FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MERI JUNG - 2006

Read available MERI JUNG - 2006 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

La La La Hi Re

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of La La La Hi Re

La la la hi re, la la la hi r La la la hi re, la la la hi re La la la hi re, la la la hi re Dil dhak dhak dhadka de doon tujhko La la la hi re La la la hi re, la la la hi re Yeh cham cham karta tapta sona La la la hi re Aahista se lena kar doon ke manzoori Na kuch bhi sincere hai na kuch bhi danger hai Aaja le jaa re Honth dekho lolly pop, gaalon pe khilte gulaab Shape dekho madonna, roop dekho wah re wah La la la hi re La la la hi re, la la la hi re Dil dhak dhak dhadka de doon tujhko La la la hi re Duniya se itni aage ho gayi tu advance Aaj ki raat main tujhko dikhla doonga new dance Dil ka chor machaaye shor mera yaar kunwara Kab se hoon main tayyaar dekhoon pyaar tumhaara dildaara Front dekho temptation, back dekho sensation Ram ne banaaya hai kya khub hi creation Hey ruk ruk ruk ruksana yeh dil hai tera deewana Tujhko aaj mere yaar main na chhodoongi Jo bhi hai tere paas sab kuch le loongi Ho gayi hai beqeraar mere dil ki dhadkan Kiska hai intezaar haazir hai yeh tan man dildaara You really turn me on, drive me crazy all alone Boy I wanna be your love, carry on in love La la la hi re La la la hi re, la la la hi re Dil dhak dhak dhadka de doon tujhko La la la hi re La la la hi re, la la la hi re Yeh cham cham karta tapta sona La la la hi re Posted By : Mastani Laila

Man Mein Tu Tan Mein Tu

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Man Mein Tu Tan Mein Tu

Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi t Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon Maska laga laga ke mujhko karta qabu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu Haay rabba haay rabba sola baras ki hoon kunwari main Pagal hoon deewani hoon baadal mein chhumke hai woh bijli main Jaan-e-jaan jaan-e-man taaron si chamke hai aankhein teri Lag jao seene se muddat se tarse hain baahein meri Haay nayo jeena mera mushkil karta kyon Mere dil mein meethi meethi hulchul karta kyon Patli kamar pe joda jodi karta tu Shamur patang jaise mujhpe bharta kyon Man mein tu tan mein tu, mastana deewana Tum kaisi shama ho, chhoone se pehle hi jal gaya main Tum kaise joshile, chhoone se pehle hi darr gayi main Sharmaana chhodo tum, milne ko tarse hai yeh dil mera Inteha ho gayi hadd se guzar jaaye jaan-e-jaan Haay main mar gayi yeh kya kar baithi Kaliyan ne kar di haalat yeh kaisi Aise mein jaldi se maine pyaar kiya Raat bhar mein hi sab kuch baath liya Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon Maska laga laga ke mujhko karta qabu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu Posted By : Mastani Laila

Mast Mast Mastani

Singer: VINOD RATHOD

Lyrics of Mast Mast Mastani

Mast mast mastani dilkash diljaan Banke deewana maine tujhe dekha Loot gayi jaan meri Gori gori banjaran, aakhon mein hai chingaari Meethi meethi seeti kahe ki hai deri ab to hai mil jaari Jab se dekha tujhko kya huwa hai mujhko Ban gayi ajab si yeh hai to love story Bin tere sataaye dil ki beqeraari Tu mile to mil jaaye khwaabon ki manzil meri Mast mast mastani dilkash diljaani Banke deewana maine tujhe dekha Loot gayi jaan meri, arre loot gayi jaan meri Tu apne dil mein thodi si jagah de de Har pal jeevan ka tere naam main likh doonga Ada ghusse ki wah wah kya kehna Pyaar se tu muskura de Zara pyaar se tu muskura de Tum to sirf meri ho, kehta hai mera dil Janmon ka yeh bandhan tu hi meri manzil Baadalon baadalon pyaar tumne kiya tu hi meri zindagi Oh, mast mast mastani dilkash diljaani Banke deewana maine tujhe dekha Loot gayi jaan meri, loot gayi jaan meri Yeh matwali pyaar kare jo mujhse Pyaar bhara dil mera iske kadmon mein rakh doonga Yeh chaandni mere jeevan mein hoti to Aarti utaar deta yeh duniya chhod deta Aye meri manmohini pyaar se zara dekh lo mujhe Tum meri kismat ho baahon mein le lo mujhe Baadalon baadalon pyaar tumne kiya tu hi meri zindagi Oh, mast mast mastani dilkash diljaani Banke deewana maine tujhe dekha Loot gayi jaan meri, loot gayi jaan meri Posted By: Mastani Laila
Back to Film List

About MERI JUNG - 2006 Songs and Lyrics

Explore the MERI JUNG - 2006 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MERI JUNG - 2006.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics