FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PAAGALPAN

Read available PAAGALPAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

A Ding Dang Do

Singer: UDIT NARAYAN, JAVED ALI, VICKY, HARWARD AND SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of A Ding Dang Do

--MALE- (A ding dang do Tumhe hum chaahe Jo tum keh do, hanske mar jaaye Hamaari jaan hai pyaari behna Binaa tere kahin kabhi humko na rehna Khushi aur gham hame yahan milke hai sehna Eh hey hey eh hey hey eh hey hey hey Oh ho ho ho ho ho ho ho ho) - 2 --FEMALE-- Jisko mil gaya ho bhai tere jaisa Usko phir kisi se kya lena Karti hoon yahi God se main to prayer Aise hi brother mujhko dena Maine tumko hi sab kuch hai maana Lage begaana saara jahan --MALE-- A ding dang do Tumhe hum chaahe Jo tum keh do, hanske mar jaaye Hamaari jaan hai pyaari behna Binaa tere kahin kabhi humko na rehna Khushi aur gham hame yahan milke hai sehna Eh hey hey eh hey hey eh hey hey hey Oh ho ho ho ho ho ho ho ho Hm, milke hum uthaayenge doli jo tumhaari Aankhon se to aansu bahenge Tu jaayegi dulhan banke ek din yahan se Akele hum kaise rahenge Sang humne hai bachpan guzaara Saath mein hum hue hai jawaan A ding dang do Tumhe hum chaahe Jo tum keh do, hanske mar jaaye Hamaari jaan hai pyaari behna Binaa tere kahin kabhi humko na rehna Khushi aur gham hame yahan milke hai sehna Eh hey hey eh hey hey eh hey hey hey Oh ho ho ho ho ho ho ho ho - 3

Dekhte dekhte kya se kya ho gaya

Singer: SHREENIVAS AND CHITRA

Lyrics of Dekhte dekhte kya se kya ho gaya

--MALE- Dekhte dekhte kya se kya ho gaya Dekhte dekhte kya se kya ho gaya Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya Bewajaa hai mili yeh mujhko sazaa Dekhte dekhte kya se kya ho gaya Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya Bikhre mere armaan hai Seene mein tooti hai saansein Zakhmi hai dil halaat se Ashkon se bheegi hai aankhein Soone mere din, bechain hai meri raatein --FEMALE-- Bewafa, bewafa, main nahin bewafa Yeh haqeeqat hai kya, jaanta hai khuda Kya meri bebasi, na tujhko pataa Bewafa, bewafa, main nahin bewafa Yeh haqeeqat hai kya, jaanta hai khuda --MALE-- Aah, aah, aah, aah aah aah aah --FEMALE-- Tu har ghadi yaadon mein hai Kaise tujhe main bhulaaoon Kya hai meri majbooriyaan Kaise tujhe main bataaoon Jeena mushkil, tanha to mar bhi na paaoon --MALE-- Dekhte dekhte kya se kya ho gaya Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya Bewajaa hai mili yeh mujhko sazaa --FEMALE-- Bewafa, bewafa, main nahin bewafa --MALE-- Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya --FEMALE-- Bewafa, bewafa, main nahin bewafa --MALE-- Dekhte dekhte kya se kya ho gaya

Dil Hai Deewana

Singer: UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Dil Hai Deewana

--MALE- Dil, dil hai deewana Aa, baahon mein aana Naa, naa door jaana, jaana Tujhko hai meri kasam --FEMALE-- Dil, dil hai deewana Aa, baahon mein aana Naa, naa door jaana, jaana Tujhko hai meri kasam (Teri nazar ne meri nazar se Chupke se kuch keh diya hai) - 2 --MALE-- Jaadu, tune bhi jaadu kiya hai Kaisa yeh dard mujhko diya hai --FEMALE-- Yaara, mujhko tu mujhse churaa --MALE-- Dil, dil hai deewana Aa, baahon mein aana --FEMALE-- (Kareeb aake, gale lagaake De di mujhe beqaraari) - 2 --MALE-- Teri chhaayi hai mujhpe khumaari Jaana haalat burri hai hamaari --FEMALE-- Yaara, saanson mein aake samaa --MALE-- Dil, dil hai deewana --FEMALE-- Aa, baahon mein aana --BOTH-- Naa, naa door jaana, jaana Tujhko hai meri kasam

Jhoothe The Vaade

Singer: ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

Lyrics of Jhoothe The Vaade

--MALE- O ho ho, hey hey hey, o ho ho ho oh oh Hmm hmm hmm Jhoothe yeh vaadein, jhoothi thi kasmein Mujhko nahin tha yeh pataa Sach keh raha hoon, yeh bhi na jaanoon Mujhse hui hai kya khataa Mann mein milan ki aas lagi hai Honton pe mere hai duaa --FEMALE-- (Yaar kaise tujhko main bhulaaoon Zakhm dil ka kaise main dikhaaoon) - 2 Koi zor mera ab chale naa Kya hai bebasi mein, kya bataaoon Bite dino yaadein rulaaye Kaise bhulaaoon main tujhe Jee chaahta hai saari kahaani Aake sunaaoon main tujhe Saasein thami hai, sapne jale hai Aankhon mein ashkon ki ghataa --MALE-- (Tune mere dil ka sheesha toda Beech raaste mein mujhko chhoda) - 2 Oh, maine tujhse maangi jo hasi to Aansuon se naata mera joda - 3

Mera dil kehne laga

Singer: SHREENIVAS AND CHITRA

Lyrics of Mera dil kehne laga

mera dil leke dekho yeh kaha hai tumhi ko - yahi toh pyar ke hai din yahi ikraar ke hai din bekaraariyon mein karaar ke hai din mera dil leke dekho dil yeh dil leke dekho yahi toh pyar ke hai din yahi ikraar ke hai din bekaraariyon mein karaar ke hai din mera dil leke dekho dil yeh dil leke dekho aankhon mein kya hain chehra tera hain bin tere ab na guzara - 2 teri khushboo ko teri dhadkan ko maine iss dil mein utara - 2 yahi izhaar ke hai din yahi deedar ke hai din bekaraariyon mein hai karaar ke yeh din mera dil leke dekho dil yeh dil leke dekho behke kadam hai madhosh ham hai kaise rakhu khud pe main kaabu - 2 subaha haseen hai shaamein jawaan hai sab hai mohabbat ka jaadu - 2 yahi khumaar ke hai din yahi ishaarar ke hai din bekaraariyon mein karaar ke hai din mera dil leke dekho dil yeh kaha hai tumhi ko yahi toh pyar ke hai din yahi ikraar ke hai din bekaraariyon mein karaar ke hai din mera dil leke dekho yeh kaha hai tumhi ko
Back to Film List

About PAAGALPAN Songs and Lyrics

Explore the PAAGALPAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PAAGALPAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics