FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PYAAR MEIN KABHI KABHI

Read available PYAAR MEIN KABHI KABHI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Se Mere Duur Na Jaana

Singer: MAHALAKSHMI IYER, SHEKHAR RAVJIANI

Lyrics of Dil Se Mere Duur Na Jaana

Shekhar Mmm Hmm Mmm Hmm Hmm Mmm Hmm Mmm Hmm Hmm Mahalaxmi: Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Shekhar: Dil Se Mere, Door Na Jaana Dil Se Mere, Door Na Jaana Tum Meri Zindagi Tum Meri Ho Khushi Dil Se Mere, Door Na Jaana... Kyoon Hain, Ye Dooriyan Jaane Tum Ho Kahan Kyoon Hain, Ye Dooriyan Jaane Tum Ho Kahan Mahalaxmi: Main To Hoon Wahan Tum Raho Jahan Tere Sang Main Rahoongi Sadaa Tere Sang Main Rahoongi Sadaa Shekhar: Meri Nazar Se Na Palkein Jhukana Meri Nazar Se Na Palkein Jhukana Tum Meri Zindagi Tum Meri Ho Khushi... Teri Bas Ek Nazar Kar De Dil Pe Asar Teri Bas Ek Nazar Kar De Dil Pe Asar Mahalaxmi: Main To Hoon Idhar Kyoon Ho Bekhabar Tham Lo Tum Mujhe Humsafar Tham Lo Tum Mujhe Humsafar Shekhar: Dil Se Mere, Door Na Jaana Dil Se Mere, Door Na Jaana Tum Meri Zindagi Tum Meri Ho Khushi...

Lakhon Deewane Ho Mere

Singer: KRISHNA KUMAR

Lyrics of Lakhon Deewane Ho Mere

Lakhon Diwane Ho Mer Jeb Mein Ho Duniya Saari Aankh Mein Sapna, Bas Janoon Aur Dil Mein Hai Ek Chingaari Mujhko Hai Yakeen Main Kuch Kar Dikhaoonga Duniya Ke Haseenoon Ka Main Dil Churaoonga Sapnoon Mein Dekhengey Mujhe Khwabon Mein Payengey Mujhe Neendein Saari Duniya Ki Main Udaoonga Lakhon Diwane Ho Mere Jeb Mein Ho Duniya Saari Aankh Mein Sapna, Bas Janoon Aur Dil Mein Hai Ek Chingaari Mujhko Hai Yakeen Main Kuch Kar Dikhaoonga Duniya Ke Haseenoon Ka Main Dil Churaoonga Sapnoon Mein Dekhengey Mujhe Khwabon Mein Payengey Mujhe Neendein Saari Duniya Ki Main Udaoonga Hum Jawan Hain Hum Haseen Hain Humko Khudpar Hi Yakeen Hai ..
Back to Film List

About PYAAR MEIN KABHI KABHI Songs and Lyrics

Explore the PYAAR MEIN KABHI KABHI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PYAAR MEIN KABHI KABHI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics