FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MERE YAAR KI SHAADI HAI

Read available MERE YAAR KI SHAADI HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ek Ladki Ki

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Ek Ladki Ki

Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaa Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Woh Pagli Hai Sab Se Juda Har Pal Nayi Uski Ada Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Woh Pagli Hai Sab Se Juda Har Pal Nayi Uski Ada Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Hai Khafa To Khafa Phir Khud Hi Woh Maan Bhi Jaati Hai Laati Hai Hoton Pe Muskaan Woh Chup Hai To Chup Hai Woh Phir Khud Hi Woh Gun Gunaati Hai Gaati Hai Meethi Meethi Gyan Woh Kaise Kahoon Kaisi Hai Woh Bas Apne Hi Jaisi Hai Woh Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Aaj Kal Har Woh Pal Beeta Jo Tha Uske Saath Mein Kya Kahoon Khwaabon Mein Aata Hai Kyon Yaad Jo Aaye To Use Bichadne Ki Woh Gadi Kya Kahoon Dil Toot Sa Jaata Hai Kyon Ab Main Kahin Woh Hai Kahin Par Hai Aye Hum Nasheen Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Woh Pagli Hai Sab Se Juda Har Pal Nayi Uski Ada Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan

Hum Dono Jaisa

Singer: KK, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Hum Dono Jaisa

Hum Dono Jaisa Hai Kaun Yaha Rangeen Kiya Hai Humi Ne Yeh Sama Hum Dono Jaisa Hai Kaun Yahan Rangeen Kiya Hai Humi Ne Yeh Sama Hum Dono Jaisa Hai Kaun Yahan Rangeen Kiya Hai Humi Ne Yeh Sama Humsa Koyi Kahan Ho Hum Dono Jaisa Hai Kaun Yahan Rangeen Kiya Hai Humi Ne Yeh Sama Humsa Koyi Kahan Ho Koyi Kyon Na Mila Kyon Ho Iska Gila Koyi Kyon Na Mila Kyon Ho Iska Gila Hum Jawan Hum Haseen Humko Gham Hi Nahin Yeh Sara Nazara Paagal Na Karde Mere Dil Ko Hum Dono Jaisa Hai Kaun Yahan Rangeen Kiya Hai Humi Ne Yeh Sama Hum Dono Jaisa Hai Kaun Yahan Rangeen Kiya Hai Kiya Hai Kiya Hai Humsa Koyi Kahan Ho Koyi Jo Saath Hai Pyaar Har Baat Hai Koyi Jo Saath Hai Pyaar Har Baat Hai Khud Hi Na Sake Pyaar Ke Vaaste Koyi Aaya To Paaya Is Dil Ne Bhi Apni Manzil Ko Hum Dono Jaisa Hai Kaun Yahan Rangeen Kiya Hai Humi Ne Yeh Sama Humsa Koyi Kahan Ho

Humne Suna Hai

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK, SUDESH BHOSLE, JASPINDER NARULA

Lyrics of Humne Suna Hai

Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Ha Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai Kahin Hoga Na Aisa Ek Bhi Hoshyar Bhi Woh Nek Bhi Uuse Duniya Mein Sab Kehte Hai Achcha Kabhi Jhoot Nahin Woh Bolta Kabhi Zaher Nahin Woh Golta Woh Dil Ka Saaf Hai Aur Bilkul Sachcha Samje Bachcha Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai Yeh To Bata Do Hume Samjha Do Hai Kis Garane Ka Woh Woh Nahin Aisa Waisa Nahin Tumhare Jaisa Hai Naye Zamane Ka Woh Yeh To Bata Do Hume Samjha Do Hai Kis Garane Ka Woh Woh Nahin Aisa Waisa Nahin Tumhare Jaisa Hai Naye Zamane Ka Woh Kahin Pada Use Kya Paya Tha Ya Woh Khud Rota Aaya Tha Hum Se To Kaho Hum Par Yakeen Karlo Jo Tumne Ishara Hai Kiya Maine Pehle Hi Tha Keh Diya Ladke Ki Poori Chaan Bin Karlo Chup Bhi Raho Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai Cheez Woh Kya Hai Chup Rehtha Hai Ya Bole Jaata Hai Kya Bor Karta Hai Woh Jaayen Kahin Woh Jo Baat Kare To Ek Rang Bharta Hai Woh Chup Rehtha Hai Ya Bole Jaata Hai Kya Bor Karta Hai Woh Jaayen Kahin Woh Jo Baat Kare To Ek Rang Bharta Hai Woh Indian Hai Ya Angrez Hai Woh Seedha Hai Ya Tej Hai Himmatwala Hai Kya Mere Jaisa Nikamma Hai Ya Kaam Ka Pati Banega Bas Kya Naam Ka Woh Jaisa Bhi Ho Par Na Ho Aisa Aisa Waisa Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai Haan Tumne Suna Hai Tumne Bilkul Thik Suna Hai Maine Jeevan Saathi Chuna Hai Kyon Kahon Kya Hai Cheez Woh Kya Hai Kyon Kahon Kya Hai Cheez Woh Kya Hai Kyon Kahon Kya Hai Cheez Woh Kya Hai

Jaage Jaage

Singer: UDIT NARAYAN, SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

Lyrics of Jaage Jaage

Resham Si Hai Yeh Hawaein Sana Aao Zara Paas Aaye Sanam Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam Aao Zara Paas Aaye Sanam Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam Aao Zara Paas Aaye Sanam Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Angdaai Leke Hawaein Chali To Kyon Na Khushboo Bikhre Kali Khushboo Hawaon Mein Kaise Bhare Kaliyan Hai Sharmaati Haay Kya Kare Kya Pata Hai Yeh Kya Sharam Hai Ya Saja Kyon Hai Betabiyaan Intezar Ek Zara Ek Pal Ki Bhi Doori To Ab Hai Sitam Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Chup Rehna Chaaha Tha Rehna Sake Phir Bhi Jo Kehna Tha Keh Na Sake Tum Mujhse Kuch Bhi Kaho Na Kaho Aise To Khoye Huve Na Raho Ab To Jo Ho So Ho Baat Dil Ki Suno Kehti Hai Dhadkane Keh Bhi Do Keh Bhi Do Tumhare Hai Hum Tumhari Kasam Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam Aao Zara Paas Aaye Sanam Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage

Mere Yaar Ki Shaadi Hai

Singer: UDIT NARAYAN, SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

Lyrics of Mere Yaar Ki Shaadi Hai

Dholak Mein Taal Hai Paayal Mein Chan Chan Dholak Mein Taal Hai Paayal Mein Chan Chan Ghoonghat Mein Gori Hai Sehre Mein Saajan Jahan Bhi Yeh Jaayen Bahaare Hi Chaaayen Yeh Khushiyaan Hi Paayen Mere Dil Ne Duayen Di Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Dholak Mein Taal Hai Paayal Mein Chan Chan Ghoonghat Mein Gori Hai Sehre Mein Saajan Jahan Bhi Yeh Jaayen Bahaare Hi Chaaayen Yeh Khushiyaan Hi Paayen Mere Dil Ne Duayen Di Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Dholak Mein Taal Hai Paayal Mein Chan Chan Ghoonghat Mein Gori Hai Sehre Mein Saajan Jahan Bhi Yeh Jaayen Bahaare Hi Chaaayen Yeh Khushiyaan Hi Paayen Mere Dil Ne Duayen Di Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Pyaar Mila Preet Mili Mere Yaar Ko Badi Pyaari Jeet Mili Mere Yaar Ko Pyaar Mila Preet Mili Mere Yaar Ko Badi Pyaari Jeet Mili Mere Yaar Ko Khush Hai Jo Dil Maine Mehfil Khush Hai Jo Dil Maine Mehfil Jeeto Se Saja Di Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Haar Nahin Jeet Nahin Yahan Pyaar Hai Jis Main Haar Jeet Ho Woh Kahan Pyaar Hai Haar Nahin Jeet Nahin Yahan Pyaar Hai Jis Main Haar Jeet Ho Woh Kahan Pyaar Hai Lag Ja Gaale Yaar Mere Lag Ja Gaale Yaar Mere Maine Dil Se Sada Di Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Saathi Sakhiyaan Bachpan Ka Yeh Angna Gudiya Jule Koyi Bhi To Hoga Sang Na Chupaungi Aasoon Kaise Bege Ge Kangna Saathi Sakhiyaan Bachpan Ka Yeh Angna Gudiya Jule Koyi Bhi To Hoga Sang Na Chupaungi Aasoon Kaise Bege Ge Kangna Saathi Sakhiyaan Re Saathi Sun Le Bole Jo Yeh Angna Yeh Mann Jeevan Pyaar Ke Hi Rang Main Rang Na Has Degi Teri Chudi Khankegi Kangna Saathi Sun Le Re Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Back to Film List

About MERE YAAR KI SHAADI HAI Songs and Lyrics

Explore the MERE YAAR KI SHAADI HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MERE YAAR KI SHAADI HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics