FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MANN

Read available MANN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chaaha Hai Tujhko

Singer: UDIT NARAYAN & ANURADAH PAUDWAL

Lyrics of Chaaha Hai Tujhko

Chaaha hai tujhko chaahoonga har da Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam Teri yaad jo aati hai mere aansoo behte hain Apna to milan hoga pal pal ye kehte hain Kya ye zindagaani hai bas teri kahaani hai Bas teri kahaani hai ye jo zindagaani hai Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam Teri vo baatein vo chaahat ki rasmein Jhoothe thay vaade kya jhoothi thi kasmein Jaane tamanna kya ye sach hai bas itna keh de Toot jaayein na lamhe aitbaar ke De koi sila mere intezaar ka Chaaha hai tujhko chaahoongi har dam Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam Teri hoon teri jo chaahe kasam le le Mujhko humrahi tu apne gam de de Saari umar hai mujhko dard judaai ka sehna Raaste mein khoyi hai manzil meri Mere saath jayengi mushkilein meri Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam Tu saamne hai mere phir kyon ye doori hai Tujhe kaise bataoon main hay kya majboori hai Ye bhi koi jeena hai sirf aansoo peena hai Sirf aansoo peena hai ye bhi koi jeena hai .

Kali Nagin Ke Jaisi

Singer: UDIT NARAYAN, KAVITA KRISHNAMURTY

Lyrics of Kali Nagin Ke Jaisi

--Male- Kali nagin ke jaise Zulfe teri kali kali Sagar ko moti aur Suraj ko tu dati hai lali Kali nagin ke jaise Zulfe teri kali kali Sagar ko moti aur Surat ko tu dati hai lali Dekhe jo tujhko Mann mera bole Mann mei.n basi hai tu hole hole Kali nagin ke jaise Zulfe teri kali kali Sagar ko moti aur Suraj ko tu dati hai lali Gaal hai gore gore Hoot hai bhar ras ke pyale Chaal hai bhekhi bhekhi Tu kisi pe bhi dore daale --Female-- Roop hai tikha tikha Rang hai mera sabse aala Husne pe mar mitta hai Chahe ho phir koi dil wala --Male-- Dekhe jo tujhko Mann mera bole Mann mei.n basi hai tu hole hole --Female-- Kali nagin ke jaise Zulfe meri kali kali Sagar ko moti aur Suraj ko mei.n dati hai lali Mere dil pe hai tere pyar ka aasha halka halka Bekarari ka mere jam sanam chalka chalka --Male-- Hosh mei.n na hai koi Sab pe hai tera jadoo jadoo Hai kadam bhekhe bhekhe Khud pe na mera kaabu kaabu --Female-- Dekhe jo tujhko Mann mera bole Mann mei.n basi hai tu hole hole --Male-- Kali nagin ke jaise Zulfe meri kali kali Sagar ko moti aur Suraj ko mei.n dati hai lali --Female-- Dekhe jo tujhko Mann mera bole Mann mei.n basi hai tu hole hole --Male-- Kali nagin ke jaise Zulfe meri kali kali Sagar ko moti aur Suraj ko mei.n dati hai lali

Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann

Singer: UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK

Lyrics of Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann

Mera mann kyon tumhein chaahe mera man Na jaane jud gaya kaise ye bandhan Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Na jaane jud gaya kaise ye bandhan Kaisi ye deewangi kasia ye deewanapan Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Main deewani ban gayi tumne aisa kiya Meri neendein looti chein bhi mera liya Mera dil meri jaan ho Tum abhi nadaan ho Ishq se anjaan ho Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Pyaar kehte hain kisey hota hai ye dard kya aaj pehli baar ye maine jaana dilruba Jaagi jaagi so gayi kis jahan mein kho gayi Kya se kya main ho gayi Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Na jaane jud gaya kaise ye bandhan Kaisi ye deewangi kasia ye deewanapan Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann Mera mann Ho mera mann
Back to Film List

About MANN Songs and Lyrics

Explore the MANN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MANN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics