FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PYAAR KIYA TO DARNA KYA

Read available PYAAR KIYA TO DARNA KYA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

O O Jaane Jaana

Singer: KAMAAL KHAN

Lyrics of O O Jaane Jaana

I Love You All Doston Na Koi Manzil Hai Na Koi Saathi Hai Phir Bhi Nikal Pada Hoon Ghar Se Shaayad Jiski Talaash Hai Vohi Saathi Hai Vohi Manzil Hai Hit It O O Jaane Jaana Dhoonde Tujhe Deewana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana O O Jaane Jaana Dhoonde Tujhe Deewana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana Sanam Mera Khwaab Mere Khayaalon Ki Rani Kisi Din Banegi Hamari Kahani Mera Khwaab Mere Khayaalon Ki Rani Kisi Din Banegi Hamari Kahani Ay Meri Bekhudi Ye Kasam Maine Li Pyaar Mein Ek Din Meri Jaan Tujhe Hai Paana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana O O Jaane Jaana Dhoonde Tujhe Deewana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana Sanam Kisi Khoobsurat Pari Jaisi Hogi Mujhe Kya Pata Dilruba Kaisi Hogi Kisi Khoobsurat Pari Jaisi Hogi Mujhe Kya Pata Dilruba Kaisi Hogi Sochta Hoon Tujhe Chahta Hoon Tujhe Dil Mera Keh Raha Saare Faasle Mitaana O O Jaane Jaana Dhoonde Tujhe Deewana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana O O Jaane Jaana Dhoonde Tujhe Deewana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana Sanam O O Jaane Jaana Dhoonde Tujhe Deewana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana O O Jaane Jaana Dhoonde Tujhe Deewana Sapnon Mein Roz Aaye Aa Zindagi Mein Aana Sanam Aa Zindagi Mein Aana Sanam

O Sathiya O Beliya

Singer: ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of O Sathiya O Beliya

O Sathiya O Beliy O Sathiya O Beliya Mere Dil Ki Pyaas Bujha O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja Mujhe Aise Na Tadpa O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja O Sathiya O Beliya O Sathiya O Beliya Mere Dil Ki Pyaas Bujha O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja Mujhpe Hai Chhaya Tere Pyaar Ka Nasha Is Mein Nahin Hai Meri Koi Bhi Khata Mujhpe Hai Chhaya Tere Pyaar Ka Nasha Is Mein Nahin Hai Meri Koi Bhi Khata Aise Lehraoon Behke Jiya Gir Na Jaoon Thaam Le Piya Mujha Hosh Mein Ab To La O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja O Sathiya O Beliya O Sathiya O Beliya Mere Dil Ki Pyaas Bujha O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja Yehi Keh Raha Hai Mera Tootta Badan Baahon Mein Leke Tujhe Choom Loon Sajan Yehi Keh Raha Hai Mera Tootta Badan Baahon Mein Leke Tujhe Choom Loon Sajan Bainya Pakadle Ab Na Jala Meri Bekaraari Ab Na Badha Sehra Mein Jal Barsa O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja O Sathiya O Beliya O Sathiya O Beliya Mere Dil Ki Pyaas Bujha O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja Mujhe Aise Na Tadpa O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja O Aaja Aaja Haan Aaja Aaja
Back to Film List

About PYAAR KIYA TO DARNA KYA Songs and Lyrics

Explore the PYAAR KIYA TO DARNA KYA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PYAAR KIYA TO DARNA KYA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics