FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PAGE 3

Read available PAGE 3 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kitne Ajeeb(Sad)

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Kitne Ajeeb(Sad)

do pal miltey hai, saath saath chalte hai jab modh aaye toh bachke nikalte hai, kitney ajeeb rishtey hain yahan pe, thokar bhi khana hai, chalte bhi jana hai, vaada kiya toh usko nibhana hai, yahan sabko saare daav aazmaney hai sabhi ek duje se zyada sayane hai Posted By : Yakub

Kuan Ma Doob Jaoo

Singer: SAPNA AWASTHI

Lyrics of Kuan Ma Doob Jaoo

(adiyal jawani mori sukhi sukhi jaye re - sayya anadi mohe paani na pilaye re - 2 jeth mahina hai garmi badhaye re - 2 kaisi nazariya ke dil chala jay re kuan ma doob jaoo - 6) - 2 kaise sambhalu main yeh bali umariya - 2 kaise main na chodu ghar ki kewadiya - 2 jaoo jaha bhi ghure sabki nazariya - 2 mohe bachane aaja more sawariya - 2 kaise nazariyan ki dil chala jaye re kuan ma doob jaoo - 4 mohe pata hai jo tu mohse chupaye - 2 sauten se tu chupkese milne jaye - 2 mora akele main jiya ghabraye - 2 jalpano pe waham nahi aaye re - 2 kuan ma doob jaoo - 4 (adiyal jawani mori sukhi sukhi jaye re - 2 sayya anadi mohe paani na pilaye re - 2 jeth mahina hai garmi badhaye re - 2 kaisi nazariya ke dil chala jay re - 2 kuan ma doob jaoo - 6) - 2

Mere Wajood

Singer: ADNAN SAMI

Lyrics of Mere Wajood

duaa raa raa ra mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein -2 main dekhoon aainaa main dekhoon aainaa aur tu mujhe nazar aaye mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein main dekhoon aainaa main dekhoon aainaa aur tu mujhe nazar aaye mere wajood mein tu kaah yun utar jaayein tujhko hi sochoon jab bhi main sochoon tujhko ko hi poojoon tujhko hi chaahoon tujhko hi sochoon jab bhi main sochoon tujhko ko hi poojoon tujhko hi chaahoon honton pe chaaye tu naghma banke -2 jab bhi kabhi kuch bhi gungunaaon -2 teri hi baahon mein -2 bas zindagi guzar jaaye mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein -2 najaane tujh mein kaisi kashish hai tujhse kabhi dil bartha nahi hai -2 chod ke tujhko pal bhar kabhi bhi -2 jaane ko mann kahi katha nahi hai-2 yeh kaash waqt abhiiii yeh kaash waqt abhi bas yehi tehr jaaye mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein main dekhoon aainaa main dekhoon aainaa aur tu mujhe nazar aaye mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein -2 hmmmm raa raa yoon utar jaaye Posted By : Ishaa

Yahan Zindagi

Singer: SHAAN, SAGARIKA

Lyrics of Yahan Zindagi

yahan zindagi... ek alag zindagi ha yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai yahan zindagi... ek alag zindagi hai yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai iraade yahan par samandar se gehere... iraade yahan par samandar se gehere... naa koi fikar... na kahin koi pehre yahan zindagi... ek alag zindagi hai yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai iraade yahan par samandar se gehere... iraade yahan par samandar se gehere... naa koi fikar... na kahin koi pehre yahan zindagi... ek alag zindagi hai.... [ek alag zindagi hai] yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai yahan har jagah mauj hai... mastiyaan hai... [mastiyaan....] yahan par zamaane ki sab hastiyaan hai... yahan har jagah mauj hai... mastiyaan hai... yahan par zamaane ki sab hastiyaan hai... yahan dil naye roop mein hai machalte... yahan dil naye roop mein hai machalte... yahan chaand suraj naa ek pal ko dhalte... yahan zindagi... ek alag zindagi hai yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai yahan sab ke jalwon ke rangeeniyaan hai... yahan sab ke andaaz mein khoobiyaan hai... yahan sab ke jalwon ke rangeeniyaan hai... yahan sab ke andaaz mein khoobiyaan hai... yahan log bas aaj ki baat karte... yahan log bas aaj ki baat karte... nahi murde peeche bas par aage ko chalte... yahan zindagi... ek alag zindagi hai yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai yahan zindagi... [yahan zindagi] ek alag zindagi hai...[alag zindagi hai] yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai iraade yahan par samandar se gehere... iraade yahan par samandar se gehere... naa koi fikar... na kahin koi pehre yahan zindagi... ek alag zindagi hai yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai Posted By : VENKAT VISWANATHAN
Back to Film List

About PAGE 3 Songs and Lyrics

Explore the PAGE 3 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PAGE 3.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics