FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MAIN HOON NA

Read available MAIN HOON NA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Main Hoon Na (sad)

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Main Hoon Na (sad)

Aa�aa Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Koyi toh ho aisa, jisko apna keh sakoon Koyi toh ho aisa, jiske dil mein reh sakoon ho� Koyi toh kehta ek baar main hoon na Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Aa�aa� Jo bandhan toote, jo apne roothhe Paas aa jaayein phirse dooriyaan Ye kyun hota hai, ke dil rota hai Bebas ho jaati hai, ye zabaan Apne toh saare is kinaare reh gaye -2 ho.. Tanha chala jo us paar main hoon na Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Jahaan bhi main jaaun, jahaan bhi main dekhoon Saare chehre begaane se hain Kabhi koyi tha, jo mera hi tha Ye qisse ab afsaane se hain Kal zindagi ne khel khele the gaye Kuch log jeete, jeet ke sab le gaye ho.. Hisse mein aaya jiske haar main hoon na Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na

Tumhein jo dekha

Singer: ABHIJEET, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Tumhein jo dekha

Abhijeet Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon Aakhir kyun pal yun diwaana main ho gaya Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2 Jo hosh tha, woh toh gaya Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo Toh hoke beqaabu, dil kho gaya Tumhein jo maine socha, tumhein jo maine maana Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana Jo hosh tha, woh toh gaya Abhijeet: Itni kyun, tum khubsoorat ho, ke sab ko hairat ho Duniya mein sach-much hi rehti hai Pariyon se bhi zyaada pyaari si ladki koyi Haan itni kyun, bolo haseen tum ho, jo dekhein gum-sum ho Dekho na main bhi hoon khoya sa Behka sa mujhpe bhi chhaayi hai diwaangi Tumhi ko maine puja, tumhi ko chaaha paana Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana Jo hosh tha, woh toh gaya Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo Toh hoke beqaabu, dil kho gaya Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2 Jo hosh tha, woh toh gaya Shreya: Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon Tumne jo dekha toh kya jaane kya ho gaya Jaane kyun, rehti hoon khoyi si, jaagi na soyi si Ab dil mein armaan hai saanson mein toofaan hai Aankhon mein khwaabon ki hai chaandni Aa�jaane kyun, behka sa ye mann hai, mehka sa ye tan hai Chalti hoon itraake, ithlaake, sharmaake Balkhaake jaise koyi raagini Tumhein jo maine samjha, tumhein jo pehchaana Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana Jo hosh tha, woh toh gaya Abhijeet: Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo Toh ho hoke beqaabu, dil kho gaya Both: Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -4
Back to Film List

About MAIN HOON NA Songs and Lyrics

Explore the MAIN HOON NA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MAIN HOON NA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics