FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from NURSE

Read available NURSE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kahaani Ban Gayi Mori Tum

Singer: KHURSHEED

Lyrics of Kahaani Ban Gayi Mori Tum

kahaani ban gay kahaani ban gayi - 2 (mori tum sang aankh milaani kahaani ban gayi) - 2 (ji na bhara ji na bhara akhiyaan bhar aayin) - 2 dard ki ghor ghataayein chhaayin - 2 aansu mile nishaani - 2 (mori tum sang aankh milaani kahaani ban gayi) - 2 dekho ji ab chhod na jaana - 2 ham royein aur hanse zamaana - 2 o ulafat ke baani - 2 (mori tum sang aankh milaani kahaani ban gayi) - 2

Wo Gaye Nahin Hamein Mil Ke

Singer: RAJKUMARI

Lyrics of Wo Gaye Nahin Hamein Mil Ke

wo gaye nahin hamein mil k wo gaye nahin hamein mil ke, main mar gayi - 2 haan haan haay re tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2 wo gaye nahin hamein mil ke wo gaye nahin hamein mil ke, main mar gayi - 2 haan haan haay re tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2 biraha kya hai ab ham jaane - 2 chain pade na kisi bahaane - 2 haan haan haay re ab din aa gaye re aa gaye mushkil ke - 2 tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2 wo gaye nahin hamein mil ke wo gaye nahin hamein mil ke, main mar gayi - 2 haan haan haay re tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2 kar ke khed tihaare pa ke - 2 ?? baith gaye hain tumake saja ke - 2 ?? haan haan haay re kaliyaan hansati hain hansati hain khil khil ke - 2 wo gaye nahin hamein mil ke wo gaye nahin hamein mil ke, main mar gayi - 2 haan haan haay re tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2
Back to Film List

About NURSE Songs and Lyrics

Explore the NURSE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for NURSE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics