FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NASEEB[OLD]

Read available NASEEB[OLD] lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Zindagi imtihaan leti hai

Singer: DR. AVASTHI, ANWAR, SUMAN KALYANPUR

Lyrics of Zindagi imtihaan leti hai

Zindagi imtihaan leti ha Zindagi imtihaan leti hai Logon ki jaan, logon ki jaan, logon ki jaan leti hai Dillagi imtihaan leti hai Dillagi imtihaan leti hai Diljalon ki jaan, diljalon ki jaan, diljalon ki jaan leti hai Dosti imtihaan leti hai Dosti imtihaan leti hai Doston ki jaan, doston ki jaan, doston ki jaan leti hai Zindagi imtihaan leti hai Dillagi imtihaan leti hai Dosti imtihaan leti hai Oos bekhabar ko koi khabar de Oos bekhabar ko koi khabar de Ke ye pyaar hum ko paagal na kar de Ye pyaar hum ko paagal na kar de Preet bhi imtihaan leti hai Preet bhi imtihaan leti hai Premiyon ki jaan, premiyon ki jaan, premiyon ki jaan leti hai Zindagi imtihaan leti hai Zindagi imtihaan leti hai Woh paas ho to khul naa sake lab Woh paas ho to khul naa sake lab Woh dur ho to soche mile kab Woh dur ho to soche mile kab Bebasi imtihaan leti hai Bebasi imtihaan leti hai Bebason ki jaan, bebason ki jaan, bebason ki jaan leti hai Dillagi imtihaan leti hai Dillagi imtihaan leti hai Dil ki gali se bach ke guzarna Dil ki gali se bach ke guzarna Yeh soch lena phir pyaar karna Yeh soch lena phir pyaar karna Aashiqui imtihaan leti hai Aashiqui imtihaan leti hai Aashiqon ki jaan, aashiqon ki jaan, aashiqon ki jaan leti hai Dosti imtihaan leti hai Dosti imtihaan leti hai Saari nasibon ki hain kharabi Saari nasibon ki hain kharabi Yeh humne jaana banke sharaabi Yeh humne jaana banke sharaabi Mayakashi imtihaan leti hai Mayakashi imtihaan leti hai Mayakashon ki jaan, mayakashon ki jaan, mayakashon ki jaan leti hai haye Dosti imtihaan leti hai Dosti imtihaan leti hai Doston ki jaan, doston ki jaan, doston ki jaan leti hai Zindagi imtihaan leti hai Zindagi imtihaan leti hai
Back to Film List

About NASEEB[OLD] Songs and Lyrics

Explore the NASEEB[OLD] soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NASEEB[OLD].

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics