FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PRAJAKTA SHUKRE - DHAKKA

Read available PRAJAKTA SHUKRE - DHAKKA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Gajab Huwa... Raama Ho Gajab Huwa

Singer: PRAJAKTA SHUKRE

Lyrics of Gajab Huwa... Raama Ho Gajab Huwa

[(raama ho gajab huw jo bhi ho ajab huwa) - 2 wo paththar dil bhi pighalhi gaya] - 2 raama ho gajab huwa pehle toh naa re naa phir bola haan re haan jaise jhulein hai jhula, woh jhula tha bas khud pe thi nazar tha humse bekhabar apanehi mastiyon mein woh dola tha phir humsehi takara gaya (raama ho gajab huwa jo bhi ho ajab huwa) - 2 wo paththar dil bhi pighalhi gaya pighalhi gaya - 2 aankhon ki chhor se haan tujhko gaur se dekha karein tujhe hum saari umar palkon ke dor se baandhenge jor se jaane denge na tujhe saari umar yeh hamane iraada kiya (raama ho gajab huwa jo bhi ho ajab huwa) - 2 wo paththar dil bhi pighalhi gaya raama ho gajab huwa pighalhi gaya - 2

Jaana Jindagi Se Na Jaana

Singer: PRAJAKTA SHUKRE

Lyrics of Jaana Jindagi Se Na Jaana

jaana jindagi se na jaan pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami duniya saari dekar le lu main ek tera pyaar, yeh pyaar saathi ho jo tere jaisa kya karana sansaar, sansaar jami hai kya, jo tu kahe main chaand pe tere saath chaloon jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami mere jivan mein hai tere geeto ki jhankaar, jhankaar tere sang main angaaro par chalne ko taiyaaar, taiyaar tum dur ho, hazaar hum???, tum paas ho toh mujhe har khushi jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami jaana ho jaana.... jaana

Kuchh Toh Kaho Chup Na Raho

Singer: PRAJAKTA SHUKRE

Lyrics of Kuchh Toh Kaho Chup Na Raho

(Kuchh Toh Kaho Chup Na Rah Dil Ko Jara Kehne Toh Do) - 2 Mit Jaayengi Khaamoshiyaan Dil Ki Sada Sunne Toh Do Kuchh Toh Kaho Chup Na Raho Dil Ko Jara Kehne Toh Do Tum Chaandani Ka Aanchal Saja Do Saja Dunga Palkon Pe Meri Kaajal Saja Do Saja Dunga Dhadkan Ke Ghungaroo Behake Hai Tumse Chaahat Se Apani Har Pal Saja Do Saja Dunga Behke Huye Yeh Pal Jo Hai Inko Jara Rukne Toh Do Kuchh Toh Kaho Chup Na Raho Dil Ko Jara Kehne Toh Do Tumhe Jaan Banaakar Main Dil Mein Basa Loon Basa Lo Na Labon Se Tumhaari Main Shabnam Churaa Loon Chura Lo Na Armaan Dil Ke Yeh Kehne Lage Hai Tumhe Aaj Apani Main Dulhan Bana Loon Bana Lo Na Abb Tak Mohabbat Ka Dariya Thama Tha Usako Jara Behne To Do Kuchh Toh Kaho Chup Na Raho Dil Ko Jara Kehne Toh Do Mit Jaayengi Khaamoshiyaan Dil Ki Sada Sunne Toh Do Kuchh Toh Kaho Chup Na Raho Dil Ko Jara Kehne Toh Do

Kya Haal Hai... O Sharaabi Kya Haal Hai

Singer: PRAJAKTA SHUKRE

Lyrics of Kya Haal Hai... O Sharaabi Kya Haal Hai

o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal ha dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai arre meri nigaahein, yeh meri adaayein turangi jaan lein o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai sheesha sheeshe mein hain nasha sharaabo ka - 2 arre ho hum mein toh hai nashaa ji mast jawaani ka o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai yaara aankhon ke pi bhale paimaane tu - 2 aare ho phir bhi pyaasa rahega bekhudi mein tu o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai arre meri nigaahein, yeh meri adaayein turangi jaan lein o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai
Back to Film List

About PRAJAKTA SHUKRE - DHAKKA Songs and Lyrics

Explore the PRAJAKTA SHUKRE - DHAKKA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PRAJAKTA SHUKRE - DHAKKA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics