FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NA TUM JAANO NA HUM

Read available NA TUM JAANO NA HUM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aha aha, aha aha

Singer: FALGUNI PATHAK

Lyrics of Aha aha, aha aha

--CHORUS- Aha aha, aha aha, aha aha --FEMALE-- Mujhe aisa laga voh mil gaya --CHORUS-- Aha aha --FEMALE-- Mm hm mm hm Mujhe aisa laga yeh dil gaya --CHORUS-- Aha aha --FEMALE-- Mm hm mm hm --CHORUS-- Voh kaun hai --FEMALE-- Hm hm hm hm hm --CHORUS-- Bolo kaun hai --FEMALE-- Hm hm hm hm hm --CHORUS-- Kab kaise kahan yeh kya ho gaya --FEMALE-- Mujhe aisa laga voh mil gaya --CHORUS-- Aha aha --FEMALE-- Mm hm mm hm Mujhe aisa laga yeh dil gaya --CHORUS-- Aha aha --FEMALE-- Mm hm mm hm --CHORUS-- Voh kaun hai --FEMALE-- Hm hm hm hm hm --CHORUS-- Bolo kaun hai --FEMALE-- Hm hm hm hm hm --CHORUS-- Kab kaise kahan yeh kya ho gaya Teri neendein --FEMALE-- Le gaya voh --CHORUS-- Tujhe sapne --FEMALE-- De gaya voh --CHORUS-- Teri neendein --FEMALE-- Le gaya voh --CHORUS-- Tujhe sapne --FEMALE-- De gaya voh Nahin honi thi yeh baat, ho gayi hai Din chhota ke lambi raat ho gayi hai --CHORUS-- Voh kaun hai --FEMALE-- Na na na na na --CHORUS-- Bolo kaun hai --FEMALE-- Na na na na na

Dil leke, Haan

Singer: UDIT NARAYAN AND PAMELA JAIN

Lyrics of Dil leke, Haan

--MALE- Dil leke --FEMALE-- Haan --MALE-- Jaan leke --FEMALE-- Haan --MALE-- Teri gali mein main aa gaya Dil leke --FEMALE-- Haan --MALE-- Jaan leke --FEMALE-- Haan --MALE-- Teri gali mein main aa gaya Aaja agar tujhe aana hai --FEMALE-- Aana hai --MALE-- Vaapas mujhe nahin jaana hai --FEMALE-- Jaana hai Mushkil yeh vaada nibhaana hai Yeh soch le saathiya Dil leke --MALE-- Haan --FEMALE-- Jaan leke --MALE-- Haan --FEMALE-- Teri gali mein main aa gayi Aaja agar tujhe aana hai --MALE-- Aana hai --FEMALE-- Vaapas mujhe nahin jaana hai --MALE-- Jaana hai Mushkil yeh vaada nibhaana hai Yeh soch le saathiya (Haal aisa rahega agar Hum to deewane ho jaayenge) - 2 --FEMALE-- Humko dhoondegi duniya kahan Ek duje mein kho jaayenge --MALE-- Bas jo kehna tha keh liya --FEMALE-- Bas jo sunna tha sun liya --MALE-- Aaja agar tujhe aana hai --FEMALE-- Aana hai --MALE-- Vaapas mujhe nahin jaana hai --FEMALE-- Jaana hai Mushkil yeh vaada nibhaana hai Yeh soch le saathiya --MALE-- Dil leke --FEMALE-- Haan --MALE-- Jaan leke

Haye Ram

Singer: PAMELA JAIN AND ABHIJEET

Lyrics of Haye Ram

--FEMALE- Oh oh oh oh, mm ah ah --MALE-- Tune dil se kyoon mujhko pukaara - 2 Haaye ram yeh kya kar daara - 2 --FEMALE-- Maine dil se tujhe kyoon pukaara - 2 Haaye ram yeh kya kar daara - 2 --MALE-- Ho oh ho ho, oh ho ho - 2 Tu udhar, main idhar Dono ke dil hai deewane pyaar mein --FEMALE-- Mm hm hm hm hm --MALE-- Tu udhar --FEMALE-- Mm hm hm hm hm --MALE-- Main idhar --FEMALE-- Aa ha ha ha ha --MALE-- Dono ke dil hai deewane pyaar mein Kudrat ne racha khel saara - 2 Haaye ram yeh kya kar daara - 2 Mm hm hm hm --FEMALE-- Mm hm hm hm Kuch kahoon chup rahoon Kya karoon aisa ho raha hai kyoon --MALE-- Mm hm hm hm hm --FEMALE-- Kuch kahoon --MALE-- Mm hm hm hm hm --FEMALE-- Chup rahoon --MALE-- Mm hm hm hm hm --FEMALE-- Kya karoon aisa ho raha hai kyoon Mujhe mere khayaalon ne maara - 2 Haaye ram yeh kya kar daara - 2 --MALE-- Tune dil se kyoon mujhko pukaara - 2 Haaye ram yeh kya kar daara - 2 --FEMALE-- Haaye ram yeh kya kar daara --MALE-- Hey eh hey hey, eh hey hey - 2

Jaa Sanam

Singer: SNEHA PANT AND KAMAL KHAN

Lyrics of Jaa Sanam

--FEMALE- (Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar) - 2 --MALE-- Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga --FEMALE-- Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar Jaa magar mudke tu dekh le ek baar Main karoongi tera intezaar --MALE-- Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga Tumse hi thi meri zindagi, lekin yeh kya hua - 2 Tum bin bhi main jee raha hoon Main kaisa hoon bewafa --FEMALE-- Jaa sanam aayegi phir lautke yeh bahaar Main karoongi tera intezaar Haan sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar --MALE-- Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Shaayad kabhi kahin tumhe meri mile khabar - 2 Kar le na yaad bas mujhe Mumkin ho yeh agar --FEMALE-- Jaa sanam tere saath meri jaan hai mere yaar Main karoongi tera intezaar Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar --MALE-- Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga
Back to Film List

About NA TUM JAANO NA HUM Songs and Lyrics

Explore the NA TUM JAANO NA HUM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NA TUM JAANO NA HUM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics