thi ya koi chhalaava - 2 Meri nazar ke saamne aake Chhup gayi voh ek jhalak dikhaake Arre meri nazar ke saamne aake Chhup gayi voh ek jhalak dikhaake Haan, yaad nahin kuch iske alaava Yaad nahin kuch iske alaava Ladki thi ya koi chhalaava - 4

Meri Neend Chura Le

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Meri Neend Chura Le

Ho ho ho, ho oh o Oh oh oh, oh oh oh, oh oh oh Meri neend chura le, mera chain chura le - 2 Dil mein basaake mujhko le jaa Bas dil mujhko de jaa Ho ho ho, ho oh oh Ho oh oh, ho oh oh, aa aa aa Meri neend chura le, mera chain chura le Arre meri neend chura le, mera chain chura le Dil mein basaake mujhko le jaa Bas dil mujhko de jaa Ho ho ho, ho oh oh Oh oh oh, ho oh oh, aa aa aa Chaand se gira ek chaand ka tukda Voh ban gaya tera sundar mukhda Ho, chaand se gira ek chaand ka tukda Voh ban gaya tera sundar mukhda Dekh to peechhe mudke o chaand se mukhde waali Arre dekh to peechhe mudke o chaand se mukhde waali Dil mein basaake mujhko le jaa Bas dil mujhko de jaa Ho ho ho, ho oh oh Ho oh oh, aa aa aa, ho oh oh (Ho, dekh mujhe main kam to nahin hoon Main bhi jawaan hoon, main bhi haseen hoon) - 2 Tu apne husn se chaahe mera ishq mila le - 2 Dil mein basaake mujhko le jaa Bas dil mujhko de jaa Ho ho ho, ho oh oh Aa aa aa, hm mm mm, oh oh oh Meri neend chura le, mera chain chura le Hey meri neend chura le, mera chain chura le Dil mein basaake mujhko le jaa Bas dil mujhko de jaa Ho ho ho, ho oh oh Aa aa aa, aa aa aa, oh oh oh

Neend Aati Hai

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Neend Aati Hai

--MALE- Neend aati hai na is dil ko qaraar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Neend aati hai na is dil ko qaraar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Tu nahin aayegi jab paigaam yeh aata hai - 2 Chhodke mujhko yeh dil mera chala jaata hai Teri galiyon mein tera voh naam pukaar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Khoob hasti hai, machalti hai, bahut khilti hai - 2 Ek bas mere siva sab logon se milti hai Mere hisse mein tera bas intezaar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 2 --MALE-- Neend aati hai na is dil ko qaraar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la, la la la la la - 4

Sanu tere naal pyaar

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Sanu tere naal pyaar

Standing there, shadows in the hear Hoping that it might be you, but it wasn' t anyone at all I can still remember the way things were If I can truly bring you back, then you won' t even say a word I can love you more than anybody else I mean it, woh woh I can love you more than anybody else I mean it, yaani ke (Saanu tere naal pyaar ho gaya Saada dil beqaraar ho gaya) - 2 Masti teri aankhon mein, jaadu teri baaton mein Sochoon main tere baare mein, jaagoon ab to raaton mein Arre re re re re Masti teri aankhon mein, jaadu teri baaton mein Sochoon main tere baare mein, jaagoon ab to raaton mein Jaagoon ab to raaton mein, raaton mein You don' t seem to know I love you baby - 2 Bada mushkil intezaar ho gaya Saanu tere naal pyaar ho gaya Ho saanu tere naal pyaar ho gaya Saanu tere naal pyaar ho gaya Bechaini kya hoti hai soniye tu to jaane na Dil tera deewaana hai, meri gal na maane na Ho ho ho Bechaini kya hoti hai soniye tu to jaane na Dil tera deewaana hai, meri gal na maane na Meri gal na maane na, maane na You don' t seem to know I love you baby - 2 Tere bin jeena dushvaar ho gaya Saanu tere naal pyaar ho gaya Ho saanu tere naal pyaar ho gaya Saanu tere naal pyaar ho gaya Standing there, shadows in the heart Hoping that it might be you, but it wasn' t anyone at all I can still remember the way things were If I can truly bring you back, then you won' t even say a word I can love you more than anybody else I mean it, woh woh I can love you more than anybody else I mean it, yaani ke (Saanu tere naal pyaar ho gaya Saada dil beqaraar ho gaya) - 4 [Contributed by: Unknown]
Back to Film List

About KUCH DIL NE KAHA Songs and Lyrics

Explore the KUCH DIL NE KAHA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KUCH DIL NE KAHA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics