FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KUCH TUM KAHO KUCH HUM KAHE

Read available KUCH TUM KAHO KUCH HUM KAHE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chudi Chudi

Singer: SHAAN, PINKY, PRASHANT, PREETY

Lyrics of Chudi Chudi

Chudi Re Chudi R Pehno Piya Ki Chudi Re Dil Se Dil Jo Mille Dil Ki Baat Ho Gayi Dil Se Dil Jo Mille Dil Ki Baat Ho Gayi Bekaraari Badi Mulaakaat Ho Gayi Kahin Paayal Baji Khanki Chudiyaan Kahin Paayal Baji Khanki Chudiyaan Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Sehra Sajaake Mehndi Racha Ke Le Jaayega Mujhe Apna Bana Ke Aage Ka Kabhi Na Kabhi Mera Piya Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Jode Se Nahin Joda Jaaye Dil Se Dil Naata Tode Se Nahin Toda Jaaye Dil Se Dil Naata Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Jode Se Nahin Joda Jaaye Dil Se Dil Naata Tode Se Nahin Toda Jaaye Dil Se Dil Naata Saiyaan Ho Saiyaan Thaam Le Meri Baiyaan Thaam Le Meri Baiyaan Haan Padun Main Tere Paiyaan Saari Umra Saath Rahoongi Ban Ke Teri Chaiyaan Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Milke Kabhi Na Bichde Dharti Ambar Chaand Chakori Bin Baandhe Hi Bandh Jaati Hai Do Saason Ki Doori Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Milke Kabhi Na Bichde Dharti Ambar Chaand Chakori Bin Baandhe Hi Bandh Jaati Hai Do Saason Ki Doori Nayna Yeh Nayna Tere Mere Nayna Soye Na Jaaye Sari Sari Raina Jab Jab Dekho Tujhko Aaye Jiya Ko Chaina Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Pehno Gi Piya Ki Chudi Chudi Chudi Re Chudi Re Pehno Piya Ki Chudi Re Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi Chudi

Hua Salaam Dil Ka

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Hua Salaam Dil Ka

Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar L Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li Hua Salaam Dil Ka Hua Salaam Dil Ka Ajab Si Yeh Chaahat Hai Yeh Pehli Mohabbat Hai Poochon Na Kaisa Haal Hai Andhero Mein Ujalon Mein Mein Khoyi Hoon Khayalon Mein Yeh To Gazab Ka Saal Pyaar Ke Diye Jala Ke Maine Roshni Kar Li Pyaar Ke Diye Jala Ke Maine Roshni Kar Li Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Kahin Bhi Chali Jaaon Main Tujhe Hi Bas Paaon Main Pehra Hai Tera Har Jaga Nazar Mein Basi Hai Tu Nazaron Mein Chupi Hai Tu Chehra Hai Tera Har Jaga Jaan Jaayegi Agar Tune Be-rukhi Kar Li Jaan Jaayegi Agar Tune Be-rukhi Kar Li Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li

Jab Se Dekha Tumko

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Lyrics of Jab Se Dekha Tumko

Jab Se Dekha Tumko Haan Jab Se Dekha Tumk Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Jab Se Chaaha Tumko Jab Se Chaaha Tumko Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Sochte Hai Kuch Hum Kehte Hai Kuch Chaahte Hai Kuch Hum Maangte Hai Kuch Aaj Kal Raat Din Jaage Jaage Soye Soye Rehte Hai Jab Se Dekha Tumko Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Apni Gali Ka Pata Bhool Jaate Hai Tera Naam Leke Kisi Aur Ko Bulate Hai Apni Gali Ka Pata Bhool Jaate Hai Tera Naam Leke Kisi Aur Ko Bulate Hai Na Marna Achcha Lagta Hai Na Jeena Achcha Lagta Hai Na Khaana Achcha Lagta Hai Na Peena Achcha Lagta Hai Aaj Kal Raat Din Jaage Jaage Soye Soye Rehte Hai Jab Se Dekha Tumko Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Jab Se Chaaha Tumko Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Pyaar Ke Pyaare Pyaare Sapne Sanjote Hai Aksar Akele Mein Baith Ke Rote Hai Pyaar Ke Pyaare Pyaare Sapne Sanjote Hai Aksar Akele Mein Baith Ke Rote Hai Kabhi Tanhaayi Tadpaati Hai Kabhi Yaad Kisi Ki Aati Hai Kabhi Shola Koyi Bhadakta Hai Kabhi Dil Betaab Dhadakta Hai Aaj Kal Raat Din Aaj Kal Raat Din Jaage Jaage Soye Soye Rehte Hai Jab Se Dekha Tumko Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Jab Se Chaaha Tumko Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Sochte Hai Kuch Hum Kehte Hai Kuch Chaahte Hai Kuch Hum Maangte Hai Kuch Aaj Kal Raat Din Jaage Jaage Soye Soye Rehte Hai Jab Se Dekha Tumko Hum To Khoye Khoye Khoye Khoye Rehte Hai Khoye Khoye Khoye Rehte Hai

Kuch tum kaho kuch hum kahe

Singer: HARIHARAN

Lyrics of Kuch tum kaho kuch hum kahe

(Kuch tum kaho, kuch hum kah Sukh dukh sada milke sahe) - 2 Ek duje ko itna pyaar de Yeh saansein yeh jeevan vaar de Na kabhi ho judaa Umr bhar saath mein hum rahe Kuch tum kaho, kuch hum kahe Sukh dukh sada milke sahe (Milan ki raat ho, milan ki baat ho Labon pe ho hasi, haath mein haath ho) - 2 Hamein jeena hai sab ke vaaste Hum chhode na sach ke raaste Na kabhi ho judaa Umr bhar saath mein hum rahe Kuch tum kaho, kuch hum kahe Sukh dukh sada milke sahe (Jo apne khwaab the voh poore ho gaye Khushi ke rang mein aaj hum kho gaye) - 2 Koi aankhon se dil mein aa gaya Khushbuon se mann maheka gaya Na kabhi ho judaa Umr bhar saath mein hum rahe Kuch tum kaho, kuch hum kahe Sukh dukh sada milke sahe

Tu Hi Hai

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Tu Hi Hai

Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Jo Meri Neende Uda Ke Chali Jaati Hai Jo Mere Khwaabon Mein Ake Chali Jaati Hai Jo Mera Dard Bada Ke Chali Jaati Hai Jo Mera Dard Bada Ke Chali Jaati Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Jo Koyi Aag Laga Ke Chala Jaata Hai Jo Koyi Shola Bhadkaake Chala Jaata Hai Jo Mera Dil Dhadkake Chala Jaata Hai Jo Mere Paas Mein Aake Chala Jaata Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Aa Main Tere Hoton Ke Phool Khila Doon Aa Main Tere Pyaar Ka Tujhko Sila Doon Aa Main Tere Yaadon Ki Duniya Saja Doon Aa Main Teri Baahon Mein Umra Bita Doon Jaaneman Jaane Jaan Tu Jahan Main Wahan Jo Mere Hosh Gawan Ke Chala Jaata Hai Jo Mere Zulf Sajaake Chala Jaata Hai Jo Kuch Kasme Bhula Ke Chala Jaata Hai Jo Kuch Vaade Nibha Ke Chala Jaata Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Mujhko Tune Cheda Hai Nayi Pyaas Deke Main To Khaati Hoon Din Tera Naam Leke Teri In Adaon Ki Koyi Dor Khiche Main To Chala Aata Hoon Tere Peeche Peeche Tune Kya Keh Diya Bhadka Yeh Jiya Jo Kabhi Mujhko Hasa Ke Chali Jaati Hai Jo Kabhi Baatein Bana Ke Chali Jaati Hai Jo Kabhi Mujhe Tadpa Ke Chali Jaati Hai Jo Kabhi Dil Ko Jala Ke Chali Jaati Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Jo Koyi Aag Laga Ke Chala Jaata Hai Jo Koyi Shola Bhadkaake Chala Jaata Hai Jo Mera Dil Dhadkake Chala Jaata Hai Jo Mere Paas Mein Aake Chala Jaata Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai Tu Tu Hi Hai Tu Hi Hai

Yeh Kya Majboori

Singer: K. K., PRASHANT

Lyrics of Yeh Kya Majboori

Yeh Kya Majboori Hai Yeh Kaisi Doori Ha Kaisa Yeh Mera Pyaar Hai Saja Yeh Kaisi Hai Yeh Kaisa Naseeba Hai Is Jeet Mein To Haar Hai Roona Jo Chaahon To Main Ro Na Paaon Kya Chot Khaayi Maine Kaise Bataaon Kya Chot Khaayi Maine Kaise Bataaon Bulaya Tere Dil Ko Tujhse Behrukhi Kar Le Bulaya Tere Dil Ko Tujhse Behrukhi Kar Le Bebasi Thi Meri Tujhse Dushmani Kar Li Bebasi Thi Meri Tujhse Dushmani Kar Li
Back to Film List

About KUCH TUM KAHO KUCH HUM KAHE Songs and Lyrics

Explore the KUCH TUM KAHO KUCH HUM KAHE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KUCH TUM KAHO KUCH HUM KAHE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics