FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MAIN DEEWANA HOON

Read available MAIN DEEWANA HOON lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aanchal Raat Ka

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Aanchal Raat Ka

aanchal raat ka lehra jab gaya - ehsaas kyon jaane aaisa huaan aanchal raat ka lehra jab gaya ehsaas kyon jaane aaisa huaan mujhe jaise tumne chhuaan - 2 aanchal raat ka lehra jab gaya ehsaas kyon jaane aaisa huaan mujhe jaise tumne chhuaan - 2 aanchal raat ka meri dhadkan mein - 2 hulchul si hone lagi halki khushbu si mujhko bheegone lagi mera kya hain dosh maine khoye hosh madhosh ho gaya main tere dilnashi phir toh haseen yaadon mein kho gaya main aanchal raat ka lehra jab gaya ehsaas kyon jaane aaisa huaan mujhe jaise tumne chhuaan - 2 aanchal raat ka lehra jab gaya chaahu tumse kahu - 2 hota hain kya aajkal taaren ginta rahu sota nahi ek pal kaise aaye neend jab ho umeed milne ki dil ko mere bas ek baar tum kar lo paar seemaon ke yeh ghere aanchal raat ka lehra jab gaya ehsaas kyon jaane aaisa huaan mujhe jaise tumne chhuaan - 2 aanchal raat ka lehra jab gay

Banke Savera Aayi Ho

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Banke Savera Aayi Ho

banke savera aayi ho tum meri raahon mein chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein tum hi tum ho har pal in nigaahon mein main kho jaana chahu tere khwaabon mein banke savera aayi ho tum meri raahon mein phoolon pe giri ho jaise shabnam hothon pe nami hain aaisi jaanam phoolon pe giri ho jaise shabnam hothon pe nami hain aaisi jaanam yeh mastiyaan yeh shokhiyaan khilkhilaakar tera hasna aur kisi mein kaha banke savera aayi ho tum meri raahon chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein tum hi tum ho har pal in nigaahon mein main kho jaana chahu tere khwaabon mein banke savera aayi ho tum meri raahon mein roshan hain sitaaron jaisa tan mann kirnon se ghiri ho jaise dulhan roshan hain sitaaron jaisa tan mann kirnon se ghiri ho jaise dulhan o naazani o dilnashi husne jaana dil mein kar de laakhon armaan jawaan banke savera aayi ho tum meri raahon chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein tum hi tum ho har pal in nigaahon mein main kho jaana chahu tere khwaabon mein banke savera aayi ho tum meri raahon mein

Kabhi Sharmaake Kabhi Muskuraake

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Kabhi Sharmaake Kabhi Muskuraake

kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se - kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se uska nasha toh aaisa chadha - 2 din raat ab khumaar mein din rahe duba duba itni woh paas aa jaaye kaash usko yeh ham bata sake tum ho hamari mehbooba kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se kitni dafa toh khat bhi likha - 2 socha usse batayen ham dil mein kya hain hamare lekin kahi woh bhadke nahi jab yeh khayal aaya khat jala diye saare kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se kabhi sharmaake kabhi muskuraake dekhe jo hamein khidaki se kaise ham bole bhed yeh khole hamein pyar hain uss ladki se

Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya

milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan - main deewana - 2 deewana deewana huaan milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan unka chand asa mukhada kya kehna unke maathe ki bindiya kya kehna - 2 unki qaatil adaayen kya kehna unki mast nigaahen kya kehna jab woh aa gaye toh noor aa gaya na jaane yeh mujhko kya ho gaya main deewana - 2 deewana deewana huaan milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan unki chaal woh sau sau balkhaaye unki zulfon se baadal sharmaayen woh hothon pe aaise muskaaye woh tarsaaye dil ko tadpaaye woh jhonka hawaa ka mastana unki aankhen chhalakta paimaana main deewana - 2 deewana deewana huaan milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan main deewana - 2 deewana deewana huaan

Peena Hain Pilana Hain

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Peena Hain Pilana Hain

arey phir se pee liye ho ky hmm peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain peena hain pilana hain maajhi re - 2 ghunt ghunt peeke baiyya paar laga le apani naiyya maajhi re - 2 peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain chaar din ka mela hain yeh pyar karle has le gaa le arthi utha hi lenge arthi uthane wale haa jeevan bhala kya denge jeevan churane waale aag bujhaayenge kya raakh banane waale kal ho na ho peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain badi keemti hain haseen bande isse khona nahi jisne jo bhi gham hain diye yaad karke rona nahi kehne wale kehte rahe sunn ne wale sunte rahe aanewale aate rahe jaanewale jaate rahe aansu na baha peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain maajhi re - 2 peena hain pilana hain ghamon ko bhulana hain

Tu Sapana Hain

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Tu Sapana Hain

tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa - tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa aaisa lagat hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa haseen waadiyon ki khushbu hain tu parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu rangeen fizaaaon ka chhalka nasha dilkash nazaaron ka jaadu hain tu tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu adaaon se khud apani nadaan hain tu tu chaand jo raat roshan kare tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu tu hain pari ya apasara tu geet hain ek madbhara pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa aaisa lagta hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
Back to Film List

About MAIN DEEWANA HOON Songs and Lyrics

Explore the MAIN DEEWANA HOON soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MAIN DEEWANA HOON.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics