FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PATTHAR KE PHOOL

Read available PATTHAR KE PHOOL lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai

Singer: LATA MANGESHKAR, S. P. BALASUBRAMANIAM

Lyrics of Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai

Raveena kabhi tu chhalia lagta hai kabhi deewana lagta hai kabhi anadi lagta hai kabhi awara lagta hai Salman: tu jo achcha samjhe ye tujhpe choda hai tujhse ye jeevan bhar ka maine nata joda hai Salman: kabhi tu looli lagti hai kabhi tu Julie lagti hai kabhi tu Chandni lagti hai kabhi tu Paapi lagti hai [2] Raveena: tu jo achcha samjhe ye tujhpe choda hai tujhse maine jeevan bhar ka nata joda hai Raveena: tere mere beech mein deewar na ho koi Salman: main inteqaam lunga dushman ho jo koi Raveena: hai naya zamana hathkadi lagengi Salman: bhadkenge wo sholay to duniya jalengi, duniya jalengi Raveena: kabhi tu jugnu lagta hai kabhi tu junglee lagta hai kabhi tu funtoosh hai kabhi tu azaad lagta hai [2] Salman: tu jo achcha samjhe ye tujhpe chhoda hai tujhse ye jeevan bhar ka maine nata joda hai lala la la lalla la la la la la lalla ek duje ke liye qurbani hum denge hum to paagal premi bandhan tod denge nadiya ki pyar hai pyaar ki manzil maine pyar kiya hai gayenge ye do dil, gayenge ye do dil Salman: kabhi tu shabnam lagti hai kabhi Chingari lagti hai kabhi tu Nagin lagti hai kabhi tu jogan lagti hai [2] Raveena: tu jo achcha samjhe ye tujhpe chhoda hai tujhse ye jeevan bhar ka maine nata joda hai Raveena: aayi Milan ki bela gaye dil tarana Salman: door gagan ki chao mein banaye aashiyana Raveena: hongi kal ki dastaan apna dostana Salman: humse badhkar kaun hai humse hai zamana humse hai zamana kabhi tu Leader lagta hai kabhi tu Loafer lagta hai kabhi tu Hero lagta hai kabhi tu joker lagta hai [2] Salman: tu jo achcha samjhe ye tujhpe chhoda hai tujhse ye jeevan bhar ka maine nata joda hai Posted By : Samie12

Sun Dilruba

Singer: S. P. BALASUBRAMANIAM

Lyrics of Sun Dilruba

Sun dilruba hai dil ki sada h aa pukare tujhe mehboob tera mehboob tera marr jaaunga ha main ho kar juda haa aa pukare tujhe mehboob tera mehboob tera mujhe berukhi ki wajah to bata khafa kyun hai tu iss tarah to bata khata mujhse kab aur kahan ho gayi mujhe tu woh din wo jagah to bata sun dilruba hai dil ki sada haa aa pukare tujhe mehboob tera o mehboob tera zamana kahe na deewana mujhe za majnu ka de koi tazna mujhe uthale na patthar kahi hath me banaye na duniya nishana mujhe marr jaaunga ha main ho kar juda haa aa pukare tujhe mehboob tera o mehboob tera na maanunga main koi majbooriyan nahi mujhko manzoor ye dooriyan tu meri hai meri rahengi sada nahi rok paayenga mujhko jahan sun dilruba hai dil ki sada haa aa pukare tujhe mehboob tera o mehboob tera Posted By : Sammie12

Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua

Singer: LATA MANGESHKAR, S. P. BALASUBRAMANIAM

Lyrics of Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua

Salman Tumse jo dekhte hi pyar hua zindagi mein pehli baar hua Hey Tumse jo dekhte hi pyar hua zindagi mein pehli baar hua Tum itne din thi kaha main dhoondhta hi raha Raveena: Kaha? Salman: Kabhi linking Road kabhi warden road kabhi cadell road kabhi Pedal Road Raveena: Kitne kuche galiya chaani mere dil ne ek na mani [2] Kaha kaha par tujhko dhoondha tere liye main hui deewani Phir bhi na tera deedar hua yaar mere aisa kahi baar hua [2] Salman: Are tum itne din thi kaha main dhoondhta ta hi raha Raveena: Kaha? Salman: Kabhi turner road kabhi carter road kabhi churney road kabhi Arthur road Raveena: Prem paheli aisi uljhi zor lagaya par na suljhi[2] Pyar pe koi zor nahi hai dil mein koi aur nahi hai Tere liye dil bezaar hua yaar mere aisa kahi baar hua [2] Salman: Are tum itne din thi kaha main dhoondta hi raha Raveena: Kaha? Salman: Kabhi berey road kabhi parley road kabhi meera road gorbander road Salman: Uparwale ki hai maya usne humko khoob milaya [2] Raveena: Bhule bhatke aaj mile hai dekho kitne phool khile hai Salman: Jane do jo ab tak yaar hua milte hi ab ikraar hua [2] Raveena: Chalte hai dono waha mat pooncho ab tum kaha Salman: Par kahan? Raveena: Linking road kabhi warden road dunkin road lamington road cadell road kabhi pedal road churney road kabhi Arthur road turner road kabhi carter road Posted by : Samie12
Back to Film List

About PATTHAR KE PHOOL Songs and Lyrics

Explore the PATTHAR KE PHOOL soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PATTHAR KE PHOOL.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics