FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PHOOL AUR KAANTE

Read available PHOOL AUR KAANTE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dheere Dheere Hausla Badhana Hai

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Dheere Dheere Hausla Badhana Hai

aansu na bahayenge hasi dhundh laayenge mil jul ke baant lenge zindagi ke gam bach ke kaha jaayegi khushiya laut aayegi haarenge na waqt ki in aandhiyon se ham dheere dheere hausala badhana hai hadh se gujar jaana hai dheere dheere pya ko badhana hai hadh se gujar jaana hai dheere dheere pya ko badhana hai hadh se gujar jaana hai

Dil Ye Kehta Hai

Singer: ALISHA CHINAI, UDIT NARAYAN

Lyrics of Dil Ye Kehta Hai

dil ye kahata hai kaanon mein tere thoda kareeb aa ke baahon mein teri dheere se main ek baat kahu i love you, i love you, i love you, i love you main choom raha hoon ye lab tere tu paas aane de dhadak raha hai dil mera tu door jaane de mujhako aise tadapaao na mujhako aise bahakaao na dil ye kahata hai ... khushbu udi hava chali samaan badal gaya tujhase meri nazar mili to dil machal gaya ghadakan meri kya gaati hai ye raaz-e-vafa batalaati hai dil ye kahata hai ...

Jise Dekh Mera Dil Dhadka

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Jise Dekh Mera Dil Dhadka

jise dekh mera dil dhadkaa meri jaan tadapti hai koi jannat ki vo hoor nahi mere college ki ek ladaki hai ye morani ke jaisi chale isaki adaayen qaatil badi nikle jidhar se kushbu ude kitni haseen hai ye gulchhadi nikle jidhar kuch aaj hai hone vaala meri aankh phadakti hai koi jannat ki vo hoor ... mujhako ye meri laila lage isape luta doon main zindagi ji chaahe isake lab choom loon hans ke chura loon isaki hansi ise chhu ke meri saanson mein koi aag dahakati hai koi jannat ki vo hoor ...

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hain

Singer: KUMAR SANU, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hain

maine pyar tumhi se kiya hai maine dil bhi tumhi ko diya hai ab chaahe jo ho jaaye ( main duniya se ab na daru tujhi se main pyaar karu ) -2 ailaan yahi karne aaya main aaj yahaan marne aaya ruswa tujhe main kar jaaunga kha ke zehar ab mar jaaunga -2 maine pyaar tumhi se dilwale agar mil jaaye yahaan phir neend kise phir chain kahaan o tere liye aahen bharta hai dil teri aaisi baaton se darta hai dil -2 maine pyar tumhi se baanhon mein teri din raat rahu jag chhod du main o tere saath rahu o saanson mein basa lu aaj tujhako tere bina jeena nahi mujhako -2 maine pyar tumhi se Posted By : Babydoll

Pahli Baarish Main Aur Tu

Singer: KUMAR SANU, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Pahli Baarish Main Aur Tu

pahali baarish main aur tu door se bheeni kushbu aaye ho pahala mauka main aur tu ik dooje se milne aaye ab kya hoga anjaam khuda jaane ho pahali baarish main aur ... ho bheega bheega mausam aur tanhaai kismat se aaj aisi barsaat aayi gale lag jaao na aise sharamaaon na saawan mein kaise ye doori ho pahali baarish main aur ... ho aaj fizaaon mein nasha behisaab hai baadal mein paani hai ya ke sharaab hai mahake hava ritu bhi haseen dil na bahak jaaye kaheen doori abhi hai zaroori pahali baarish main aur ...

Premi Aashiq Aawara

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Premi Aashiq Aawara

premi, aashiq, aawara paagal, majnu, deewana mohabbat ne ye naam hamko diye hain tumhein jo pasand ho, aji farmana dil jaana premi, aashiq, aawara mehakti jawani, hawa ki rawani hamein yu na tadpa ke ja bahaaron ki raani, haseena deewani na dil aaise dhadaka ke ja maana hai tu har haseen se haseen hoga na ham sa bhi dooja kahi bhanvaraa, chhaliya, harjaai paagal, majnu, deewana are nakharewali, na de hamko gaali hamein tune jaana nahi gulaabon ki daali, sharaabon ki pyaali hamein yu jalana nahi o jaan-e-jaana akadati hai kyon dil waalo pe yu bigadti hai kyon dilbar, anaadi, saudaai paagal, majnu, deewana Posted By : Babydoll

Tumse Milne Ko Dil Karta Hain

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Lyrics of Tumse Milne Ko Dil Karta Hain

ku : ruk jaana -4 tumse milne ko dil karta hai re baba tumse milne ko dil karta hai tum hi ho jispe dil marta hai a : tumse milne ko dil jab se tumse shuru ye kahani hui log kehte hain main to deewani hui jaane kya baat aaisi hai tujhmein sanam ye dil tere liye hi machalta hai tumse milne ko dil ku : door tumse rahu to ho bechainiya paas aau to badhati hain betaabiya ho na jaaye kahi tu mujhase juda aaisi baaton se dil darta hai re baaba tumse milne ko dil Posted By : Babydol
Back to Film List

About PHOOL AUR KAANTE Songs and Lyrics

Explore the PHOOL AUR KAANTE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PHOOL AUR KAANTE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics