FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from LUCK BY CHANCE

Read available LUCK BY CHANCE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Pyaar Ki Dastaan

Singer: AMIT PAUL & MAHALAKSHMI IYER

Lyrics of Pyaar Ki Dastaan

(Jab Hawaien Sunati Hai, Tere Mere Pyaar Ki Dastaan Sunti Hai Yeh Fiza, Sunti Hai Yeh Zameen, Sunta Hai Aasmaan) - 2 Isiliye Phoolon Mein Kaliyon Mein Khushboo Hai Isiliye Parwaton Jharno Mein Jadao Hai Isiliye Nikhrein Hai Raastein Wadiyan Ho Jab Hawaien Sunati Hai, Tere Mere Pyaar Ki Dastaan Ho Sunti Hai Yeh Fiza, Sunti Hai Yeh Zameen, Sunta Hai Aasmaan Sapno Ka Yeh Mausam Hai, Dil Se Dil Ka Sangam Hai Sulge Sulge Hothon Per, Halki Halki Shabnam Hai Chalte Chalte Kahan Aa Gaye Hum Tum Jo Paas Aaye Sharma Gaye Hum Khud Ko Khoya Tumhein Paaye Hum Ho Isiliye Hum Bhi To Karte Yun Preet Hai Isiliye Gunjte Ansune Geet Hai, Isiliye To Koi Aarzoo Hai Jawan Mehki Si Hai Tanhayi, Rut Hai Jaise Alsai Ho Dil Mein Lete Hai Armaan, Angaadi Per Angdai Todi Si To Rakho Humse Dorri, Kyon Kahani Rahe Yeh Adhuri Sab To Kehna Nahi Hai Jaruuri, Isiliye Milke Bhi Milne Ki Pyaas Hai Isiliye Pyaar Ko Kal Ki Bhi Aas Hai, Isiliye To Hasin Lagti Dooriyan Jab Hawaien Sunati Hai, Tere Mere Pyaar Ki Dastaan Sunti Hai Yeh Fiza, Sunti Hai Yeh Zameen, Sunta Hai Aasmaan Isiliye Nikhrein Hai Raastein Wadiyan

Sapnon Se Bhare Naina

Singer: SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Sapnon Se Bhare Naina

Bagiya Bagiya Balak Bhage, Tettli Phir Bhi Haath Na Lage Is Pagle Ko Kaun Bataye, Dhoond Raha Jo Tu Jag Mein Koi Jo Paaye To, Maan Mein Hi Paaye (Sapno Se Bhare Naina, To Neend Hai Na Chaina) - 2 Aise Dagar Koi Agar Jo Apnaye Har Raah Ke Woh Anat Pe Raste Hi Paaye Dhoop Ka Rasta Jo Phele Jalaye Mod To Aaye Chaaau Na Aaye Raahi Jo Chalta Hai Chalta Hi Jaaye Koi Nahi Hai Jo Kahin Use Samjhaye (Sapno Se Bhare Naina, To Neend Hai Na Chaina) - 2 (Naina Re...) - 3 Door Se Hi Sagar Jise Har Koi Maane Pani Hai Woh Ya Reth Hai Yeh Kaun Jaane Jaise Ke Din Se Rain Alag Hai Sukh Hai Alag Hai Aur Chain Alag Hai Per Yeh Jo Dekhe Woh Nain Alag Hai Chain To Hai Apna Sukh Hai Paraye (Sapno Se Bhare Naina, To Neend Hai Na Chaina) - 2 (Sapno Se Bhare Naina, Naina Naina Naina Re..) - 3

Yeh Aaj Kya Ho Gaya

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Yeh Aaj Kya Ho Gaya

Suraj Meri Khidki Jo Hai Jhakta, Kirano Ko Jaise Mil Gaya Hai Rasta Hasti Hui Aa Gai OOO, Kamrein Mein Jitni Neend Thi Ud Gai Umeed Jate Jate Vapas Mud Gai, Laut Aai Hai Phir Yehin Ooo Jaane Yeh Sab Kya Hai, Jo Bhi Hai Naya Sa Hai Pairo Tale Dil Kho Gaya, Yeh Aaj Kya Ho Gaaya.. Din Yuhi Badlane Ko Hai, Zindagi Sawarein Ko Hai Jane Kyon Yeh Mujhko Hai Laga, Lachki Hai Jo Dil Ki Daali Kaliyan Abb Hai Khilne Wali, Huale Haule Paas Aake Dheme Se Gaayen Hawaein, Jaane Yeh Sab Kya Hai Jo Bhi Hai Naya Sa Hai, Pairon Tale Dil Kho Gaya, Yeh Aaj Kya Ho Gaya.. Sach Bari Bari Horahe Sab Khwab Hai Panchi Udan Bharne Ko Betaab Hai Aankhon Mein Hai Aasman Ooo Resham Ke Jaise Narmi Hai Har Baat Mein Ujle Hai Din Aur Chandani Hai Raat Mein Har Lamha Hai Meraban OOO Jaane Yeh Sab Kya Hai, Jo Bhi Hai Naya Sa Hai Pairon Tale Dil Kho Gaya, Yeh Aaj Kya Ho Gaya..

Yeh Zindagi Bhi

Singer: LOY MENDONSA & SHEKHAR RAVJIANI

Lyrics of Yeh Zindagi Bhi

Yeh Zindagi Bhi Kya Kya Humko Dekhlati Hai Sapno Ki Dhundli Raah Mein Yeh Zindagi Bhi Humein Kahan Le Ke Aajati Hai Ek Anjani Si Chaah Mein Jane Humko Kya Paana Hai, Socho Kya Hai Apni Manzil Samjhane Kab Mana Hai, Dekho Karta Zid Hai Yeh Dil Choone Hai Taare Ise, Chahiye Saaare Ise Yeh Zindagi Bhi Kitni Baatein Keh Jati Hai Ek Seedhi Saadhi Baat Mein Yeh Zindagi Bhi Kyun Itne Khwaab Sajati Hai Har Suni Suni Raat Mein Khawabon Mein Koi Armaan Hai Poocho Dil Se Armaan Kya Hai Muskil Hai Ya Woh Aasaan Hai Sun Lo Dil To Yeh Kehta Hai Choone Hai Taare Ise, Chahiye Saaare Ise (Jo Palko Ke Tale Hai Apne Sapne Leke Chale Hai Kehdo Woh Chale Sambhal Ke Na Karna Koi Gile Kahin Jo Thokar Kahin To Lage Ke Sapne Tute Aason Chalke) - 2 Yeh Zindagi Bhi Kya Kya Humko Dekhlati Hai Sapno Ki Dhundli Raah Mein Yeh Zindagi Bhi Humein Kahan Le Ke Aajati Hai Ek Anjani Si Chaah Mein Jane Humko Kya Paana Hai, Socho Kya Hai Apni Manzil Samjhane Kab Mana Hai, Dekho Karta Zid Hai Yeh Dil Choone Hai Taare Ise, Chahiye Saaare Ise (Jo Palko Ke Tale, Hai Apne Sapne Leke Chale Hai Kehdo Woh Chale Sambhal Ke Na Karna Koi Gile, Kahin Jo Thokar Kahin To Lage Ke Sapne Tute Aason Chalke..) - 3
Back to Film List

About LUCK BY CHANCE Songs and Lyrics

Explore the LUCK BY CHANCE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for LUCK BY CHANCE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics