FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PARDES

Read available PARDES lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Deewana Hai Ye Dil

Singer: SONU NIGAM, HEMA SARDESAI & SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Deewana Hai Ye Dil

Dil Ye Di Dil Ye Dil Dil Ye Dil Ye Dil Deewana Deewana Hai Ye Dil Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana Maine Uske Shahar Ko Chhoda Uski Gali Mein Dil Ko Toda Phir Bhi Seene Mein Dhadakta Hai Ye Dil Maine Dil Se Usay Nikaala Jo Na Karna Tha Kar Daala Phir Phi Yaad Usi Ko Karta Hai Ye Dil Ye Dil Deewana Deewana Hai Ye Dil God saves the world World saves the man Man saves the heart Heart saves love Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Ki Khata Bhi Hai Kya Mujhko Gila Bhi Hai Kya Is Dillagi Ke Siva Dil Ne Kiya Bhi Hai Kya Aashiq Hai Ye Chor Nahin Main Kya Karoon Dil Pe Mera Zor Nahin Hai Main Kya Karoon Aashiq Hai Ye Chor Nahin Main Kya Karoon Dil Pe Mera Zor Nahin Hai Main Kya Karoon Ye Dil Deewana Deewana Hai Ye Dil Dil Kaisa Bepeer Hai Vo Ek Tasveer Hai Main Kehta Hoon Tod De Kehta Hai Zanjeer Hai Koi Kachchi Dor Nahin Hai Main Kya Karoon Dil Pe Koi Zor Nahin Hai Main Kya Karoon Koi Kachchi Dor Nahin Hai Main Kya Karoon Dil Pe Koi Zor Nahin Hai Main Kya Karoon Ye Dil Deewana Deewana Hai Ye Dil Deewana Dil Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana Deewana Dil Maine Uske Shahar Ko Chhoda Uski Gali Mein Dil Ko Toda Phir Bhi Seene Mein Dhadakta Hai Ye Dil Dil Dil Maine Dil Se Usay Nikaala Jo Na Karna Tha Kar Daala Phir Phi Yaad Usi Ko Karta Hai Ye Dil Dil Dil Ye Dil Deewana Deewana Hai Ye Dil Deewana Dil Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana Deewana Dil Ye Dil Dil Dil Deewana Dil Dil Dil Paagal Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil Dil.

Do Dil Mil Rahe Hain

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Do Dil Mil Rahe Hain

Gupchup Gupchup Chup Chup o Gupchup Gupchup Chup Chup oo Gupchup Gupchup Chup Chup oo Gupchup Gupchup Chup Chup oo Do Dill Mile Rahe Hain Magar Chupke Chupke Do Dil Mile Rahe Hain Magar Chupke Chupke Sabko Ho Rahi Hai Haan Sabko Ho Rahi Hai Khabar Chupke Chupke Do Dil Mile Rahe Hain Magar Chupke Chupke Saanson Mein Badi Bekaraari Aankhon Mein Kai Rat Jage Kahin Kabhi Lag Jaaye Dil To Kahin Phir Dil Na Lage Apne Dil Mein Zara Thaam Loon Jaadu Ka Main Isay Naam Doon Jaadu Kar Raha Jaadu Kar Raha Hai Asar Chupke Chupke Do Dil Mile Rahe Hain Magar Chupke Chupke Aise Bhole Bankar Hai Baithe Jaise Koi Baat Nahin Sab Kuchh Nazar Aa Raha Hai Din Hai Ye Raat Nahin Kya Hai Kuchh Bhi Nahin Hai Agar Honthon Pe Hai Khaamoshi Magar Baatein Kar Rahi Hain Baatein Kar Rahi Hain Nazar Chupke Chupke Do Dil Mile Rahe Hain Magar Chupke Chupke Kahin Aag Lagne Se Pehle Uthta Hai Aisa Dhuaan Jaisa Hai Idhar Ka Nazaara Vaisa Hi Udhar Ka Samaa Dil Mein Kaisi Kasak Si Jagi Dono jaanib Barabar Lagi Dekho To Idhar Se Dekho To Idhar Se Udhar Chupke Chupke Do Dil Mile Rahe Hain Magar Chupke Chupke Sabko Ho Rahi Hai Haan Sabko Ho Rahi Hai Khabar Chupke Chupke Do Dil Mile Rahe Hain Magar Chupke Chupke Gupchup Gupchup Chup Chup oo Gupchup Gupchup Chup Chup oo Magar Chupke Chupke Gupchup Gupchup Chup Chup oo Gupchup Gupchup Chup Chup oo Magar Chupke Chupke Ha Haan Chupke Chupke .

I Love My India (Part 2)

Singer: KAVITA KRISHNAMOORTHY

Lyrics of I Love My India (Part 2)

Jis Des Mein Mere Piya Us Des Mein Mera Jiy Kitna Mushkil Hai Dil Ka Lagana Pardes Aana Pardes Aana Oh oh .. Ye Duniya Ek Dulhan Ye Duniya Ek Dulhan Dulhan Ke Maathe Ki Bindiya Ye Mera India I Love My India Ye Mera India I Love My India Vatan Mera India Sajan Mera India Ye Duniya Ye Duniya Ek Dulhan Ek Dulhan Ye Duniya Ek Dulhan Dulhan Ke Maathe Ki Bindiya Ye Mera India I Love My India Ye Mera India I Love My India Karam Mera India Dharam Mera India Karam Mera India Dharam Mera India Vatan Mera India Sajan Mera India

Jahan Piya Wahan Main

Singer: CHITRA & SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Jahan Piya Wahan Main

Arre Ganga Tu Kaahe Jaaye Parde Kaahe Jaaye Pardes Chhodke Apna Des Apna Des Chhodke Apna Des Ganga Chali Kahan Kasam Tod Ke Humein Chhod Ke Ganga Chali Tu Kahan Kasam Tod Ke Humein Chhod Ke Piya Mere Piya Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Des Chhudaaya Pardes Bulaaya Des Chhudaaya Pardes Bulaaya Sandes Ye Aaya Mere Naam Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Main Kya Karoon Meri Raam Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Aisa Lagta Hai Ki Dil Ke Andar Kuchh Toot Raha Hai Baabul Ke Aangan Mein Mera Bachpan Chhoot Raha Hai Main Khush Bhi Hoon Udaas Bhi Nadiyaan Mein Jaise Pyaas Bhi Main Kya Karoon Meri Raam Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Chaandi Ki Katori Sone Ka Pitaara Chaandi Ki Katori Sone Ka Pitaara Lade Maiya Meri Mujhko Saasu Ne Pukaara Laali Kaajal Powder Bindiya Laali Kaajal Powder Bindiya Lade Meri Maiya Mujhko Sainya Ne Pukaara Andekha Anjaana Sa Ek Sapna Dekh Rahi Hoon Apne Mann Ke Darpan Mukh Apna Dekh Rahi Hoon Ye Main Hoon Ya Koi Aur Hai Sanjog Pe Kiska Zor Hai Main Kya Karoon Meri Raam Ganga Chali Kahan Kasam Tod Ke Humein Chhod Ke Humein Chhod Ke Wahan Main Wahan Main Jahan Piya Wahan Main Wahan Main Wahan Main Oo..... Ha ha ....
Back to Film List

About PARDES Songs and Lyrics

Explore the PARDES soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PARDES.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics