FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MERE JEEVAN SAATHI

Read available MERE JEEVAN SAATHI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ek Masoom

Singer: SONU NIGAM, SADHNA SARGAM

Lyrics of Ek Masoom

Ek masoom sa dil yeh mera - Mere saajan ne chura liya - 3 Ek masoom sa chehra tera - 2 Mujhe deewana bana diya - 3 na chain hai na hosh hai issme mera kya dosh hai inkaar se ikraar se loota mujhe tune pyaar se neend aur karaar aur sapna mera - 2 mere saajan ne chura liya - 3 kutch dard hai kutch pyaas hai kya khub yeh ehsaas hai chayi hai kya yeh bekhudi kaisi hai yeh deewangi yu chupchupake hasna tera - 2 mujhe deewana bana diya - 3 Ek masoom sa dil yeh mera - 2 Mere saajan ne chura liya - 3 Mujhe deewana bana diya - 2

Mere Jeevan Saathi

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Mere Jeevan Saathi

aankhon main chupa ke rakh sanson main basa ke rako seene se laga ke rakho palko main bithake rakho main tujhe chahoonga is taarah is taarah mere jeevan saathi - 3 tere bina meri jindgi kutch bhi nahi mere jeevan saathi - 3 tere bina meri jindgi kutch bhi nahi dekha bas dekha tujhe chaha bas chaha tujhe socha bas scha tujhe manga bas manga tujhe sab mere pass hai bas teri hai kami mere jeevan saathi - 3 tere bina meri jindgi kutch bhi nahi toofan ka bhi rookh mod do tumse nata main jod du sari rasmein main tod du tere liye jag chod du mange tu agar jaan bhi main de du abhi mere jeevan saathi - 3 tere bina meri jindgi kutch bhi nahi mere jeevan saathi - 3 tere bina meri jindgi kutch bhi nahi mere jeevan saathi - 3 tere bina meri jindgi kutch bhi nahi

Tasweer

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Tasweer

Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar ha Har taraf aap ki tasweer hai Har taraf aap ki tasweer hai Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar hai Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar hai Har taraf aap ki tasweer hai Har taraf aap ki tasweer hai Imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai Imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai Humne samjha tumhe apni taqdeer hai Humne samjha tumhe apni taqdeer hai Hum ne socha tha yeh Aap ke aane tak inhi tasweeron se baatein kar lenge Hum ne socha tha yeh Aap ke aane tak inhi tasweeron se baatein kar lenge Zara sa hans lenge, zara sa ro lenge Inhi tasweeron se mulaqaton se kar lenge Tumko dekhe bina jeena dushwaar hai Tumko dekhe bina jeena dushwaar hai Har taraf aap ki tasweer hai Imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai Humne samjha tumhe apni taqdeer hai Kaise yeh chaahat hai, kitne hum pyaase hain Aap na samjheinge pyaas yeh humaari Kaise yeh chaahat hai, kitne hum pyaase hain Aap na samjheinge pyaas yeh humaari Aap ki baahon mein hum bhikar jaayenge Aapne de di hai aisi beqaraari Kya haseen dilnashi yeh deedaar hai Kya haseen dilnashi yeh deedaar hai Har taraf aap ki tasweer hai Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar hai Har taraf aap ki tasweer hai Har taraf aap ki tasweer hai Posted By: Mastani Laila

Tum Bin Na Hum Jee Sakenge

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Tum Bin Na Hum Jee Sakenge

Jab se mile ho tum aaisa laga hai k tum bin na hum jee sakenge ehsaas dil ko hoe laga hai ke tum bin na hum jee sakenge yeh dooriyan lagti sitam aaghosh main tum bharlo sanam Jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum jee sakenge yeh lamhe yahipe thehar jaane do hume toot ke bikhar jaane do jawaan dhadkanon main utar jaane do hadhoh se bhi aage gujar jaane do tanhaiyon ka kehna yahi hai ke Tum bin na hum jee sakenge Jab se mile ho tum aaisa laga hai ki Tum bin na hum jee sakenge Ab zindgi mein tamnna nahi hai tum aa gaye ho - 2 barso se pyaasi humari nazar main tum cha gaye ho - 2 har arzoo ko yeh lagne laga hai ke tum bin na hum jee sakenge ehsaas dil ko hone laga hai ke tum bin na hum jee sakenge jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum jee sakenge hum jismo jaan se lipat jaaye aaise phoolon main khusbu simat jaye jaise sanson ko chu le sanson se aake sab kutch bhula ke tumme samake nazdikiyon ne bhi humse kaha hai ke tum bin na hum jee sakenge ehsaas dil ko hone laga hai ke tum bin na hum jee sakenge yeh lamhe yahipe thehar jaane do hume toot ke bikhar jaane do jawaan dhadkanon main utar jaane do hadhoh se bhi aage gujar jaane do humko yakin yeh hone laga hai ke tum bin na hum jee sakenge Jab se mile ho tum aaisa laga hai ki tum bin na hum jee sakenge ha tum bin na hum jee sakenge - 5
Back to Film List

About MERE JEEVAN SAATHI Songs and Lyrics

Explore the MERE JEEVAN SAATHI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MERE JEEVAN SAATHI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics