FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PANGA NAA LO

Read available PANGA NAA LO lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Mujhse Panga Na Lo Koi

Singer: NITIN RAIKWAR, JUNNE BANERJI

Lyrics of Mujhse Panga Na Lo Koi

panga na lo... panga na lo - 8 mujhse (panga na lo - 3) koi - 2 kyun ki abb main yuun badal gaya hoon, nahi main deewaana kyun ki abb main yuun badal gaya hoon, bana hoon mastaana (abb jamaane ko dikhaana hai ki main hoon chij kya kya main kal tak tha o yaaro, aaj kya main ban gaya) - 2 mujhse panga, panga panga na lo koi - 2 kyun ki abb main yuun badal gaya, nahi main deewaana kyun ki abb main yuun badal gaya, bana hoon mastaana lallu panju, likhkha tha main, sharam ke maare marata tha bada bakoda, kaayar tha main, ladki se bhi darata tha uu.... realy i didn' t know that... baby lallu panju, likhkha tha main, sharam ke maare marata tha bada bakoda, kaayar tha main, ladki se bhi darata tha lekin dekho jaag utha shaitaan jo abb tak tha soya dudh piti iss billi ka sher hai dekho ban gaya (abb jamaane ko dikhaana hai ki main hoon chij kya kya main kal tak tha o yaaro, aaj kya main ban gaya) - 2 mujhse panga, panga panga na lo koi - 2 kyun ki abb main yuun badal gaya, nahi main deewaana kyun ki abb main yuun badal gaya, bana hoon mastaana issase (panga na lo - 3) koi - 2 kyun ki abb yeh yuun badal gaya hain, nahi hai abb deewaana kyun ki abb yeh yuun badal gaya hain, bana hai abb mastaana

Uff Ui Ma Loot Gayi Main Toh Sanam

Singer: SHILPA RAO, JUNNE BANERJI, AMITABH GOKHALE

Lyrics of Uff Ui Ma Loot Gayi Main Toh Sanam

uff ui ma.... kya teri nazar kya teri ada - 2 ho gayi jaanam tujhpe fida abb tere bina na jina hai, abb tere bina na marna hai (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2 tujhse ??? khili mere dil ki kali main ashq laga ke baithi hoon jabse dekha tujhko mujhko tadpaaye mere dil ki tanhaayi aaja aaja gale laga ja, inn honton ka ras tu pi ja paanv pakad ke le ja mujhko iss duniya se door kahin (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2 tum saathh ho toh lagata hai aise, jannat dharati par chaayi hai tere pyaar ki madhoshi se, sudh budh meri kho gayi hai na ja na ja chhodake na ja, aur bhi mujhse pyaar kiye ja tu hi tu hai mujhpe chhaya, abb na koi aur sahi (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2 kya teri nazar kya teri ada, ho gayi jaanam tujhpe fida abb tere bina na jina hai, abb tere bina na marna hai (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2

Uss Paar Hai Meri Jaan

Singer: SHAAN, VAISHALI SAMANT

Lyrics of Uss Paar Hai Meri Jaan

(uss paar hai meri jaan - iss paar bass jism hai koi yeh bata de (main kahaan hoon - 2)) - 2 chaar deewaaron ki ghutan se ji chhuda kar main yeh kahoon lab sile hai kaise kahoon dil mein mere bass tu hi tu koi yeh bata de (main kahaan hoon - 2) saat rango ke safar mein haath tera yuun thaam kar titali bankar main udoon jameen par paanv rakhane se daroon tu hi yeh bata de main kya karoon, kaise kahoon uss paar hai meri jaan - 2 iss paar bass jism hai koi yeh bata de (main kahaan hoon - 4)
Back to Film List

About PANGA NAA LO Songs and Lyrics

Explore the PANGA NAA LO soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PANGA NAA LO.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics