FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NOORIE

Read available NOORIE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chori Chori Koi Aaye

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Chori Chori Koi Aaye

(Chori Chori Koi Aay Chori Chori Koi Aaye, Chhupke Chhupke Sab Se Chhupke Khwaab Kai De Jaaye) -2 Chori Chori Koi Aaye Aankhen Daale Aankhon Mein, Jaane Mujhse Kya Woh Poochhe -2 Main Jo Boloo-Boloo Kya, Has Doon Mujhko Kuchh Na Sujhe Aise Taake Dil Mein Jhaanke, Saans Meri Ruk Jaaye Chori Chori Koi Aaye Chori Chori Koi Aaye, Chhupke Chhupke Sab Se Chhupke Khwaab Kai De Jaaye Chori Chori Koi Aaye Mithe Mithe Bolon Se, Dil Pe Aisa Jaadu Daale -2 Khoyi Khoyi Jaaoo Main, Jo Bhi Chaahe Manwaale Mujhko Choome, Dil To Jhoome, Aankh Magar Jhuk Jaaye Chori Chori Koi Aaye Chori Chori Koi Aaye, Chhupke Chhupke Sab Se Chhupke Khwaab Kai De Jaaye Chori Chori Koi Aaye Baithhi Baithhi Sochu Main, Woh To Chal De Mujhko Das Ke -2 Mujhko Maar Daale Na, Apne Baajoon Mein Kas Ke Dil Jo Dhadke Aise Dhadke, Ek Nasha Chaa Jaaye Chori Chori Koi Aaye Chori Chori Koi Aaye, Chhupke Chhupke Sab Se Chhupke Khwaab Kai De Jaaye Chori Chori Koi Aaye

Kasam Hai Yaar Teri

Singer: JAGJIT KAUR, MAHAN S K, MAHENDRA KAPOOR, PAMELA CHOPRA

Lyrics of Kasam Hai Yaar Teri

kasam hai yaar teri tere yaaron ko maza aay ye tera jazba-e-dil tha ke dilbar khud kheencha aaya kabhi takate rahe dil mein kabhi jalate rahe dil mein jaha takata raha maashook baahon mein chala aaya to matalab ye hua aashiq ho to, (ke aashiq ho to aisa ho - 2) ke aashiq - 3, aashiq - 3, ke aashiq ho to aisa ho - 2 dil ko dildaar mila pyaar ko pyaar mila aankh se aankh mili taar se taar mila ishq ko aaj koi naaz baldaar mila har sawaalon ke liye husn tayyaar mila husn mashhoor hai inaam-e-wafaa lene ko apna sub kuchh kisi aashiq pe loota dene ko ishq ek gul se sajaa leta hai gulshan apna sirf ek phool se bhar leta hai daaman apna ke aashiq ho to haa ke dilbar ho to na na ke aashiq ho to aisa ho, ke dilbar ho to aisii ho ke aashiq - 3, aashiq - 3, ke aashiq ho to aisa ho - 2 ke dilbar - 3, dilbar - 3, ke dilbar ho to aisii ho - 2 haay sirf aahen jo bhare usko aashiq na kaho door se pyaar kare usko aashiq na kaho gam mein chup chaap mare usko aashiq na kaho jo jamaane se dare usko aashiq na kaho saamana ismein har ek aan hai bedardo ka ishq pesha hai meri jaan jawaa mardo ka ispe marte hai koi harz na aane paaye naaz ke saamane mehboob na jaane paaye ke aashiq ho to are jaa ke dilbar ho to ha ha ke aashiq ho to aisa ho, ke dilbar ho to aisii ho jaise majanoo jaise parhaan jaise mahiwaal ranjhe jaisa ke aashiq ho to aisa ho jaise laila jaisi shiri jaise soni heer jaisi ke dilbar ho to aisii ho - 2 ham to ye jaanate hai yaar ke yaar hai hum aajama humko kabhi pyaar hi pyaar hai hum jaan dene ke liye tujhpe tayyar hai hum hum koi gair nahi tere gumkaar hai hum husn waale koi jaadusa jaga dete hai yaar do roz mein yaaronko bhula dete hai baat jab aise na jaaye ishq saudaaii bhi rahe husn se pyaar rahe (yaaronse yaari bhi rahe - 4) ke aashiq ho to ja ja ja ke dilbar ho to ke ke ke ke aashiq ho to aisa ho, ke dilbar ho to aisii ho ke aashiq ke dilbar, ke aashiq dilbar aashiq dilbar ke aashiq ho to aisa ho, ke dilbar ho to aisii ho
Back to Film List

About NOORIE Songs and Lyrics

Explore the NOORIE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NOORIE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics