FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NAMASTEY LONDON

Read available NAMASTEY LONDON lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chakna Chakna

Singer: HIMESH RESHAMMIYA

Lyrics of Chakna Chakna

o o o o.. chakhde fatte... (tenu ki dil da haal sunaawa tenu mein itni baat bataawa tenu mein door kahin lejaawa tenu mein apni hir banaawa) - 2 (chakna - 3) mein chakna tenu-e-motiyaar (takna - 3) mein takna tenu mere dildaar (chakna - 3) mein chakna tenu-e-motiyaar (takna - 3) mein takna dekhu mere dildaar (chakna - 3) mein chakna tenu-e-motiyaar (takna - 3) mein takna tenu mere dildaar (saari jawaani maine tere naam kardi apani kahaani maine tere naam kardi) - 2 tu meri aaakhon mein tu meri saanson mein tu meri dhadkan mein tu mere tan mann mein (he is crazy) for you baby main deewaana tu deewaani main mastaana tu mastaani tu hi jaan hai meri jaana banti tu kyon hai anjaani ((chakna - 3) mein chakna tenu-e-motiyaar (takna - 3) mein takna tenu mere dildaar) - 2 you gone show me that you need me boy take me in your arms and tell me you never leave me boy never ever ever ever ever tell me you love me boy shake me ??meet me boy (dil tera jo pooche, mein wohi sawaal hoon soni tu kyon na pooche, tera main mahiwaal ho soni) - 2 tu meri sahiba kahoon mein marhaba diya dil ko tune naya ek tajurba (he is crazy) for you baby tere husn mein hai woh jaadoo dil pe rehta nahi hai kabu tu hi tu hai abb to harsu sun le meri itni baat meri tu ((chakna - 3) mein chakna tenu-e-motiyaar (takna - 3) mein takna tenu mere dildaar) - 2

Dilruba Dilnashin Maahrooh Maahzabeen

Singer: ZUBEEN GARG, ALISHA CHINAI

Lyrics of Dilruba Dilnashin Maahrooh Maahzabeen

(dilruba dilnashin maahrooh maahzabeen) - 2 humnawaab humnashin hum tere humko yakin (tera mera jo pyaar hai pyaar yeh zordaar hai - 2) - 2 dilruba dilnashin maahrooh maahzabeeen humnawaab humnashin hum tere humko yakin (tere mera jo pyaar hai pyaar yeh zordaar hai - 2) - 2 dilruba dilnashin mahrooh mahzabeeen tu hi hain meri yadoon ki baaahoon mein tu hi hai mere sapano ki raaho mein tu hi to hai jisne dil ko di hai yeh kahaniyaan tu hi to hai jisne dil ko di hai yeh nishaaniyan (tere mera jo pyaar hai pyaar yeh zordaar hai - 2) - 2 dilruba dilnashin maahrooh maahzabeeen humnawaab humnashin hum tere humko yakin namaste london london london tu hi to meri haar hai jeet hai tu hi to mere pyaar ki jeet hai tu hi zindagi hai, zindagi ki har khushi hai tuhi sirf tu hi zindagi mein har ghadi hai (tere mera jo pyaar hai pyaar yeh zordaar hai - 2) - 2 dilruba dilnashin maahrooh maahzabeeen humnawaab humnashin hum tere humko yakin (tere mera jo pyaar hai pyaar yeh zordaar hai - 2) - 4

Rafta Rafta... Dekho Dekho Kya Hogaya

Singer: R D B

Lyrics of Rafta Rafta... Dekho Dekho Kya Hogaya

rafta rafta.. (rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta rafta rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta dekho rafta ) - 2 (rafta rafta jo tha begana tera huwa rafta rafta mera afsaana tera huwa dil ko naaz tere ishq se aashina) - 2 rafta rafta jo tha begana tera huwa rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta rafta rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta dekho rafta tu hai meri subahon mein tu hai meri raaton mein tujse aur mein kya kahoon tu agar hai to, mein hoon tu vhaum hai mera, ya ke tera jaadu hai lagta hai ki phoolon mein, sirf teri khusboo hai dil ko naaz tere ishq se aashina rafta rafta jo tha begana tera huwa rafta rafta mera afsaana tera huwa lamha lamha tere bin zindagi adhuri thi tujhko paa ke jaana hain, kitni tu jaroori thi chaand taare dekhon to, yeh nazar bhi aata hai kehkashaa ke raste mein, tera ghar bhi aata hain dil ko naaz tere ishq se aashina rafta rafta jo tha begana tera huwa rafta rafta mera afsaana tera huwa dil ko naaz tere ishq se aashina (rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta rafta rafta rafta dekho dekho kya hogaya rafta dekho rafta) - 2

Viraaniya

Singer: HIMESH RESHAMMIYA

Lyrics of Viraaniya

mohabat meri jo pyaasi huy to gehri meri udaasi huyi zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 3 zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 3 sune sune sare raste hain suni manzil hai jaana suni suni si meri aankhein hai suna yeh dil hai jaaana jaana - 3 mujhe ghrre hai sirf tanhaiyaan mere dil mein hain sirf khaamoshiyan zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 3 saans jab luun to seene mein jaisi saans chubhti hai jaana dil abb tak ummid ki ik faans chubhti hai janaa jaana - 3 khwaab sare mere, tutne hi ko hai tinke bhi haaath se, chutne hi ko hai zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 5

Viraaniya (Mehfil Mix)

Singer: HIMESH RESHAMMIYA,, JAVED AKHTAR (POETRY)

Lyrics of Viraaniya (Mehfil Mix)

Javed Akhtar un dino, jab ke tum the yahaan zindagi jaagi jaagi si thi saare mausam bade mehraba dost the raaste, daawatnaame the jo manjilon ne likhein the jamin par hamaare liye ped baahein pasaarein khade the hame chaanv ki swaal pehnaane ke waaste shaam ko sab sitaare, bahot muskuraate the jab dekhate the hamein aati jaati hawaayein, koyi geet khushboo ka gaati huyi, chhedati thi, guzar jaati thi assama ??pigle-neelam ka ek gehra taalaab tha jisme har raat ek chaand ka phool khilta tha aur ??pigle-neelam ki leharon mein behta huwa woh hamaare dilon ke kinaaron ko chhu leta tha un dino, jab ke tum the yahaan mohabat meri jo pyaasi huyi to gehri meri udaasi huyi zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 3 zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 3 Javed Akhtar: ashko mein jaise dhul gaye, sab muskuraate rang raste mein thak ke so gayi maasum si umang dil hai ki phir bhi khwaab sajaane ka shauk hai paththar pe bhi gulaab ugaane ka shauk hai barso se yun to ek amaawas ki raat hai abb isako hausala kahoon ki jidd ki baat hain dil kehta hain andhere mein bhi roshani to hai maana ke raakh ho gaye ummid ke ye ??? is raakh mein bhi aag kahi par dabi toh hain sune sune sare raste hain suni manzil hai jaana suni suni si meri aankhein hai suna yeh dil hai jaaana jaana - 3 mujhe ghrre hai sirf tanhaiyaan mere dil mein hain sirf khaamoshiyan zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 3 Javed Akhtar: aapaki yaad kaise aayegi aap ye kyun samajh na paate hain yaad toh sirf unaki aati hai hum kabhi jinko bhool jaate hai saans jab luun to seene mein jaisi saans chubhti hai jaana dil abb tak ummid ki ik faans chubhti hai janaa jaana - 3 khwaab sare mere, tutne hi ko hai tinke bhi haaath se, chutne hi ko hai zindagi - 2 mein hain tumbin yeh viraaniya - 5

Yahi Hota Pyaar Hai Kya (Mehfil Mix)

Singer: HIMESH RESHAMMIYA, SUNIDHI CHAUHAN, JAVED AKHTAR (POETRY)

Lyrics of Yahi Hota Pyaar Hai Kya (Mehfil Mix)

Javed Akhtar nind ke baadalon ke pichhe hain muskuraata huwa koyi chehara chehare par bikhari ek reshami latt sarsaraata huwa koyi aanchal aur do aankhein hairaan haira si tera banega woh jo, tera nahi hai aye dil bata kyun tujko, itna yakin hai mere dil-e-beqkaar haan dil-e-beqkaar yahi hota pyaar hai kya mere dil-e-beqkaar haay yahi hota pyaar hai kya mere dil-e-beqkaar yahi hota pyaar hai kya Javed Akhtar: nind ke baadalon ke pichhe hain ek mulaakaat ek haseen lamha jheel ka thehara thehara sa paani ped par chehchahaati ek chidiyaan baagh mein khilate nanhe nanhe phool khubsurat labon ki narm si baat khwaabon mein koyi kyun hai yuun rehta aye dil tu kyun mujhe hain yeh kehta woh mera rasta bhi hai, aur woh hi manzil woh mera sagar bhi hai, aur woh hi saahil kaisi bata yeh betaabiyaan hain hum chalte chalte aye kahaan hain dil-e-beqkaar yahi hota pyaar hai kya mere dil-e-beqkaar haay yahi hota pyaar hai kya mere dil-e-beqkaar yahi hota pyaar hai kya Javed Akhtar: nind ke baadalon ke pichhe hain dopaher ek pili pili si lohe ki thandak ke lehje mein tuta aaina, udate kuchh kaagaj kirchon kirchon bikhrata ek mandar palkon pe jhil-milaata ek aansu ghehara sannata, shor karata huwa nind ke baadalon ke pichhe hain sunta hoon mein teri yeh dastaan simmte ki ek din to yeh dooriyaan pal mere tum mein dil koyi nahi hai tere zidd mein aye dil sadd afreen hai kyun yeh junoon hai, kya zustju hai aakhir tujhe kyun, yeh aarzoo hai dil-e-beqkaar yahi hota pyaar hai kya mere dil-e-beqkaar haay yahi hota pyaar hai kya mere dil-e-beqkaar yahi hota pyaar hai kya
Back to Film List

About NAMASTEY LONDON Songs and Lyrics

Explore the NAMASTEY LONDON soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NAMASTEY LONDON.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics