FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MAIN MADHURI DIXIT BANNA CHAHTI HOON

Read available MAIN MADHURI DIXIT BANNA CHAHTI HOON lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Makkhan Mallai

Singer: POORNIMA AND SAURAV

Lyrics of Makkhan Mallai

Saaiyan Saaiyan Saaiyan Pakad Na Meri Kalaiya Hey Saaiyan Saaiyan Saaiyan Pakad Na Meri Kalaiyan Pakde Jo Kalaiyan Chudiyan Toot Jayengi Phir Teri Makkhan Mallai Tujhse Rooth Jayegi Phir Teri Makkhan Mallai Tujhse Rooth Jayegi Saajni Saajni Saajni Haan Saajni Saajni Saajni Baat Meri Sun Itni Meri Aakhiyan Tujhko Tujse Loot Jayengi Shawa O Balle Balle Shawa Oye Phir Kaise Makkhan Mallai Mujhse Rooth Jayegi Phir Kaise Makkhan Mallai Mujhse Rooth Jayegi Punjabi Punjabi Ho Ho Ho O Gore Gore Mukhde Ne Chaand Jaise Tukde Ne Ho Ho O Gore Gore Mukhde Ne Chaand Jaise Tukde Ne Raat Ko Jagaya Hai Chain Bhi Gawaya Hai Gawaya Hai Gawaya Hai Arre Ab Kuch Bhi Na Kehna Door Hi Aise Rehna Punjabi Punjabi Arre Re Re Re Ab Kuch Bhi Na Kehna Door Hi Aise Rehna Kal Warna Yeh Pyaar Ki Gadi Choot Jayegi Phir Kaise Makkhan Mallai Mujhse Rooth Jayegi Phir Kaise Makkhan Mallai Mujhse Rooth Jayegi

Rumi Sahib

Singer: MOHIT CHAUHAN, MANOJ MISHRA, AMAR CHAUDHARY, SURESH DEBU, SAMEER SIDDIQUI

Lyrics of Rumi Sahib

Filmi Duniya Ka Time Hai Khara Kyon Malum Hai Kyon Ke Waha Pe Nahi Hai Rumi Saab Filmi Duniya Ka Time Hai Kharab Kyon Ke Waha Pe Nahi Hai Rumi Saab Aapna Future Hai Aapna Future Hai Na Aapne Haath Mein Aapna Future Hai Na Aapne Haath Mein Main Aisi Waise Aairi Gairi Aadi Tedi Filmo Mein Kyon Kaam Karo Yaar Bilkul Sahi Keh Rahe Hai Aap Filmi Duniya Ka Time Hai Kharab Kyon Ke Waha Pe Nahi Hai Rumi Saab Filmi Duniya Ka Time Hai Kharab Kyon Ke Waha Pe Nahi Hai Rumi Saab Aaj Kal Kaisi Kaisi Filmein Ban Rahi Hai Merko To Filman Pe Hasi Aa Raili Hai Ae Tera To Who J.P Sab Ke Saath Meeting Tha Na Uska Kya Hua Who Main Watchman Se Milke Wapis Aagaya Arre Kyon Goli Chalwae Pahad Kudwae Pachis Hero Ko Leke War Par Picture Bane Aapne Ko To Subjet Mein Change Chaiye Yaar Aaj Film Mein Actor Pehchana Jata Hai Lekin Commercial Mein Markhata Hai Uska Kya Arre Body Banene Ka Chillane Ka Sidda Action Mein Ghusjane Ka Par Ladkiya To Romantic Hero Pe Marti Hai Par Who Picture Ko Kaha Hit Karti Hai Ek Hi Formula Hai Star Banne Ka Ek Heroin Left Mein Ek Heroin Right Mein Main Bech Mein Haath Mein Gun Saamne Villan To Sare Indo Ki Bolti Band Build Hai Height Hai Chehre Pe Light Hai Dance Hai Fight Hai Arre Yaar Sab Kuch To Hai Tere Mein Tu Jaldi Se Filmo Mein Aaja Na Yaar Mara Bhi Bhala Ho Jaye Ga Yaar Agar Industry Band Ho Jayegi To To Humlog Kaha Jayenge Filmi Duniya Ka Time Hai Kharab Kyon Ke Waha Pe Nahi Hai Rumi Saab Filmi Duniya Ka Time Hai Kharab Kyon Ke Waha Pe Nahi Hai Rumi Saab
Back to Film List

About MAIN MADHURI DIXIT BANNA CHAHTI HOON Songs and Lyrics

Explore the MAIN MADHURI DIXIT BANNA CHAHTI HOON soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MAIN MADHURI DIXIT BANNA CHAHTI HOON.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics