FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from OH SWEETHEART

Read available OH SWEETHEART lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Oh My Sweetheart

Singer: AMIT KUMAR

Lyrics of Oh My Sweetheart

Dialogue: dosto, zindagi kitni haseen hai, duniyaa kitni rangeen ha har taraf husn hi husn hai, rang hi rang hai magar kisi moD pe is bheeD mein bhi is dil ko ajeeb si tanhaayee mahsoos hoti hai aur tab ye geet mere honTon tak achaanak aa jaataa hai Chorus: (vaaN vaaN vaaN vaaN) -4 Amit: (kahtaa hai meraa dil chalke kisi se mil , kar le Romance) -2 husn ke mele hain, ham kyooN akele hain kyaa pataa hamen phir mile naa mile Chance Chorus: Oh My Sweetheart kahtaa hai meraa dil... Amit: kahtaa hai meraa dil chalke kisi se mil , kar le Romance Amit: i need you, you need me oh my sweetheart, my sweetheart pahle kabhi tujh saa haseeN koi naa milaa, jaane jaaN i need you, you need me oh my sweetheart, my sweetheart tu jo mili, tujhpe fidaa dil ho hi gayaa Khvaabon ke mele hain phir kyooN akele hain kyaa pataa hamen phir mile naa mile Chance Chorus: Oh My Sweetheart Amit: kahtaa hai meraa dil chalke kisi se mil, kar le Romance Chorus: (vaaN vaaN vaaN vaaN) -2 Chorus: vaaN vaaN vaaN vaaN Amit: i love you, you love me oh my sweetheart, my sweetheart dil hai haseeN raaten jawaaN hai ye pyaasi umar, kah bhi de i love you, you love me oh my sweetheart, my sweetheart dil jo kahe tu vo hi kar haaN kis kaa hai Dar rangon ke mele hain phir kyooN akele hain kyaa pataa ke hamen phir mile naa mile Chance Chorus: Oh My Sweetheart Amit: kahtaa hai meraa dil chalke kisi se mil , kar le Romance husn ke mele hain, ham kyooN akele hain kyaa pataa hamen phir mile naa mile Chance All: Oh My Sweetheart Amit: naa mile Chance All: oh My Sweetheart

Saamne Hai Tu

Singer: AMIT KUMAR

Lyrics of Saamne Hai Tu

Chorus: oo oo oo oo oo oo o Amit: (saamne hai tu teraa Khayaal hai hosh ka phir kyaa sawaal hai) -2 (aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa) -2 jo jaane na haaye unko kyaa pataa Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa Amit: haaN saamne hai tu teraa Khayaal hai hosh kaa phir kyaa sawaal hai aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa jo jaane na haay unko kyaa pataa Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa Amit: oo saamne hai tu teraa Khayaal hai Amit: jaane thi kaisi ghaDi jab unse nazren mili pal bhar ki Khushi ke liye ai ai ai ai mushkil mein jaan hai paDi haay paDi aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa jo jaane na haay unko kyaa pataa Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa Amit: haaN saamne hai tu teraa Khayaal hai hosh kaa phir kyaa sawaal hai saamne hai tu teraa Khayaal hai Chorus: oo oo oo oo oo oo Chorus: ru ru tu tu ru tu tu tu ru Amit: ham hain aur apne rakeeb, lagtaa hai kitnaa ajeeb utnaa hi door jaaye vo o o o o jaooN main jitnaa kareeb haay kareeb aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa jo jaane na haaye unko kyaa pataa Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa Amit: oo saamne hai tu teraa Khayaal hai hosh kaa phir kyaa sawaal hai aye dil mere ab tu hi bataa ye pyaar bhi hai kaisaa nashaa jo jaane na haay unko kyaa pataa Chorus: kaisaa kaisaa nashaa ye kaisaa kaisaa kaisaa nashaa Amit: hmm hmm hey ho ho ho hey hey ha ha hmm hmm ruru ruru ruru ruru ru ha ha hey hey
Back to Film List

About OH SWEETHEART Songs and Lyrics

Explore the OH SWEETHEART soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for OH SWEETHEART.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics