FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MASTI

Read available MASTI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chain khuli ke main khuli

Singer: UDIT NARAYAN, SHAAN

Lyrics of Chain khuli ke main khuli

Masti�masti masti masti.. hey masti oy Hey..masti masti masti ha ha! Chain khuli ke main khuli, main khuli ke chain khuli Chain khuli ke main khuli ki chain Dil ka panchhi kare dhamaal, pinjere mein na isko daal Lad jaane de ladte hai jo nain Mauj manaaye, dhoom machaaye, masti mein kaatein din rain Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah -2 Masti�masti masti masti, masti..ba ba ba ba masti masti masti Chain khuli ke main khuli, main khuli ke chain khuli Chain khuli ke main khuli ki chain Hey dil ka panchhi kare dhamaal, pinjere mein na isko daal Lad jaane de ladte hai jo nain Mauj manaaye, dhoom machaaye, masti mein kaatein din rain Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah -2 Iski hai chaal sharaabi Uske hai gaal gulaabi Iske toh thhaathh nawaabi Waah waah waah waah Iski haan haan mein baat hai Uski na na mein baat hai Iski toh na bhi haan hai Waah waah waah waah Haanji..ha ha ha ha haanji Arre pyaar jataale, gale lagaale, aajaayega tujhko chain Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah -2 Mauka hai aish kar le, is pal ko cash kar le Bindaas jeele mar le Waah waah waah waah Biwi hai ghar mein achchi, baahar kahar ki machchi Yaaron hai baat sachchi Haan haan haan haan Haanji..ha ha ha ha haanji Pappi le le, jappi paale, chaahat pe na koyi chain Ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho, ho ho, ho ho ho ho yeah -2 Chain khuli ke main khuli, main khuli ke chain khuli Chain khuli ke main khuli ki chain Dil ka panchhi kare dhamaal, pinjere mein na isko daal Lad jaane de ladte hai jo nain Arre mauj manaaye, dhoom machaaye, masti mein kaatein din rain Ho ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho ho ho ho ho yeah -2 Masti�masti masti masti, masti..ba ba ba ba masti masti masti Masti masti

Dil ne diya hai

Singer: ANAND RAAJ ANAND

Lyrics of Dil ne diya hai

Aa�aa Dil de diya hai, jaan tumhein denge Aa.. (Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam) -2 Ho�rab di kasam yaara, rab di kasam (Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam) -2 (Rukh zindagi ne mod liya kaisa Hamne socha nahin tha kabhi aisa) -2 Aata nahin yaqeen, kya se kya ho gaya Kis tarha main tumse, bewafa ho gaya Insaaf kar do, mujhe maaf kar do Itna hi kar do karam Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam (Awaargi mein ban gaya diwaana Maine kyun saadgi ko nahin jaana) -2 Chaahat yahi hai ke, is qadar pyaar doon Qadmon mein tere main, toh jahaan waar doon Chain mera le lo, khushi meri le lo De do mujhe dedo saare gham Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam (Mere ashq keh rahe meri kahaani Inhein samjho na tum sirf paani) -2 Ro ro ke aansuon ke daag dhool jaayenge In mein wafa ke rang, aaj ghool jaayenge Paas tum rahogi, bhool ab na hogi Karoonga na tumpe sitam Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam Ho�rab di kasam yaara, rab di kasam (Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam) -2

Ek Kunwaara

Singer: UDIT NARAYAN, ABHIJEET

Lyrics of Ek Kunwaara

Hey hey hey hey hey hey he Hey hey hey hey hey hey hey hey hey Ek kunwaara, phir gaya maara Phas gaya dekho, ye bechaara Ek kunwaara, phir gaya maara Phas gaya dekho, ye bechaara Do din ki hai ye chaandni Phir kaari kaari raat hai Tu maan jaa dulhe raaja (Tak ser khaaji, tak ser khaaja Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2 Ek kunwaara, phir gaya maara Phas gaya dekho Ye bechaara..! Ankhiyon ke pinjre mein bandh karke Le gayi jo tujhko pasand karke Soni soni meethhi baatein chand karke Kismat apni buland karke Hey hey hey hey hey hey hey Hey hey hey hey hey hey hey hey hey Ankhiyon ke pinjre mein bandh karke Le gayi jo tujhko pasand karke Soni soni meethhi baatein chand karke Kismat apni buland karke Sach kya hai zara jaan le Us chehre ko pehchaan le Unki galiyan mein na jaa (Tak ser khaaji, tak ser khaaja Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2 Ek kunwaara, phir gaya maara Aaj hasle tu kal rona padega Sukh chain tujhe sab khona padega Jab woh kahegi uthh jaayega tu Jab woh kahegi tujhe sona padega Hey hey hey hey hey hey hey Hey hey hey hey hey hey hey hey hey Hey.. aaj hasle tu kal rona padega Sukh chain tujhe sab khona padega Jab woh kahegi uthh jaayega tu Jab woh kahegi tujhe sona padega Karni hongi ghulaamiyaan Teri hongi salaamiyaan Aa laut ke bandhu aaja (Tak ser khaaji, tak ser khaaja Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2 Ek kunwaara Phir gaya maara Phas gaya dekho, ye bechaara Do din ki hai ye chaandni Phir kaari kaari raat hai Tu maan jaa dulhe raaja (Tak ser khaaji, tak ser khaaja Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2

Saiyaan baiyaan chhudaake

Singer: GAYATRI IYER, SNEHA PANT, MEGHNA OBEROI

Lyrics of Saiyaan baiyaan chhudaake

Hey..hey�hey�hey� Hey..hey�hey�hey�-2 Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana Hey..hey�hey�hey� Aana ji aana sang thhumka lagaana Hey..hey�hey�hey� Saiyaanji baiyaan chuddake nahin jaana Aana ji aana sang thhumka lagaana Main toh abhi na ghar jaaungi Khud naachungi tumko nachaaungi Hey..hey�hey�hey�-2 Hey..hey�hey�hey�-2 Maane na maane mera dil nahin maane Nahin hai bas mein nahin hai meri jaan Jaane na jaane mera dard nahin jaane Lagta hai leke rahega meri jaan Aise na tadpaao kar na bahaana Saiyaanji, saiyaanji Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana Hey..hey�hey�hey� Aana ji aana sang thhumka lagaana Hey..hey�hey�hey� Kya ho gaya hai aise khoye khoye kyun ho Nazrein yahaan hai nishaana hai kahaan? Jaagi huwi mehfil mein soye soye kyun ho Aajaao baahon mein aajaao na Na door jaana na, hamko sataana na Saiyaanji, saiyaanji Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana Hey..hey�hey�hey� Aana ji aana sang thhumka lagaana Hey..hey�hey�hey� Main toh abhi na ghar jaaungi Khud naachungi tumko nachaaungi Hey..hey�hey�hey�-2
Back to Film List

About MASTI Songs and Lyrics

Explore the MASTI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MASTI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics