FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MASHOOKA

Read available MASHOOKA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Mashooqa Mashooqa Main Teri

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Mashooqa Mashooqa Main Teri

Dilbar humse zara nazrein mil Jalwa dikha koi jadoo chala Jadoo chala ke mere dil ko chura Dil ko chura ke mujhe apna bana Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Teri nazar ka jadoo chala hai Nigahon mein meri nasha hi nasha hai Teri nazar ka jadoo chala hai Nigahon mein meri nasha hi nasha hai Tu hi bata de mujhe kya huwa hai Na mujhko pata hai na dil ko pata hai Husn mera keh raha hai Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Sab ke dilon mein meri tamanna Aayi hai mujh par aisi jawaani Sab ke dilon mein meri tamanna Aayi hai mujh par aisi jawaani Baahon mein bhar ke mujhe choom le tu Main hoon deewane teri deewani Jaan meri paas aaja Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Dilbar humse zara nazrein mila Jalwa dikha koi jadoo chala Jadoo chala ke mere dil ko chura Dil ko chura ke mujhe apna bana Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Pyar Karna Bhi Aaya Nahi

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Pyar Karna Bhi Aaya Nahi

Tumne dil mein kisi ko basaaya nah Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Chaahaton ka safar karke dekho zara Tum kisi par kabhi mar ke dekho zara Chaahaton ka safar karke dekho zara Tum kisi par kabhi mar ke dekho zara Gar mohabbat mein youn jaan deni pade Is mohabbat se phir dil yeh tauba kare Pyaar karna kisi ne sikhaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Dil na maane agar to bata kya karein Apne dil ka magar hum kaise sauda karein Dil na maane agar to bata kya karein Apne dil ka magar hum kaise sauda karein Youn sataate ho tum muskuraate ho tum Istarah dil ko mere haan jalaate ho tum Faisla dil ne ab tak sunaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Posted By : Mastani Laila
Back to Film List

About MASHOOKA Songs and Lyrics

Explore the MASHOOKA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MASHOOKA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics