FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MERI KAHANI - ATIF ASLAM

Read available MERI KAHANI - ATIF ASLAM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chood Gaye Raste

Singer: ATIF ASLAM

Lyrics of Chood Gaye Raste

Chupke se aay Yaad Teri Yahan Sirf mein janu Jab woh darmiyan Chupke se aaye Yaad Teri Yahan Sirf mein janu Jab woh darmiyan Hawa tum,Nasha Tum Meri Rahaton ka pata tum Meray aibon ko jo dhak day Woh pak si rida tum Kyon Chod Gaye Raste Kabhi saath chalay thay jin pe Kab tak bharon Khud mein junoon Tum na mila to kaisay sahonn Apni wafa pe hai tou yakeen Tum saath na do to kya mein Karoon [Kyun chood gaye raste Kabhi saath chale the jinpe]2 Yeh galiyon ki saazish hai Ki aap aaye na Yeh meri guzarish hai ki AAye to jayen na

Humrahi

Singer: ATIF ASLAM

Lyrics of Humrahi

Kuch nahi mangu ba hai mera ek sapna Duniya se kya lena dena Bas chahiye ek apna Ho dharkan ,khwaish barish boondein aur ho koi apna Us say mil ke mausam Badlein aur lgaye sab apna Mein kahan aur meray khayal Kahan Teri Yaad Hai per visaal kahan Baat banti nahin bananey say Reet hai yehi zamane say Aab ke jo palat ke dekhon sehmi si hain rahein thanmay meray sapno ko Khamoshi say bulayen Dil say jo dua de waisa hai mera humrahi meethi si saza day aisa hai mera humrahi ho meri chahton ka sawal jahan uske pyaar ki missal wahan Baat banti nahi baanaey say Reet hai yehi zamane say Aab ke jo palat ke dekhon sehmi si hain rahein thamay meray sapno ko Khamoshi say bulayen Dil say jo dua de waisa hai mera humrahi meethi si saza day aisa hai mera humrahi Ho dharkan ,khwaish barish boondein aur ho koi apna Us say mil ke mausam Ho dharkan ,khwaish barish boondein aur ho koi apna Us say mil ke mausam

Hungami Halat

Singer: ATIF ASLAM

Lyrics of Hungami Halat

Ghar se mein nikla hu jana baygani zameen Sab ko nashitain milien Safar yun chalta raha APna hai kaun Yahan Sab ko hai apni padhi Mein hi bechara raha Koi na manzil meri Hangami Haalat 3 Kaisa zamana hai yeh Daulat he sab kuch bani Jhagra Kisi Baat ka Taaqat hai bas yeh meri bhoolay hain saab hashr ko Bitah di soch ki ghari duniya hai us ko milli Us say nazar jis ki phiri Hangami Haalat 3 Kab Tak Samaition ga Kab talak behlaon ga Dil ki mein jyot ko kaise jalaonga Kis ka hai saath yaahan Kaun zakahm bharay Yeh Josh hai yun Rawan Tum jo gar sang chalo Hangami Haalat 3

Kaun Tha Kahan Gaya

Singer: ATIF ASLAM

Lyrics of Kaun Tha Kahan Gaya

Ik andheri si raa Aur kuch kadmoon ki chhap Alam ki thi Pyaari Baat Jaise Andhekhi sa ghaat Kaun tha kahan gaya Mujhe mila armaan jage Soya Mera Naseeb la la laaa laaaalaaa Dhalta Sooraj Dheke Aur Hawa chuke Guzre Jalwa Woh Nayab tha Asal tha Yake Khwab tha [Kaun tha kahan gaya Mujhe mila armaan jage Soya Mera Naseeb 2] Kuch bhi jo accha lage Aur milay bhi Zaroori to nahi Sach hai per hai Ajeeb la la laaa laaaalaaa

Kinara

Singer: ATIF ASLAM

Lyrics of Kinara

Do pal ka yeh jeevaan ha Kaisi yahan jeena seekhon Dhundhla sa yeh manzar hai Sehmi si khamoshi hai Yeh meri Zindagi 2 Bas ek khwab hai Yeh meri bandagi Haan Ek raaz hai Kaise baton kis ko sunaon Hal apne dil ka Kaise bataoun In raston pe ane wale Sab Karte hai kyun kinara In aahaton pe basne walon se Pooche Kaun Hamara Hum Jiye ja rahe hain Gum piye ja rahe hain Hum Jiye ja rahe hain Gum piye ja rahe hain o ho ho ho Hum Jiye ja rahe hain Gum piye ja rahe hain

Rabaa Sacheya

Singer: ATIF ASLAM

Lyrics of Rabaa Sacheya

Rabba sacheya toun tay akhiya s Jao bandhaya jug da shah ai toun Kaday saar vi laye rab sohinya Teray shah naal ki ki kitiyaan Kitay dhandli maal patwaar lyricsmasti.com Kitay dhouns police sarkar Mnu shahi nai chahidi o rab sohniya Min ta izzat da tukkar mandga haan Kayee sassiyaan thalaan which ruliyaan. Kayee ranjhay joge jogay Rabba sacheya OoO Sabar day jo teray nairday kar de Meray gunaan day haray wairday har de Rabba sacheya toun tay akhiya si Jao bandhaya jug da shah ai toun Kaday saar vi laye rab sohinya Teray shah naal ki ki kitiyaan Kitay dhandli maal patwaar
Back to Film List

About MERI KAHANI - ATIF ASLAM Songs and Lyrics

Explore the MERI KAHANI - ATIF ASLAM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MERI KAHANI - ATIF ASLAM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics