FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NAZAR

Read available NAZAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaja Shor Machale

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Aaja Shor Machale

(shor sho love me more love me more give me more give me more )...... aaja shor machale shor machale shor - 2 tumhara pyar mujhko chahiye kutch aur nahi chalta dil pe mera zor give me more - 3 love me more - 3 aaja shor machale shor machale shor tumhara pyar mujhko chahiye kutch aur jaane yeh dil main kya hota hain tere khayalon main khota hain teri nigahon ki masti main mujhe yeh aksar dubata hain hosh par jo cha jaye yaara yeh toh haule haule humko to hain masti justju aaja shor machale shor machale shor - 2 tumhara pyar mujhko chahiye kutch aur aaja shor machale shor machale shor ishq toh pagalpan hota hain jo bhi ho ismain kam hota hain akela jo yeh jindagani se yeh aaisa mausam hota hain jaan yeh jaane ko hain aakar bachale mujhe apni dhadkanon ki dhadkan banale mujhe baaki rahena koi bhi arzoo aaja shor machale shor machale shor - 2 tumhara pyar mujhko chahiye kutch aur aaja shor machale shor machale shor

Ali Ali

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Ali Ali

ali ali..... (main jogan ban gayi ban gayi main jogan ban gayi re) - 2 (bolu main maula ali ali ) - 4 ali ali ..... (sham ki bansi par main jhumu shanker ke dumroo pe nachu) - 2 karu main allah allah - 2 allah allah .... (bolu main maula ali ali ) - 4 ali ali.... meri batti hain singar mera yaar mera yahi pyar mera ruhani hain din raat mere ruhani hain jasbaat mere mere rom rom main ram base man meera main ghansham base - 2 mere lab par har dam hari hari hari hari.... lab par har dam hari hari hari hari... (bolu main maula ali ali ) - 4 ali ali.... mere man ko jabse lagan lagi rehti hain ankhiyan jagi jagi har dhadkan bole ishq ishq nas nas main dole ishq ishq mere rom rom main ram base man meera main ghansham base - 2 mere lab par har dam hari hari hari hari.... lab par har dam hari hari hari hari... (bolu main maula ali ali ) - 4 ali ali....

Muhabbat Zindagi Hain

Singer: SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Muhabbat Zindagi Hain

mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho tumhare pyar ne dil main umango ko jagaya hain tumhare pyar ne dil main umango ko jagaya hain tumhari muskurahat ne mujhe jeena sikhaya hain tumhi ho jeene ki wajah tumhi meri jaroorat ho tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho nahi ab koi bhi armaan mere dil main tumhe pakar nahi ab koi bhi armaan mere dil main tumhe pakar main yeh ikraar karti hu mohabbat ki kasam khakar mujhe jo waqt ne baksha woh lamha khubsurat ho tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
Back to Film List

About NAZAR Songs and Lyrics

Explore the NAZAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NAZAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics