FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from MUJHE KUCH KAHNA HAI

Read available MUJHE KUCH KAHNA HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand

Singer: BABUL SUPRIYO & ALKA YAGNIK

Lyrics of Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand

Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chan Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya Kaisa Tha Pehli Mulakat Ka Chand Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand Khuli Khidki Se Hawa Jo Aaye Teri Aanchal Ki Woh Khushboo Laaye Chalaya Jadoo Yeh Tune Kaisa Ke Haal Hai Mera Dewaano Jaisa Aasman Juk Gaya Pal Wohi Ruk Gaya Koyee Aahat Huvi To Dhadakne Laga Dil Mera Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand Oh Hamesha Mujh Ko Teri Yaad Aayi Tujhe Hi Chahe Meri Tanhayi Tujhe Main Socho Akele Pan Mein Teri Dhadkan Hai Meri Dhadkan Mein Raat Bhar Jaagti Yeh Dua Maangthi Mere Mehboob Jaldi Se Ab Saamna Ho Tera Oh Oh Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya Dil Mera Kho Gaya Bekhabar Ho Gaya Kaisa Tha Pehli Mulakat Ka Chand Jab Se Dekha Hai Tere Haath Ka Chand Maine Dekha Nahi Raat Ka Chand

Maine Koyi Jadoo nahi kiya

Singer: BABUL SUPRIYO, PREITY AND PINKY

Lyrics of Maine Koyi Jadoo nahi kiya

Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya Kya Jadoo Kiya Kya Jadoo Kiya Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya Kya Jadoo Kiya Kya Jadoo Kiya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya Luta Luta Luta Mera Jiya Oh Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya Luta Luta Luta Mera Jiya Oh Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Shok Haseena Khushboo Wali Chand Bhi Tujh Pe Marta Itni Haseen Hoon Chand Bechara Aur Bhala Kya Karta Chaand Ki Baaten Chaand Pe Chodo Apni Baat Batao Bin Bolo Har Baat Samaj Lo Yun Na Paheli Bujaao Sona Sona Main Hoon Sona Itna Khedo Meri Hona Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya Luta Luta Luta Mera Jiya Oh Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Kya Jadoo Kiya Kya Jadoo Kiya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Is Mehfil Mein Mere Dil Mein Kisne Aag Lagayi Aag Lagaane Wali Tujhe Tadpaane Wali Mujh Ko Nazar Na Aayi Cham Cham Payal Kyon Bajati Hai Mujhko Zara Samjaa Baat Samajni Hai Jo Tum Ko Pass Mere Aajao Chuna Chuna Bahiyaan Gori Dil Tu De De Chori Chori Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya Luta Luta Luta Mera Jiya Oh Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Kya Jadoo Kiya Kya Jadoo Kiya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya Luta Luta Luta Mera Jiya Oh Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya Tuhi Mere Pichche Aaya Piya

Mujhe Kuch Kehna Hai (new)

Singer: K.K.

Lyrics of Mujhe Kuch Kehna Hai (new)

Oh Jaane Man Jaane Jan Dhoonde Tujhe Dil Deewana Chaahat Ki Bechainiyon Ko Mushkil Hai Dil Mein Chupana Oh Jaane Man Jaane Jana Dhoonde Tujhe Dil Deewana Chahat Ki Bechainiyon Ko Mushkil Hai Dil Mein Chupana Itne Din Chup Chaap Raha Ab Aur Nahi Chup Rehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mausam Badalta Raha Yeh Dil Machalta Raha Tere Khayalon Mein Main Din Raat Jalta Raha Mausam Badalta Raha Yeh Dil Machalta Raha Tere Khayalon Mein Main Din Raat Jalta Raha Darde Judaai Ka Gham Mujhko Aur Nahi Ab Sehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Hadh Se Guzar Jaao Na Pal Mein Thaher Jaao Na Yunhi Tadapte Huve Bin Tere Mar Jaoo Na Hadh Se Guzar Jaao Na Pal Mei Thaher Jaao Na Yunhi Tadapte Huve Bin Tere Mar Jaoo Na De Ke Laho Apne Is Dil Ka Teri Rago Me Bahana Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai Mujhe Kuch Kehna Hai

Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re

Singer: LUCKY ALI & K.K.

Lyrics of Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re

Oye Oh Oye Oh Oye Oh Oye Oh Oye Oh Oye Oh Oye Oh Oye Oh Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Oye Oh Oye Oh Oye Oh Oye Oh Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Dekho Chaar Din Ki Hai Zindagani Raja Dhunde Apni Rani Char Din Ki Hai Zindagani Raja Dhunde Apni Rani Koyi Haseena Mile Jise Aankhen Ho Chaar Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Aashiq Ban Jata Hai Dewaana Ek Din Mein Ye To Dhadakta Hai Collage Mein Canteen Mein Aashiq Ban Jata Hai Deewana Ek Din Mein Ye Tho Dadkha Hai Collage Mein Canteen Mein Mehbooba Dikti Hai Isko To Kitaabo Mein Yeh Khoya Khoya Rahta Andekhe Se Khwaabon Mein Yeh To Kisi Ki Aankhon Pe Marne Ko Hai Taiyaar Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Duniya Jab Soti Hai Ye Tanha Jaagta Hai Anjaane Se Chehron Ke Peeche Yeh Bhaagta Hai Duniya Jab Soti Hai Ye Tanha Jaagta Hai Anjaane Se Chehron Ke Peeche Yeh Bhaagta Hai Dil Dhak Dhak Karta Hai Yeh Chaahat Ka Maara Hai Paagalpan Karta Hai Ye Paagal Aawara Hai Na Jaane Kab Karbate Kise Kahan Iqraar Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Dekho Char Din Ki Hai Zindagani Raja Dhoonde Apni Rani Char Din Ki Hai Zindagaani Raja Dhoonde Apni Rani Koyi Haseena Mile Jise Ankhen Ho Char Re Pyaar Re Dil Maange Pyaar Re Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re

Rabba Mere Rabba Rabba Rabba

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Rabba Mere Rabba Rabba Rabba

Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Is Pyaar Ko Main Kya Naam Do Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Is Pyar Ko Main Kya Naam Do Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do Is Pyar Ko Main Kya Naam Do Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Tanhaai Betaabi Teri Saugaate Hai Mere In Hoton Pe Bas Teri Hi Baaten Hai Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Kuch Na Kahe Paane Ki Yeh Kya Majboori Hai Nazdeek Rehke Bhi Yeh Kaisi Doori Hai Khaamosh Hoton Se Kya Paigam Do Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do Is Pyaar Ko Mein Kya Naam Do Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Is Pyaar Ko Mein Kya Naam Do Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Aye Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Hadh Se Jada Teri Chahat Main Karta Hoon Yeh Pata Nahi Tujhko Main Tujhpe Marta Hoon Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Yeh Intihaan To Dekho Mere Deewane Panki Aawaze Sunta Hoon Main Teri Dhadkan Ki Is Aagaaz Ko Kya Anjaam Do Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do Is Pyaar Ko Main Kya Naam Do Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Is Pyaar Ko Main Kya Naam Do Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do Is Pyar Ko Mein Kya Naam Do
Back to Film List

About MUJHE KUCH KAHNA HAI Songs and Lyrics

Explore the MUJHE KUCH KAHNA HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for MUJHE KUCH KAHNA HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics