FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MOKSHA

Read available MOKSHA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Humko Pyaar Hai

Singer: KAMAAL KHAN, SNEHA

Lyrics of Humko Pyaar Hai

Bhawren Jo Gun Gunay Jhoke Jo San Sanaye Kyon Jism Thar Tharaye Koyi Bataaye Mujhko Humko Pyaar Hai To Yeh Khumaar Hai Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba Bhawren Jo Gun Gunaye Jhoke Jo San Sanaye Kyon Jism Thar Tharaye Koyi Bataaye Mujhko Humko Pyaar Hai To Yeh Khumaar Hai Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba Sone Ki Ab Zameen Hai Neelam Ka Aasmaan Panchhi Suna Rahe Hai Surili Kahaniyaan Sone Ki Ab Zameen Hai Neelam Ka Aasmaan Panchhi Suna Rahe Hai Surili Kahaniyaan Dali Pe Us Mein Jo Kali Koyi Dhul Gayi Ek Ajnabee Si Khushboo Hai Saason Mein Gul Gayi Saason Mein Gul Gayi Mehki Huvi Fiza Hai Gaati Huvi Hawa Hai Sab Kya Yeh Ho Raha Hai Koyi Bataaye Mujhko Humko Pyaar Hai To Yeh Bahaar Hai Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba Phoolon Ki Chunri Odhe Huve Hai Yeh Vaadiyaan Lagta Hai Jaise Aankhon Mein Hai Khwaabon Ka Hain Sama Phoolon Ki Chunri Odhe Huve Hai Yeh Vaadiyaan Lagta Hai Jaise Aankhon Mein Hai Khwaabon Ka Hain Sama In Vaadiyon Mein Pyaar Ke Raahi Jo Aaye Hai Pedon Ne Apne Reshmi Saayen Bichaaye Hai Saayen Bichaaye Hai Gunje Hai Raginisi Din Mein Hai Chandni Si Kaisi Hai Shaanti Si Koyi Bataaye Mujhko Humko Pyaar Hai To Yeh Nikhaar Hai Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba Bhawren Jo Gun Gunaye Jhoke Jo San Sanaye Kyon Jism Thar Tharaye Koyi Bataaye Mujhko Humko Pyaar Hai To Yeh Khumaar Hai Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba

Jaan Leva

Singer: SUKHWINDER SINGH, KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Jaan Leva

Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva La La La La La Teri Har Ada Sitam Hai Jaan Leva Tera Ishq To Bharam Hai Jaan Leva Ek Mithi Si Chuban Hai Jaan Leva Har Ada Har Ada Har Ada Teri Har Ada Sitam Hai Oh Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Teri Har Ada Har Ada Har Ada Har Ada Teri Har Ada Sitam Hai Jaan Leva Tera Ishq To Haan Ishq To Haan Ishq To Tera Ishq To Bharam Hai Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Oh Oh Oh Dil Hai Bechain Main Pareshaan Dillagi Mein Nikle Na Jaan Mere Sapne Tere Apne Zindagi Mein Laya Toofan Tera Mujh Pe Jo Haan Haan Haan Tera Mujh Pe Jo Haan Haan Haan Tera Mujh Pe Jo Karam Hai Jaan Leva Tera Ishq To Bharam Hai Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Hey No Body Loves Me Better Makes Me Happy Makes Me Feel This Way Hey No Body Loves Me Better Makes Me Happy Makes Me Feel This Way Kya Karoon Mann Jatan Oye Oye Oye Jalta Hai Yeh Badan Oye Oye Oye Tere Bina Ab Kahin Mera Laage Nahin Mann Soona Soona Hai Jeevan Oye Oye Oye Tu Kahan Hai Magan Oye Oye Oye Kar Mujh Pe Rahem Tujhe Meri Hai Kasam Oh Dil Mein Teri Lagan Hai Jaan Leva Ek Bhadki Si Agan Hai Jaan Leva Har Ada Har Ada Har Ada Teri Har Ada Sitam Hai Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva

Mohabbat Zindagi Hain

Singer: MADHUSHREE

Lyrics of Mohabbat Zindagi Hain

Kahi Din Se Jaise Pighalta Hai Di Sambhle Na Mujhse Sambhalta Hai Dil Machalta Hai Dil Kahe Dil Deewana Ki Hai Maine Ab Jaana Ki Mohabbat Zindagi Hain Mohabbat Zindagi Hain Yeh Hai To Har Khushi Hain Mohabbat Zindagi Hain Kahi Din Se Jaise Pighalta Hai Dil Sambhle Na Mujhse Sambhalta Hai Dil Machalta Hai Dil Kahe Dil Deewana Ki Hai Maine Ab Jaana Ki Mohabbat Zindagi Hain Mohabbat Zindagi Hain Yeh Hai To Har Khushi Hain Mohabbat Zindagi Hain Yeh Kya Ho Raha Hai Yeh Kaisi Hai Baatein Anokhen Se Din Hain Niralisi Raatein Yeh Kaisi Hai Khushboo Yeh Kya Roshni Hain Yeh Duniya Hi Jaise Nayi Ho Gayi Hain Chale Jo Hawa Yeh Jaise Dheeme Dheeme Gaye Mohabbat Zindagi Hain Mohabbat Zindagi Hain Yeh Hai To Har Khushi Hain Mohabbat Zindagi Hain Kahi Din Se Jaise Pighalta Hai Dil Sambhle Na Mujhse Sambhalta Hai Dil Fizaon Mein Gunje Jo Shehnaayi Si Hai Mere Tan Mein Jaage Ek Angdaayi Si Hai Koyi Sapna Jaise Kahin Saj Raha Hain Koyi Saaz Jaise Kahin Baj Raha Hain Nasha Jaise Chaye Dil Yehi Dohraye Mohabbat Zindagi Hai Mohabbat Zindagi Hai Yeh Hai To Har Khushi Hai Mohabbat Zindagi Hain Kahi Din Se Jaise Pighalta Hai Dil Sambhle Na Mujhse Sambhalta Hai Dil Machalta Hai Dil Kahe Dil Deewana Ki Hai Maine Ab Jaana Ki Mohabbat Zindagi Hain Mohabbat Zindagi Hain Yeh Hai To Har Khushi Hain Mohabbat Zindagi Hain

Nani Maa-Lori Version

Singer: MAHALAXMI

Lyrics of Nani Maa-Lori Version

Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meeth Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa Kahaniyaan Sunati Pehliyaan Bujaati Thapak Thapak Sulaati Nani Maa Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Rang Kitne Sare Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Phool Kitne Pyaare Tumhi Ne Tha Sikhaaya Badon Se Kaise Boloon Tumhi Ne Tha Sikhaaya Dupatta Kaise Odhoon Woh Pyaar Se Bulaati Woh Pyar Se Sikhaati Woh Kuch Na Kuch Bataati Nani Maa Tumhi Ne Mere Dil Mein Mohabbatein Hain Gholi Tumhi Se To Suni Thi Jo Bolti Hoon Mein Boli Tumhi Ne To Kaha Tha Jo Bolta Nain Hain Hameshaa Yaad Rakhna Ke Zindagi Haseen Hain Woh Har Subhah Jagaati Mithaayeya Khilaati Hameshaa Muskuraati Nani Maa Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meethi Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa

Seep Mein Moti

Singer: PAMELA, SHAAN

Lyrics of Seep Mein Moti

Seep Mein Moti Hain Lekin Koyi Chunta Hi Nahi Seep Mein Moti Hain Lekin Koyi Chunta Hi Nahin Baat Ek Kehni Thi Humko Baat Ek Kehni Thi Humko Koyi Sunta Hi Nahin Seep Mein Moti Hain Lekin Koyi Chunta Hi Nahin Kab Khushi Paayi Hai Humne Pathraon Ke Desh Mein Humko To Gham Hi Yeh Mila Hai Har Khushi Ke Bhesh Mein Seep Mein Moti Hain Lekin Koyi Chunta Hi Nahin Baat Ek Kehni Thi Humko Baat Ek Kehni Thi Humko Koyi Sunta Hi Nahin Seep Mein Moti Hain Lekin Koyi Chunta Hi Nahin Kehne Ko Sab Humsafar Hain Phir Bhi Bejaane Hain Log Jaan Ke Pehchaan Ke Bhi Kitne Anjaane Hain Log Seep Mein Moti Hain Lekin Koyi Chunta Hi Nahin Baat Ek Kehni Thi Humko Baat Ek Kehni Thi Humko Koyi Sunta Hi Nahin Seep Mein Moti Hain Lekin Koyi Chunta Hi Nahin
Back to Film List

About MOKSHA Songs and Lyrics

Explore the MOKSHA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MOKSHA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics