FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PATEL SCOPE 3

Read available PATEL SCOPE 3 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

De De De Ek Thappad De

Singer: DEVANG PATEL

Lyrics of De De De Ek Thappad De

de de de ek thappad d zor se zor se de de de ek thappad de bina soche bas ek de de bheja maari gar koi karne de maaron aaisa woh toh darne lage khitpit koi agar karne aaye maar peet karo woh toh bhaag jaaye bada ho ya chhota nahi sochana hoshiyaari kare usse thokana taang adake rakhe kaam ko dande maarke todd uske taang ko aankhen dikhake koi chillaye peeto aaisa naani yaad aaye sach jhuth kya hai nahi sochana bas ??? hi rehna maaro gaal pe de de de ek thappad de zor se zor se de de de ek thappad de bina soche bas ek de de de de de ek thappad de pyar se pyar se de de de ek thappad de laath marke tod uski back biwi bakwaas kare rok do uske muh pe jhaapad thok do padosi jo lade har baat mein seedha karo use mukke laat mein bina baat boss get out kare peeton aaisa kabhi na shout kare line mein koi ghuse shaan se maaron chamat ki siti baje kaan se gussa kare gar koi cheekh ke patkon use neeche taang kheench ke gaali bole usse nahi chhodna daat sab uske todna maaro kaan pe de de de ek thappad de zor se zor se de de de ek thappad de bina soche bas ek de de de de de ek thappad de pyar se pyar se de de de ek thappad de chata maar ke todd uski neck maaramaari karne se ho jaayenge kaam solve ho jaayenge problems tamaam maar peet karega tu subho ho ya shaam darr ke maare koi nahi lega tera naam maaro gaal pe de de de ek thappad de zor se zor se de de de ek thappad de bina soche bas ek de de de de de ek thappad de pyar se pyar se de de de ek thappad de laat maar ke todd uski back

Dil Chahata Hai - Patel Scope

Singer: DEVANG PATEL

Lyrics of Dil Chahata Hai - Patel Scope

dil chahata hai - sar phod jo daalu jo de bijli ka bil dil chahata hai muh todd daalu jo de telephone bil har mahine woh ghar pe aate kadka hamko karke jaate ek bill bharte hi dusra rehta hai aake khada loot ke le ke jaaye bas chhod ke badan pe kapda dil chahata hai tax walon ko kar du raaton ke bill dil chahata hai tax walon ko kar du baaton ke bill khane pe tax peene pe tax sone pe tax hai janam pe tax jeene pe tax marne pe tax hai biwi pe tax bachho pe tax buddho pe tax hai mehnat ki kamaai phir le jaata income tax hai dil chahata hai

Ek din Shaam Ko

Singer: DEVANG PATEL

Lyrics of Ek din Shaam Ko

ek din shaam ko main tha baith timepaas karne tv dekha tv pe tab ek ladki aayi jhatak ke usne kamar hilaai hirni ki jaisi kamar ko dekh ke maine toh apani akal gawai josh mein aake maine bhi apani kamar ke size ki kamar hilaaai arey arey arey arey arey mere bhaai mat poocho maine haalat kya banaai haai kamar - 2 toot gayi re meri kamar khiski woh apani jagah se hatkar mujhe chhodo haai phoot phoot kar jahaan bhi jaaun idhar udhar sabhi ki jaaye usi par nazar thik karane usko phir main pahuncha doctor ke ghar par kamar ko dekha phir woh bola thik karega bhais ka doctor ulta sulake usne mujhko donon taraf se aaise khicha bhaison ke bhi kaan phat jaaye utni zor se phir main cheekha arey arey arey arey arey mere bhaai mat poocho maine haalat kya banaai haai kamar - 2 toot gayi re meri kamar ?? hoon ab shakira ko kar dunga main uski shakkar o brother - 2 baat suno tum meri brother dekh ke kisiki patli kamar mat hilana ab tum bhi kamar

Ho Jata Hai - Devang Patel

Singer: DEVANG PATEL

Lyrics of Ho Jata Hai - Devang Patel

main kuchh nahi karta hoo mere saath sab ho jata hain log mujhse kehte hai ke tu kya karta hain aap hi bataaon ismein main kya kar sakta hoon aai aai ya susu susu aai aai ya kar diya susu susu kahi bhi ho gaya susu susu aai aai ya kar diya susu susu kabhi bhi ho gaya susu susu ek din school mein jab gaya class mein pressure badh gaya teacher ko jaane do kaha par usne no kaha tension main sehne laga jaane do kehne laga teacher ka teaching ruk gaya jab bench pe ho gaya aai aai ya susu susu aai aai ya kar diya susu susu classroom mein ho gaya susu susu aai aai ya kar diya susu susu chaddi mein ho gaya susu susu aai aai ya susu susu ek din picture mein gaya waha bhi mujhko lag gaya main ??? jana hai kaha dad ne ruko kaha film ka hero marr gaya main vilan se darr gaya picture bhi bich mein ruk gaya jab seat par ho gaya aai aai ya susu susu aai aai ya kar diya susu susu theater mein ho gaya susu susu aai aai ya kar diya susu susu patloom mein ho gaya susu susu aai aai ya kar diya susu susu - 2 aai aai ya susu susu

kambakht Machhar Hai Jo

Singer: DEVANG PATEL

Lyrics of kambakht Machhar Hai Jo

kaat ta hai r kambakht machhar hai jo bada bura hai woh kambakht kambakht machhar hai jo bada bura hai woh jab aata hain gungunata hain phir dheere se baith ke woh kambakht joron se kaant ta hai kaant ta hai re kambakht cockroach hai jo bada bura hai woh kambakht kambakht cockroach hai jo bada bura hai woh ghoos jata hai chhup jata hai phir nahane ke waqt woh kambakht saamne aa jata hai kambakht machhar hai jo kambakht cockroach hai jo kambakht - 2 marr gaya sala

Lafde Roj Karo Lafde Roj

Singer: DEVANG PATEL

Lyrics of Lafde Roj Karo Lafde Roj

somwar ko sit mangalwar ko mita budh ko babita guruwar ko geeta som mangal sita mita budh guru babita geeta shukr shani shweta sita raviwaar ko roma rita lafde roj karo lafde roj mat socho na kya hoga hamara ek ladki se na hoga gujara jaha bhi mile mauka yeh nazren ghumai hamne toh har mahine ladki pataai pataai pataai pataai hai maine jan mein zubeda feb mein farida march mein manisha april mein amisha may june mili juli jully august jolly juicy spetember october choosy november december lucy lafde roj karo lafde roj yeh lafde bahut hai jaroori bin uske yeh zindagi adhuri main khushi khushi aaise yeh zindagi jiyunga kasam kha raha hoon kabhi shaadi na karunga magar yeh kahunga.... sahi hai sahi hai sahi toh hai yeh subah ko bashina noon mein neena shaam ko sakina raat ko ravina subha ko bashina leena noon mein neena meena shaam ko sakina peena raat ko ravina reena lafde roj karo lafde roj - 3

Monkey Monkey Monkey

Singer: DEVANG PATEL

Lyrics of Monkey Monkey Monkey

madari jab damroo bajaye toh bandar kya karta hai nachta hain biwi jab ungli hilati hai toh husband kya karta hain nachta hain girlfriend bigade boyfriend manaaye aankhon ke ishaare breakdance dikhaye sher jaise admi ko bhi aurat langoor banake nachaye monkey monkey monkey banke monkey nache poora world monkey monkey monkey bilkul monkey hai yeh poora world bada ho ya chhota sabhi hai monkey monkey monkey monkey hai yeh poora world paisa dekhne par tawaif kothe par kya karti hai naachti hain aurat jab bhi pagaar dikhaye toh staff kya karti hai naachti hain election se pehle neta vote maange tab praja ke aage woh ulte sar naache aur chunaav jeetne ke baad woh praja ko thak jaane tak nachwaaye monkey monkey monkey banke monkey nache poora world monkey monkey monkey bilkul monkey hai yeh poora world bada ho ya chhota sabhi hai monkey monkey monkey monkey hai yeh poora world
Back to Film List

About PATEL SCOPE 3 Songs and Lyrics

Explore the PATEL SCOPE 3 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PATEL SCOPE 3.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics