FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MAIN KHILADI TU ANARI

Read available MAIN KHILADI TU ANARI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Ka Darwaaja

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Dil Ka Darwaaja

--FEMALE- Dil ka darwaaja khula hai raja, raja raja raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja, aaja aaja aaja Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja --CHORUS-- Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja --FEMALE-- Naya somvaar aayega saath tere Mere haath mein honge phir haath tere Manaayenge mangal ko jungle mein mangal To budh tak chalega yeh mangal ka dangal - 2 Mm, maza somras ka mujhe bhi jaga jaa, aaja aaja aaja Pada hai jo parda voh aake utha jaa, aaja aaja aaja Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja --CHORUS-- Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja --FEMALE-- Naye gur guruvaar ke seekh le na Oh, hunar mujhse kuch pyaar ke seekh le na Bada shukr phir shukravaar ab na hoga To poora hamaara koi sapna hoga - 2 Haan haan, to is baar mera vrat bhi chhuda jaa, aaja aaja aaja Tujhe pyaar kar karke kar doongi taaja, aaja aaja aaja Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja --CHORUS-- Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja --FEMALE-- Shanivaar ki raat bhaari padegi Mohabbat ki gaadi se gaadi ladegi Ravivaar ko apna paigaam hoga Ke chhooti ke bin bhi bahut kaam hoga - 2 Haaye, meri saaton raatein suhaagan bana jaa, aaja aaja aaja Manaayenge khushiyaan bajaayenge baaja, aaja aaja aaja Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja --CHORUS-- Dil ka darwaaja khula hai raja Aath roz ki tu chhooti leke aaja

Honton Pe Tera Naam Hai

Singer: PANKAJ UDHAS

Lyrics of Honton Pe Tera Naam Hai

Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm m Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai - 2 Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai Tune kaha tha laut ke aayegi tu zuroor - 2 Is aas pe main jeeta raha hoke tujhse door Vaade pe tere ab bhi mujhe aitbaar hai Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai Duniya kahe na bewafa tujhko ae hamnasheen - 2 Ilzaam koi pyaar pe aa jaaye na kahin Tu aayi na agar to mohabbat ki haar hai Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai

Laakhon Haseen

Singer: KUMAR SANU AND ASHA BHOSLE

Lyrics of Laakhon Haseen

--MALE- La la laa laa laa laa laa laa --FEMALE-- La la la laa la laa la laa --MALE-- Bas aap pehli baar dil mein utar gaye Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye Bas aap pehli baar dil mein utar gaye --FEMALE-- Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye Bas aap pehli baar dil mein utar gaye --MALE-- Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye Tanha tha raat din main aap ke bina Har ek pal aap ki dil ko talaash thi --FEMALE-- Ek roz milenge aap, kehti thi dhadkanein Betaab zindagi ko milne ki aas thi Milne se aap ke hum to nikhar gaye --MALE-- Bas aap pehli baar dil mein utar gaye --FEMALE-- Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye --MALE-- Chaahat mein aap ki chhaaya hai voh nasha Main naam aap ka likhta hoon har jaga --FEMALE-- Denge na dil kisi ko, yeh khaayi thi kasam Dekha jo aap ko to tod di kasam Deewana humko aap ek pal mein kar gaye --MALE-- Bas aap pehli baar dil mein utar gaye

Main Khiladi Tu Anari

Singer: ABHIJEET, UDIT NARAYAN

Lyrics of Main Khiladi Tu Anari

* A:Hum donon hain alag alag, Hum donon hain juda jud Ek duje se kabhi kabhi, rehte hain hum khafa khafa U: Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali, saala ufma aila aigo gori ali ali A: Main khiladi tu anari U: Main anari tu khiladi. * A: gaal gulabi nain sharabi hosh udale jaaye, uf ldki hai ya hai kayamat dil se nikle haye, sote jagte ladki dekhoon dil dhak dhak dhak dhadke, Dekho phadke aankh meri tan main shola sa bhadke; U: Ladki ladki karke karke ho na jaayen deewane aisa na ho jaaye ki hum khud ko na pehchane A: Baar mera jab bhi hota hai kabhi na jaaye khali Har taale ki rakhta hun mein apni zeb main chaabi. Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali, saala ufma aila aigo gori ali ali A: Main khiladi tu anari U: Main anari tu khiladi. * Chahe gadwaal ki ho ya nainitaal ki ho chahe punjab ki ho ya fir bengal ki ho lovely haseen koi dil se dhoondenge lovely haseen koi dil se dhoondenge Not permanent temporary dhoondenere * U: neele chhatri waale ke bhi man main khub samayi kya socha jo usne ladki jaisi cheez banayi chikni chikni dekhke soorat dil yeh fisla jaata ladki nahin banata bolo rab ka to kya jaata A: toba toba inki jalwe inki ada nirali dil karta hai chum ke dil main rakhloon ek dilwaali U: Kisi ek ka haath pakadke bana use gharwali Har din tera bane dussera raat bane deewali. Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali, saala ufma aila aigo gori ali ali A: Main khiladi tu anari U: Main anari tu khiladi. Posted By: Arabinda Mahapatra
Back to Film List

About MAIN KHILADI TU ANARI Songs and Lyrics

Explore the MAIN KHILADI TU ANARI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MAIN KHILADI TU ANARI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics