FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT

Read available MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Gore Badan Pe Laal Chunriyaan

Singer: RICHA SHARMA

Lyrics of Gore Badan Pe Laal Chunriyaan

kya baat hai abhi to tora tanaatan ki boli badi ho jaayego toh ka chahlvaayegi goli gajba gajba laththe gardi baayi?? gore badan pe laal chunriyaan - 2 phisal rahi hai sabki nazariyaan gore badan pe laal chunriyaan phisal rahi hai sabki nazariyaan (nikli hoon ghar se - 2) saj ke savar ke bijli churaane bich bajriyaan raama ho raama raama raama ho raama - 2 gore badan pe laal chunriyaan phisal rahi hai sabki nazariyaan jhume saara jag masti mein, jab main jhumu??? hole hole, haay - 2 latto jaise jhume karriyaan, jo dekhe dil usaka dole aaja tujhpe jaan luta doon - 2 ??? bole raama ho raama raama raama ho raama - 2 gore badan pe laal chunriyaan phisal rahi hai sabki nazariyaan sab ki honto pe rehta hai bas mera hi afsaana - 2 iss gore mukhde ka saara shehar huva hai deewaana koyi maange jaam labon ka koyi maange aankhon ka paimaana raama ho raama raama raama ho raama - 2 gore badan pe laal chunriyaan phisal rahi hai sabki nazariyaan gore badan pe laal chunriyaan phisal rahi re raama sabki nazariyaan (nikli hoon ghar se - 2) saj ke savar ke bijli churaane bich bajriyaan raama ho raama raama raama ho raama - 8

Ho Jaata Hai Kaise Pyar

Singer: VINOD, XENIA ALI

Lyrics of Ho Jaata Hai Kaise Pyar

ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - halki si chubhan, mithi si agan lag jaati kyun yaar, na jaane koyi ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2 aankh haseena se milne ke baad aansu mein sama jaaye usaki yaad haay yaar ke didaar ko kyun ghadi ghadi tadpe dil rog ye kaisa yaar, na jaane koyi ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2 laakh koyi soche saari saari raat aayi na samajh yaara, raat bhar choti si baat kabhi ghabaraayike, kabhi sharmaayike tu bhi kaisa yaar, na jaane koyi ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2 halki si chubhan, mithi si agan lag jaati kyun yaar, na jaane koyi ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2

Saans Chalti Rahe Toh Yehi Zindagi Hai

Singer: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Lyrics of Saans Chalti Rahe Toh Yehi Zindagi Hai

(saans chalti rahe toh yehi zindagi ha aapaka pyaar mere liye laajami hai) - 2 saans chalti rahe toh... (hoon khayaalo mein duba huva aapake kuchh na sujhe kahi abb siva aapake) - 2 log kehte hai mujhse yahi aashiqi hai aapaka pyaar mere liye laajami hai saans chalti rahe toh... (aap chaahe toh roshan ho duniya meri yuun toh haasil mujhko jahaan ki khushi) - 2 zindagi mein meri bas kami aapaki hai aapaka pyaar mere liye laajami hai saans chalti rahe toh... aa aa aa.... (dil ye kehne laga bekhudi mein sanam koyi toh chaahiye zindagi mein sanam) - 2 pyaar haasil nahi hai toh kya zindagi hai aapaka pyaar mere liye laajami hai saans chalti rahe toh...

Saiyaan Ki Baiyaan Main Thaame Chali Thi

Singer: KALPANA, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Saiyaan Ki Baiyaan Main Thaame Chali Thi

saiyaan ki baiyaan main thaame chali th tedha tha rasta andheri gali thi haay dayya dayya haay dayya ui maa haay dayya dayya haay dayya (saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi) - 2 mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi kabakht isaki chubhan abb sataaye raato ko bhi nind mujhko na aaye haay dayya dayya haay dayya kabakht isaki chubhan abb sataaye raato ko bhi nind mujhko na aaye ghar se niklana bhi muchkil huva re raste pe chalna bhi mushkil huva re mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi kaise sanbhaalu main apani jawaani kaise main roku yeh nadiya ka paani haay dayya dayya haay dayya - 2 kaise sanbhaalu main apani jawaani kaise main roku yeh nadiya ka paani pyaasi hai sabki nazar kya karu main ladta hai abb mujhko darr kya karu main mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 (saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi) - 2 mach gaya shor saare gaanv mein - 2 kaanta chubha jo mere paanv mein - 2 (saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi tedha tha rasta andheri gali thi) - 2 haay dayya dayya haay dayya ui maa haay dayya dayya haay dayya haay...
Back to Film List

About MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT Songs and Lyrics

Explore the MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics