FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NAGHMA -1953

Read available NAGHMA -1953 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aye Mere Majboor Dil

Singer: SHAMSHAD BEGUM

Lyrics of Aye Mere Majboor Dil

aye mere majboor dil, ho naa bahut beqaraa yun naa tadap raat-din, yun naa machal baar baar aye mere majboor dil phir wohi din aayenge phir wohi din aayenge, woh mere ho jaayenge woh mere ho jaayenge tujhako yakeen ho to ho, mujhako nahin aitabaar aye mere majboor dil zindagi barbaad ho zindagi barbaad ho, lab pe naa fariyaad ho lab pe naa fariyaad ho hai to ye mushkil, magar jaise guzare goozaar aye mere majboor dil chain kahan paayenge chain kahan paayenge, tadape chale jaayenge tadape chale jaayenge dard pe kaboo nahin, un pe nahin ikhtiyaar aye mere majboor dil Posted by: p u r n i m a

Badi Mushkil Se

Singer: SHAMSHAD BEGUM

Lyrics of Badi Mushkil Se

badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa ke jis zaleem ne tadapaayaa, us hi par mujhko pyaar aayaa badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa badi mushkil se iraade chhutane waale naa armaan tutane waale - 2 mujhe tujh par yakeen hai aye meraa dil lootane waale - 2 mujhe meri muhabbat mujhe meri muhabbat kaa na ab tak aitabaar aayaa badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baton mein na khul jaaye - 2 bahot rokaa, bahot chaaha na lab par dil ki baat aaye - 2 magar phir bhi tumhaaraa magar phir bhi tumhaaraa naam, lab par baar baar aayaa Posted by: p u r n i m a

Kahe Jaadoo Kiya

Singer: SHAMSHAD BEGUM

Lyrics of Kahe Jaadoo Kiya

kaahe jaadoo kiya..a..a..a. kaahe jaadoo kiya mujhko itana bata jaadoogar baalama ho..o.. jaadoogar baalama - 2 mujhko apni khabar hai naa dil kaa pataa, jaadoogar baalama ho..o.. jaadoogar baalama - 2 kyon nazar se na ab tak nazar mil saki ho..o.. na nazar mil saki dil ke parde hi parde mein bijali giri aisi bijali giri hosh udane lage , toor jalne lagaa, jaadoogar baalamaa ho..o.. jaadoogar baalama - 2 phir wohi dhun suna, phir wohi geet gaa ho..o..o.. phir wohi geet gaa aisaa naghamaa thaa seene se dil kheench gayaa haaye dil kheench gayaa mujhko tadapaa ne waale ho tera bhala, jaadoogar baalma ho..o.. jaadoogar baalama - 2 Posted by: p u r n i m a

Kaheta Hai ye Dil

Singer: PREMLATA

Lyrics of Kaheta Hai ye Dil

kahetaa hai ye di kahetaa hai ye dil, chal un se mil uthate hai qadam ruk jaate hai - 2 dil ham ko kabhi samajhaataa hai ham dil ko kabhi samajhaate hai - 2 dil aa gayaa un par, preet huee yeh haar huee ke jeet huee who jaan ke dhokaa dete hai ham jaan ke dhokaa khaate hai - 2 seene mein khatak si baaqi hai milne main jhijhak si baaqi hai nazaron ko bhi laaj aati hai armaan abhi sharamaate hai - 2 kahetaa hai ye dil, chal un se mil uthate hai qadam ruk jaate hai - 2 baheki hai nazar, betaab hai dil berang hai, har rangeen mehafil kyaa pyaar ki paheli manzil mein aise bhi zamaane aate hai - 2 kahetaa hai ye dil, chal un se mil uthate hai qadam ruk jaate hai - 2 Posted by: p u r n i m a

Teer Chalaa Teer Chalaa

Singer: TALAT MAHMOOD

Lyrics of Teer Chalaa Teer Chalaa

teer chalaa, teer chala O teer chalaane waale zaraa aa saamne aa kar teer chalaa teer chalaa, teer chalaa tu ne mujhe chhup kar loot liyaa aa saamne aa kar teer chalaa teer chalaa, teer chalaa���� dil toDane waale khouf naa khaa soorat to deekhaa, nazaren to milaa ham bhi hai tere, dil bhi hai teraa aa saamne aa kar teer chalaa teer chalaa, teer chalaa����.. mein aur kahin, tu aur kahin ulfat ka to yeh dastoor nahin phir bhi tujhe dil detaa hai duaa aa saamne aa kar teer chalaa teer chalaa, teer chalaa����.. Posted by: p u r n i m a
Back to Film List

About NAGHMA -1953 Songs and Lyrics

Explore the NAGHMA -1953 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NAGHMA -1953.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics