FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MAIN AISA HI HOON

Read available MAIN AISA HI HOON lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Deewanapan Deewangi

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Deewanapan Deewangi

mera chain meri chaha dil ki lagi tu hi deewanapan deewangi - 3 mera chain meri chahat dil ki lagi tu hi deewanapan deewangi - 3 teri ada pe marne laga dil tujhse mohabbat karne laga dil socha nahi samjha nahi jaana nahi dekhi nahi yeh sadgi haaa deewanapan deewangi mera chain meri chahat dil ki lagi tu hi deewanapan deewangi meri dhadkanon ka hai yah irada chahu tujhe main hadh se jyaada tere liya mujhko mili yeh zindgi tere liye yeh aashiqui haaa deewanapan deewangi mera chain meri chahat dil ki lagi tu hi deewanapan deewangi

Dil mera todo na

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Dil mera todo na

Dil mera todo n Dil mera todo na Tumhi se yeh kehna hai Bada mushkil bin tere rehna hai Haan, bada mushkil bin tere rehna hai Dil mera todo na Dil mera todo na Tumhi se yeh kehna hai Bada mushkil bin tere rehna hai Haan, bada mushkil bin tere rehna hai Dil mera todo na Dil mera todo na Tera chehra meri Tera chehra meri Tera chehra meri aakhon ka sapna hai Tere siwa duniya mein na koyi apna hai Na koyi apna hai Dil mera todo na Dil mera todo na Tumhi se yeh kehna hai Bada mushkil bin tere rehna hai Haan, bada mushkil bin tere rehna hai Saath mere hai teri Saath mere hai teri Saath mere hai teri yaadon ki parchhaayi Yeh mujhko tanhaayi kis mod pe le aayi Le aayi, le aayi Dil mera todo na Dil mera todo na Tumhi se yeh kehna hai Bada mushkil bin tere rehna hai Haan, bada mushkil bin tere rehna hai Dil mera todo na Dil mera todo na Posted By : Mastani Laila

Just walk Into My Life

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Just walk Into My Life

(the talking Tum? Tum yahaan kya kar rahe ho? Aap ne mujhe pehchaana nahin, main Indraneel Thakur, Neel Jaanti hoon Aap best lawyer hain aap mera case laro na warna�warna maya ke papa Gungun ko le jayenge To main kya karoon? Aap apne bete ko pyaar nahin karte? Kya? Agar aap ke bete ko koi le jaaye to aap best lawyer nahin dhoondoge? Main tumhaara case nahin lar sakti, now please go from here Just walk into my life Kahe deewanapan Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Just walk into my life Kahe deewanapan Just walk into my life Kahe deewanapan Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Dil mera todo na, todo na Saath mera chodo na, chodo na Tumse hain kayi umeedein Just walk into my life Kahe yeh pagalpan Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tumse koyi pyaara, pyaara Dekha nahin yaara, yaara Tum hi ho, mera sahaara Just walk into my life Kahe meri dhadkan Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Pyaar hi pyaar doon, pyaar doon Tumpe yeh jaan waar doon, waar doon Tum karo zara ishaara Just walk into my life Kahe apna bandhan Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Just walk into my life Kahe deewanapan Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Tenu dil wich rakh loon jaan-e-man Submitted by : Laila

Raat hai soyi soyi

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Raat hai soyi soyi

Raat hai soyi soy Chaand bhi khoya khoya Karlo dil ki baat Raat hai soyi soyi Chaand bhi khoya khoya Karlo dil ki baat Har ghari har jagah Dekhoon saaya tera Har ghari har jagah Dekhoon saaya tera Bin tere ek pal Dil lage na mera Tujhe dhoondoon yahaan Tujhe dhoondoon wahaan Tujhe dhoondoon yahaan Tujhe dhoondoon wahaan Waqt hai mehka mehka Chaandi bhikri bhikri Karlo dil ki baat Saamne aa zara Pyaar kar loon tujhe Saamne aa zara Pyaar kar loon tujhe Apni baahon mein phir Aaj bhar loon tujhe Meri aakhon mein tu Mere khwaabon mein tu Meri yaadon mein tu Meri saanson mein tu Hai sama behka behka Roshni theri theri Karlo dil ki baat Raat hai soyi soyi Chaand bhi khoya khoya Karlo dil ki baat Posted By : Mastani Laila

Teri Galiyon Se

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Teri Galiyon Se

(Teri galiyon s Teri galiyon se) Teri galiyon se (babasta hai) Babasta hai dil ka sakoon Humaara afsana, afsana, afsana Ishq mein tere Ban gaya junoon (Teri galiyon se Teri galiyon se) Teri galiyon se (babasta hai) Babasta hai dil ka sakoon Humaara afsana, afsana, afsana Ishq mein tere Ban gaya junoon (Teri galiyon se) Aaraam kis kadar betaab hai Madhoshiyon ka khwaab hai Dhola rooh mein bhikra rahi Sarvoshiyon ki yaad hai Teri chaahat se Babasta hai dil ka sakoon Humaara afsana, afsana, afsana Ishq mein tere Ban gaya junoon (Teri galiyon se) Zaalim ishq ki aawargi Le aayi kahan humein bekhudi Dil ke dard mein youn choor hai Jannat humein dikhne lagi Teri khushboo se Babasta hai dil ka sakoon Humaara afsana, afsana, afsana Ishq mein tere Ban gaya junoon (Teri galiyon se) Posted By : Mastani Laila
Back to Film List

About MAIN AISA HI HOON Songs and Lyrics

Explore the MAIN AISA HI HOON soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MAIN AISA HI HOON.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics