FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from LIFE IN A... METRO

Read available LIFE IN A... METRO lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Alvida.... Kaise Keh Diya Alvida

Singer: K.K.

Lyrics of Alvida.... Kaise Keh Diya Alvida

chupake se kahin, dheeme paanv s jaane kis taraf, kis ghadi aage badh gaye hamse raahon mein par tum toh abhi the yahin kuchh bhi na suna, kab ka tha gila kaise keh diya alvida jinake darmiya gujri thi abhi kal tak yeh meri zindagi dono baahon ko, thandi chaanv ko hum bhi kar chale alvida alvida, alvida, meri raahein alvida meri saansein kehati hai, alvida alvida, alvida, abb kehna aur kya jab tune keh diya, alvida sunle bekhabar, yuun aankhein pher kar aaj tu chali ja dhundegi nazar humko hi magar har jagah aisi raaton mein leke karvate, yaad hamein karna aur phir haar kar kehna kyun magar, keh diya alvida alvida koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida alvida, alvida, abb kehna aur kya jab tune keh diya, alvida ??? dil chale, phir bhi dil kahe kaash mere sang aaj hote tum agar, hoti har dagar gulsita tumse hai khafa, hum naaraaz hai, dil hai pareshaan socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida alvida koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida alvida, alvida, abb kehna aur kya jab tune keh diya, alvida kyun socha aur kahan alvida dono baahon ko, thandi chaanv ko hum bhi kar chale alvida

Baatein Kuchh Ankahee Si, Kuchh Ansuni Si Hone Lagi

Singer: ADNAN SAMI KHAN

Lyrics of Baatein Kuchh Ankahee Si, Kuchh Ansuni Si Hone Lagi

baatein kuchh ankahee si, kuchh ansuni si hone lag kaabu dil pe raha na, hasti hamaari khone lagi wo wo o o o o o........ shaayad yahi hai pyaar baatein kuchh ankahee si, kuchh ansuni si hone lagi kaabu dil pe raha na, hasti hamaari khone lagi wo wo o o o o o........ shaayad yahi hai pyaar - 2 keh de mujhse dil mein kya hai, aisa bhi kya guroor tujhko bhi toh ho raha hai thoda asar jaroor yeh khaamoshi jine na de, koi toh baat ho wo wo o o o o o........ shaayad yahi hai pyaar - 2 tu hi meri roshani hai, tu hi chiraag hai dheere dheere mit jaayega, halka sa daag hai yeh zeher bhi yuun piya hai, jaise sharaab ho wo wo o o o o o........ shaayad yahi hai pyaar - 2 baatein kuchh ankahee si, kuchh ansuni si hone lagi kaabu dil pe raha na, hasti hamaari khone lagi wo wo o o o o o........ shaayad yahi hai pyaar - 3

In Dino Dil Mera Mujhse Hai Keh Raha

Singer: SOHAM

Lyrics of In Dino Dil Mera Mujhse Hai Keh Raha

(in dino, dil mera, mujhse hai keh rah tu khaab saja, tu ji le jara hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat - 2) - 2 (berang si hai badi zindagi kuchh rang to bharoon main apani tanahaayi ke waaste abbb kuchh toh karoon) - 2 jab mile thodi fursat - 2, mujhse karle muhabbat hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat (usako chhupaakar main sabse kabhi le chaloon kahin door... aankhon ke pyaalon kse pita rahoon usake chehre ka noor) - 2 iss jamaane se chhupakar - 2, puri karloon main hasrat hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat - 2 in dino, dil mera, mujhse hai keh raha tu khaab saja, tu ji le jara hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat - 2

Kar Salaam, Kar Salaam

Singer: PRITAM, SUHAIL, SOHAM

Lyrics of Kar Salaam, Kar Salaam

kyun jindagi se ho shikava gila - yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai jo bhi yeh deti hai woh hai ??? kar salaam - 4 nakhre utha isake nakhre utha - 2 haan dhoop bhi hai yeh, chhaanv bhi hai yeh jo bhi yeh deti hai, tu maan ja kar salaam - 4 kho jaana, pa jaana, na paana, hai jindagi jaane le bik jaana, loot jaana, bass jaana hai jindagi maan le ho ho ho karle yakin, jo kal gaya woh phir se aata nahin ho ho ho gujra huva jo waqt hai woh dastak lagaata nahin jo aaj hai bass wahi hai tera - 2 ha kya teri hasti hai, mitti ki basti hai pal mein hi ho jaati hai yeh fanaa kar salaam - 4 kyun jindagi se ho shikava gila - 2 yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai jo bhi yeh deti hai woh hai ??? kar salaam...........

Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile

Singer: JAMES

Lyrics of Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile

(ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mil yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile) - 2 ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile (ek chhat ke tale ajanabi ho jaate hai rishtey bistar pe chaadaro se chhup so jaate hai rishtey) - 2 dhunde se bhi iname nahi darmaayiyaan mile yeh kaisi bheed hai bass yahaan tanahaayiyaan mile (jisko bhi dekhiye woh adhura sa hai yahaan jaise kahin ho aur woh aadha rakha huwa) - 2 ho jab jahaan jude wahi judaayiyaan mile yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile (ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile) - 2
Back to Film List

About LIFE IN A... METRO Songs and Lyrics

Explore the LIFE IN A... METRO soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for LIFE IN A... METRO.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics