FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI

Read available PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aur kya, aur kya

Singer: ABHIJEET AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Aur kya, aur kya

--MALE-- Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai Yeh rang saare hai bas tumhaare Aur kya, aur kya, aur kya - 2 --FEMALE-- Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai Yeh rang saare hai bas tumhaare Aur kya, aur kya, aur kya --MALE-- Eh hey hey, aah haa haa - 2 Tum aaye ho to dekh lo Naya naya sa lage yeh jahaan, ho Haan haan haan haan haan, oh ho --FEMALE-- Haseen haseen hai yeh zameen Dhula dhula sa hai yeh aasmaan Tum ho to hai yeh samaa Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya Dhadak raha hai dil mera Jhuki jhuki hai palkein yahan, ho Haan haan haan haan haan, oh ho --MALE-- Jo dil mein ho, voh keh bhi do Ruki ruki si hai yeh daastaan Jazbaat maange zabaan Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya --FEMALE-- Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai --MALE-- Yeh rang saare hai bas tumhaare --BOTH-- Aur kya, aur kya, aur kya - 2

Banke Tera Jogi

Singer: SONU NIGAM & ALKA YAGNIK

Lyrics of Banke Tera Jogi

Tu Yaar Tu Hi Dildaa Tu Hi Mera Pyaar Tera Mere Dil Mein Hail Darbaar Karde Ek Baar Beda Paar Mujhe Ghar Baar Lage Bekaar Phiroon Main Banke Tera Jogi Tu Yaar Tu Hi Dildaar Tu Hi Mera Pyaar Tera Mere Dil Mein Hail Darbaar Karde Ek Baar Beda Paar Mujhe Ghar Baar Lage Bekaar Phiroon Main Banke Tera Jogi Kehta Hai Deewana Tera Hi Afsana Tere Bin Duniya Mein Kya Khona Kya Paana Aarzoo Hai Dil Hai Tu Hi Tu Tere Sang Bana Hoon Malang To Sab Hai Dang Hui Ye Duniya Mujhse Tang Lai Hai Umang Ek Tarang Baaj Mirdang To Badle Dhang Phiroon Main Banke Tera Jogi Tu Yaar Tu Hi Dildaar Tu Hi Mera Pyaar Tera Mere Dil Mein Hail Darbaar Karde Ek Baar Beda Paar Mujhe Ghar Baar Lage Bekaar Phiroon Main Banke Tera Jogi Dharti Ke Aangan Mein Ambar Ke Daaman Mein Sooraj Ki Kirnon Mein Saagar Ki Lehron Mein Har Kahin Harzoo Hai Tu Hi Tu Sab Log Manaye shok Kahein Ye Jog Hai Mere Mann Ka Koi Rog Hai Ye Prem Aag To Belaag Raat Ko Jaagta Hoon Main Raah Phiroon Main Banke Tera Jogi Tu Yaar Tu Hi Dildaar Tu Hi Mera Pyaar Tera Mere Dil Mein Hail Darbaar Karde Ek Baar Beda Paar Mujhe Ghar Baar Lage Bekaar Phiroon Main Banke Tera Jogi Banke Tera Jogi Banke Tera Jogi Banke Tera Jogi Banke Tera Jogi Banke Tera Jogi Oh Yaar Ho Yaar Mere Dil Mein Tera Darbar .

I Am The Best (Female)

Singer: JASPINDER NARULA

Lyrics of I Am The Best (Female)

Koi hero yahan koi zero yaha Koi star hai koi bekaar hai Koi hero yahan koi zero yahan Koi star hai koi bekaar hai Main kaun hoon tumse main kya kahoon Hai sach to ye doston Ho I am the best I am the best I am the best Ho you are the best I am the best I am the best I am the best Yes you are the best Zindagi agar koi match hai To samjho tum mujhko Tendulkar Saamne na aana kabhi Na takraana kabhi tum bhool kar Arre bhai vaah ye jo aaye Arre bhai vaah ye jo jaaye hai Arre bhai vaah yehi to champion hai Arre bhai vaah ye jo aaye Arre bhai vaah ye jo jaaye hai Arre bhai vaah yehi to champion hai Mera jo khel hai main tumse kya kahoon Jo feko bouncer to sixer mar doon Main kaun hoon tumse main kya kahoon Hai sach to ye doston Ho I am the best I am the best I am the best Ho you are the best I am the best I am the best I am the best Yes you are the best Shehar ko agar jungle kaho To is jungle ki hoon main sherni Saamne jo dushman ho agar To phir mujhko nazar nahin pherni Arre bhai vaah kya ladki Arre bhai vaah kya bhadki hai Arre bhai vaah ye shola hai agan hai Arre bhai vaah kya ladki Arre bhai vaah kya bhadki hai Arre bhai vaah ye shola hai agan hai Kisi ka robe hai kisi ki thaath hai Koi hoshiyaar hai koi chaalaak hai Main kaun hoon tumse main kya kahoon Hai sach to ye doston Ho I am the best I am the best I am the best Ho you are the best You are the best you are the best you are the best Yes I am the best I am the best I am the best Yes you are the best you are the best you are the best .

Kuch To Bata

Singer: ABHIJEET, ALKA YAGNIK

Lyrics of Kuch To Bata

Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Naa Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Naaa Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Tere Liye Hal Hai Yeh Dekh Mujhe Tu Yu Na Sata Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Haan Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Kehna Hai Joh Kaho Jaldi Jaldi, Ver Na Yu Hi Rahon Main To Chaldi Aise Karo Nahin Hi Bye, Aao Piye Kahin Chai Bai Samjao Kitni Bar Yeh Koshishe Bekaar, Samjo Mujhko Hai Iinkar Dil Meh Pyar Hai Albetta, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Na Na Naaa Tere Liye Hal Hai Yeh Dekh Mujhe Tu Yu Na Sata Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Dil Ka Kahoge Jo Kissa Bissa, Aayega Mujhko To Gussa Bussa Jaane De Gusse Ke Chakar Bakar, Aa Chalke Dekhenge Picture Viture Karte Ho Kyun Yeh Shor Dekha Karo Na Bore, Yeh Dil Mange Na Anymore Koi To Milne Ka Rasta, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Are Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Tere Liye Hal Hai Yeh Dekh Mujhe Tu Yu Na Sata Haan Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa Hey Hey Hey Hey, La La Laaaaaaa Ha Ha Ha Ha, La La Laaaaaaa Hey Hey Hey Hey, La La Laaaaaaa Ha Ha Ha Ha, La La Laaaaaaa

Phir Bhi Dil Hai Hindustani

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Phir Bhi Dil Hai Hindustani

Hum logon ko samajh sako to Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani Apni chhatri tumko dedein kabhi jo barse paani Kabhi naye packet mein bechein tumko cheez puraani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Thode anari hain thode khiladi Ruk rukke chalti hai apni gaadi Thode anari hain thode khiladi Ruk rukke chalti hai apni gaadi Humein pyaar chahiye Aur paise bhi Hum aise bhi hain Hum hain vaise bhi Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Ulti seedhi jaisi bhi hai apni yehi kahaani Thodi hummein khushiyaan bhi hain Thodi hai nadaani Thodi hum mein sachchaai hai Thodi beimaani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Aankhon mein kuchh aansoo hain kuchh sapne hain Aansoo aur sapne donon hi apne hain Aankhon mein kuchh aansoo hain kuchh sapne hain Aansoo aur sapne donon hi apne hain Dil dukha hai lekin toota to nahin hai Umeed ka daaman chooka to nahin hai Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Thodi majboori hai lekin thodi hai manmaani Thodi tu tu main main hai aur thodi kheecha taani Hum mein kaafi baatein hain jo lagti hain deewani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani
Back to Film List

About PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI Songs and Lyrics

Explore the PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics