FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from LUCKY

Read available LUCKY lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aa Ke Bharlo Bazuon Main

Singer: UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Aa Ke Bharlo Bazuon Main

Aa ke bharloo bazuon mei tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam kya mohabbat hai kya nazaara hai kal talak ye dil tha mera ab tumhara hai kya tamanna hai kya ishara hai hamne to pal pal tadap ke pal guzaara hai ho hamne to pal pal tadap ke pal guzaara hai dekho dekho na ab karo na mujhpe yu sitam jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam kya ladakpan hai kya jawaani hai ab tumhare naam saari zindagani hai kya haqeeqat hai kya kahaani hai saamne mere, mere sapno ki rani hai hoo saamne mere, mere sapno ki rani hai ab saha na ab saha na jaaye mujhse doori ka ye gham jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam[female] jaan meri jaa rahi sanam[male] jaan meri jaa rahi sanam[male female together] Submitted by: Sanjay

Chori Chori Chupkese

Singer: ALKA YAGNIK, SONU NIGAM

Lyrics of Chori Chori Chupkese

(chori chori chupkese aake meri aankhon main sama j dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja ) - 3 (aaise sata na hari main hari yeh teri baatein jhuthi hai saari ) - 2 (chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja) - 2 yeh zid hai boori koi rishta to jod de - 2 chal jaane bhi de meri baahe chod de - 2 aasi to ada pe mera deewana dil dhadke teree jaise hi hote hai yaha kya ladke tujhko kasam meri haath chudake ab na ja ho dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja ho chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja yu beeti jaye apne milne ki ghadi - 2 mai bolu tu kya kaisi mushkil aa padi - 2 dil kehta hai kisi dooji se dil lagao nanana aaisa kare toh khake ye zaher main mar jaoo hmm aaj kuwari ka bannoonga main sapno ka raja tere jaisi lakho mere aage peetche honge tu ja ja (na baba na re na de saja re aake mujhe garwa laga re) - 2 (chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja) - 2 Socha nahi tha aaisi milengi ek dusre se raahe humari Haa (chori chori chupkese aake meri aankhon main sama ja dheere dheere sapno ki sooni sooni duniya basa ja) - 2

Hum Deewane

Singer: ANURADHA PAUDWAL, SONU NIGAM

Lyrics of Hum Deewane

(Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main - 2) -2 Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main Har nazar se tumhe hum bachake rakhe dhadkannon main kahi aa chupake rakhe sirf tumko mangte hai aajkal hum duwaoon main chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - 2 Tumse wada raha saath chodenge na mar bhi jayenge toh haath chodenge na himmato se hil uthe hai phool jalti fizaoon main chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - 2 chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - 2

Shayad Yahi

Singer: LATA MANGESHKAR, ADNAN SAMI

Lyrics of Shayad Yahi

Ek ajnabi sa ehsaas dil ko satay shayad yahi to pyaar hai betabiyon mein dhadkan meri chal paye shayad yahi to pyaar hai kutch bhi kaha na kutch bhi suna na phir bhi bechain dil hai humara behke kadam hai mushkil main hum hai dekho sambhle bhala kaise yaara chahe bina bhi nazdeek hum chale aaye shayad yahi toh pyaar hai nazrein bichade pehre laga de dil pe par dil kisiki na maane Kaaton pe chalke sholon mein jalke roke milke rahenge deewane o o o chahat ki lau to aandhi mein bhi zilmilaye shayad yahi to pyaar hai Ek ajnabi sa ehsaas dil ko sataye shayad yahi to pyaar hai ye mulaqatein yeh teri ankhein ek pal na main bhool pau kitni mohabbat hai kitni chahat tumse kaise bhala main bataoo Acha lage jo toh samne muskuraye shayad yahi to pyaar hai Ek ajnabi sa ehsaas dil ko sataye shayad yahi to pyaar hai kutch bhi kaha na kutch bhi suna na phir bhi bechain dil hai humara behke kadam hai mushkil main hum hai dekho sambhle bhala kaise yaara chahe bina bhi nazdeek hum chale aaye shayad yahi toh pyaar hai - 5 o rama ha ha haha ho ho hoho

Soon Jhara Soniye Soon Jhara

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Soon Jhara Soniye Soon Jhara

(Soon jhara Soniye soon jhara - Aaj Khamoshiyon se aa rahi hai sada Dhadkanein hai deewani Dil bhi kutch Keh raha hai ) - 2 Soon jhara Soniye Soon Soon Soon Jharaaaa beetey lamhon ke saaye toh bas yahi tham gaye hai yaad mujhe aaye teri baatein palkon ki surkh chadar pe ask bhi jam gaye hai teri ankhon se na hatti aankhein bebasi ka hai aalam kya karoo main bata dhadkanein hai deewani dil bhi kutch keh raha hai (Soon jhara Soniye Soon Jharaaaa ) - 2 Aaj Khamoshiyon se aa rahi hai sada Dhadkanein hai deewani Dil bhi kutch Keh raha hai (Soon jhara Soniye Soon Jharaaaa) - 2 choom ke apne hoton se tere gam ko chura loo laake tujhe de doo khushiyan sari apni har beqarari ko seene main hi chupa lu meri chahtein jaye tujhpe wari sehme sehme labon mein ghul gayi hai dua dhadkanein hai deewani dil bhi kutch keh raha hai (Soon jhara Soniye Soon Jharaaaa ) - 2 Aaj Khamoshiyon se aa rahi hai sada Dhadkanein hai deewani Dil bhi kutch Keh raha hai (Soon jhara Soniye Soon Jharaaaa) - 4
Back to Film List

About LUCKY Songs and Lyrics

Explore the LUCKY soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for LUCKY.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics