FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NAYA DIN NAYI RAAT

Read available NAYA DIN NAYI RAAT lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Main Vahi Vahi Baat

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Main Vahi Vahi Baat

Main Vahi Vahi Baat - Mere Liye To Har Din Naya Din Har Raat Nayi Raat Main Vahi Vahi Baat Achchhi Ya Karaab Pi Li Jaisi Mili Sharaab Pi Li Saaqi Naya Hai Jaam Puraana Rang Naya Hai Naam Puraana Subah Ho Ya Shaam Mujhe Masti Se Kaam Kyuunki Har Din Naya Din Apana Hi Lahuu Pi Raha Huun Marane Ki Liye Ji Raha Huun Dil Apana Hai Gam Apane Hain Duniya Paraayi (Ham Apane Hain) - 2 Mujhe Aaye Na Qaraar Main Rahuun Beqaraar Kyuunki Har Din Naya Din [ Main Vahi Vahi Baat Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Mein Vohi Vohi Baat

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Mein Vohi Vohi Baat

main wohi wohi baat (2 (mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat) (2) main wohi... acchhi ya kharaab pee li jaisi mili sharaab pee li saaqi naya hai jaam purana (2) rang naya hai naam purana, naam purana subah ho ya shaam mujhe masti se kaam kyon ki har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi... huu ru ru ru ru... apna hi lahu pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai (2) duniya paraayi hum apne hai, hum apne hai mujhe aaye na qaraar main rahoon beqaraar kyon ki har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat (2) mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi... aap apna jawaab ho gaya hoon manzil pe aa ke kho gaya hoon Song: Mein Yeh Soch Kar Uske Dar Movie: Haqueeqat Singer: Main yeh sochkar us ke dar se utha tha ke woh rok legi manna legi mujhko Hawaaon mein leheraata aata tha daaman ke daaman pakad kar bithale gi mujhko Kadam aise andaaz se uth rahe the ke awaaz de kar bula legi mujhko Magar us ne roka na us ne manaaya na daaman hi pakda na mujhko bithaiya na awaaz hi di na waapas bulaya Main ahista ahista barhtha hi aaya Yahaan tak ke us se juda ho gaya main Yahaan tak ke us se juda ho gaya main juda ho gaya main juda ho gaya main juda ho gaya main juda ho gaya main
Back to Film List

About NAYA DIN NAYI RAAT Songs and Lyrics

Explore the NAYA DIN NAYI RAAT soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NAYA DIN NAYI RAAT.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics