FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MR. NATWARLAL

Read available MR. NATWARLAL lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Pardesiya Yeh Sach Hai Piya

Singer: LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR

Lyrics of Pardesiya Yeh Sach Hai Piya

Lata (O pardesiya Pardesiya yeh sach hai piya Sab kehte hain maine tujhko dil de diya) -2 Main kehti hoon tune mera dil le liya Phoolon mein kaliyon mein gaaon ki galiyon mein Hum dono badnaam hone lage hain Nadiya kinare pe, chhat pe chaubaare pe Hum milke hansne rone lage hain Sunke piya, sunke piya dhadke jiya Sab kehte hain maine tujhko dil de diya Main kehti hoon tune mera dil le liya Ho Ha ha ha ha, ho ho ho ho ho Kishore: Logon ko kehne do kehte hi rehne do Sach jhooth hum kyun sabko bataayen Main bhi hoon masti mein tu bhi hai masti mein Aa is khushi mein hum naache gaayen Kisko pataa kyaa kisne kiya Sab kehte hain tune mera dil le liya Lata: Sab kehte hain maine tujhko dil de diya Mera dil kehta hai tu dil mein rahta hai Meri bhi dil ki kali khil gayi hai Kishore: Teri tu jaane re maane na maane re Mujhko meri manzil mil gayi Lata: Tu mil gaya mujhko piya Sab kehte hain maine tujhko dil de diya Main kehti hoon tune mera dil le liya Pardesiya, pardesiya yeh sach hai piya Sab kehte hain maine tujhko dil de diya Main kehti hoon tune mera dil le liya

Tauba Tauba Kya Hoga

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Tauba Tauba Kya Hoga

tauba-tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hona hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do -2 jaane kiski baat karu main jaane kiska naam lu thodi der ruko main dhak-dhak karte dil ko thaam lu ( dhak-dhak ) -3 mera dil hai deewana deewanon ka deewana deewane ko samjhane do aane wala aayega ... aa aa ha ha o ho ho main bebas hu tere bas mein mujhko ye ikraar hain par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hain ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aaisa mauqa to aane do aane wala aayega ... tumne socha hoga main aurat hu main kamzor hu main ghar mein kuch aur hu bahar main kuch aur hu main haseena tum daaku main sheesha tum patthar sheesha patthar takrane do aane wala aayega ...
Back to Film List

About MR. NATWARLAL Songs and Lyrics

Explore the MR. NATWARLAL soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MR. NATWARLAL.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics