FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NON FILM

Read available NON FILM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo

Singer: FARIDA KHANUM

Lyrics of Aaj Jaane Ki Zid Na Karo

Aaj jaane ki zid na karo (3 Yunhi pehloo mein baithe raho (2) Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo (2) Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum (2) Tumko apni qasam jaan-e-jaan Baat itni meri maan lo Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho (2) Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Waqt ki qaid mein zindagi hai magar (2) Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain (2) Inko khokar mere jaan-e-jaan Umr bhar na taraste raho Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Kitna maasoom rangeen hai yeh sama Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai (2) Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan Rok lo aaj ki raat ko Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho (2) Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo
Back to Film List

About NON FILM Songs and Lyrics

Explore the NON FILM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NON FILM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics