FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MAINE PYAR KYON KIYA

Read available MAINE PYAR KYON KIYA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi Mein

Singer: ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Lyrics of Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi Mein

Saajan tumse pyaar ki laraayi mei Saajan tumse pyaar ki laraayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Pal pal har pal teri lagan Teri ada ne le gayi man Gore gore haathon pe mehndi ka rang Us pe yeh sharmaane ka dhang Us pe yeh sharmaane ka dhang Haan main sharmaayi pyaar ki laraayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Bechaini tadpaati rahi Chaandni dil dhadkaati rahi Seene pe bijli si chali Karwat leke raat dhali Karwat leke raat dhali Neendiya na aayi pyaar hi laraayi mein Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Jaaga main akela rajaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Toot gayi choodiyaan kalaayi mein Posted By : Mastani Laila

Yeh Ladki Loot Ke Dil

Singer: KAMAL KHAN,SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Yeh Ladki Loot Ke Dil

yeh ladki loot ke man mera le gayi - pehli nazar main hi mujhe pyar ka nasha de gayi want to spent the rest of my life with you - 3 o sanam yeh ladki loot ke man mera le gayi - 2 pehli nazar main hi mujhe pyar ka nasha de gayi want to spent the rest of my life with you - 3 o sanam want to spent the rest of my life with you - 3 o sanam aashiq tera yeh dil mera - 2 main hu tujhpe fida jaane jaana jaan leva yeh teri adaa bin bole jaane man tu sab kutch keh gayi - 2 pehli nazar main hi mujhe pyar ka nasha de gayi want to spent the rest of my life with you - 3 o sanam o jaaneman teri dhadkan teri dhadkan meri dhadkan jabse takra gayi aaisa laga jaise jindagi main bahar aa gayi bin bole jaane man tu sab kutch keh gayi - 2 pehli nazar main hi mujhe pyar ka nasha de gayi want to spent the rest of my life with you - 3 o sanam want to spent the rest of my life with you - 3 o sanam
Back to Film List

About MAINE PYAR KYON KIYA Songs and Lyrics

Explore the MAINE PYAR KYON KIYA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MAINE PYAR KYON KIYA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics