FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KYA LOVE STORY HAI

Read available KYA LOVE STORY HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Deewana Teri Aankhon Ka Main Jaanejaana

Singer: JOY, JOJO

Lyrics of Deewana Teri Aankhon Ka Main Jaanejaana

do you feel me - (deewana teri aankhon ka main jaanejaana deewana teri baaton ka main jaanejaana) - 2 saathiya muh mod ke, na door ja dil todke nazdik aa sab chod ke jaanejaana do you feel me - 4 na subhon ka pata, raaton ki khabar dil ne jab tujhse dil lagaya kyun koi bhi hasin jachti hi nahi jismo jaan pe tera jadu chhaaya tu hi mera pyaar hai, tera intezaar hai meri jeet haar hai, teri baaahon mein do you feel me - 4 main, main na main rahoon tu, tu na tu rahe saasein meri tujhse aaye jaaye tu, tu bhi to kabhi bhoole se sahi mujhpe karde in palkon ke saaye tu bhi mujhse pyar kar muijhse aakhein chaar kar mere intezaar kar, meri raaho mein do you feel me - 4 (deewana teri aankhon ka main jaanejaana deewana teri baaton ka main jaanejaana) - 2 saathiya muh mod ke, na door ja dil tod ke nazdik aa sab chod ke, jaanejaana do you feel me - 4

Gumsum Hai Dil Mera, Aajkal Gumsum Hai Dil Mera

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Gumsum Hai Dil Mera, Aajkal Gumsum Hai Dil Mera

laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaan chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2 ho kwaabon khayaalon mein, uljhe sawaalon mein, bas dekhe rasta tera o jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2 laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar aankhon mein nind, nindo mein khwaab, khwaabon mein tum mere dil ke kareeb, dhadkan ke paas rehna mujhe tere tera saath o tera saath o o o har pal rahe din raat meri duwaayon mein, meri sadaayon mein, tu mere mann mein basa o jaana o jaana jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2 laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar woh paas aaye, lab thartharaaye, khaamosh ho jaba haalat hamaari aakhir mein tumse kaise karu bayaan ik baar o o o ik baar o o o kehde hai mujhse pyaar saara jahaan bhulu, main aasmaan chhu loon, ho jaanu bas main tera o jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2 gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2

Jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha

Singer: ZUBIN GERG

Lyrics of Jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha

(jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunh abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main) - 2 dhundu nishaan - 4 main tera (kyun, kyun shaam se pathara gayi aankhein meri yuun mujhse juda kyun hai pata manjil teri) - 2 raatein raatein hai khafa, subah kab degi shifaah abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main (dil, dil ka makaan viraan hai, sunsaan hain inn deewaarogar se roshani anjaan hain) - 2 haan aisa pehli dafa dil ko yeh lage laga abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main dhundu nishaan - 4 main tera
Back to Film List

About KYA LOVE STORY HAI Songs and Lyrics

Explore the KYA LOVE STORY HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KYA LOVE STORY HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics