FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PYAASA SAWAN

Read available PYAASA SAWAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

In Haseen Wadiyo Se

Singer: LATA MANGESHKAR, SURESH WADKAR

Lyrics of In Haseen Wadiyo Se

in haseen wadiyon se - do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2 itana bada gagan hai do chaar sitaaren (chura le toh chale) - 2 in haseen wadiyon se do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2 (kahi koi jharna ghazal gaa raha hai kahi koi bulbul taran sunaaye yaha haal yeh hai ke saanson ki lay par khayalon ,mein khoya badan gungunaye) - 2 in lagi ??? se do chaar sharare (chura le toh chale) - 2 in haseen wadiyon se do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2 humari kahani shuru ho gayi hai - 2 samajh lo jawani shuru ho gayi hai kai mod humne tay kar liye hai nayi zindagani shuru ho gayi hai in madhabhare manjaro se do char sahare (chura le toh chale) - 2 in haseen wadiyon se do chaar nazaren (chura le toh chale) - 2 itana bada gagan hai do chaar sitaaren (chura le toh chale) - 2 in haseen - 2 wadiyon se - 2 do chaar nazaren (chura le toh chale) - 3

Megha Re Megha Re

Singer: LATA MANGESHKAR, SURESH WADKAR

Lyrics of Megha Re Megha Re

aa (o o~ megha re megha re - 2 mat pardes jaa re aaj tu prem ka sandes barsa re) - 3 o o~ megha re megha re - 2 kaha se tu aaya kaha jaayega tu ke dil ki agan se pighal jaayega tu duaan ban gayi hai khayalon ki mehfil meri pyar ki jaane kaha hogi manzil o o~ megha re megha re - 2 mere gam ki tu dawa de aaj tu prem ka sandes barsa re o o~ megha re megha re - 2 barasne lagi hai bunde tarasne laga hai mann ho.. jara koi bijli chamki narajne laga hai mann aur na dara tu mujhako o kale kale ghan mere tann ko chhu rahi hai preet ki pehli pawan o o~ megha re megha re - 2 meri sun le tu sada re aaj tu prem ka sandes barsa re o o~ megha re megha re - 2 mann ka mayura aaj magan ho raha hai muhje aaj yeh kya sajan ho raha hai umangon ka saagar umadne laga hai baabul ka aangan bichhadne laga hai na jaane kaha se hawa aa rahi hai udaake yeh humko liye jaa rahi hai yeh ruut bheegi bheegi bheegone lagi hai ke meethe se naksar chubhone lagi hai chalo aur duniya basayenge hum tum yeh janmon ka naata nibhaayenge hum tum o o~ megha re megha re - 2 dekh humko tu duan de aaj tu prem ka sandes barsa re o o~ megha re megha re ...

Tera Saath Hain Toh

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Tera Saath Hain Toh

teraa saath hain to, muze kyaa kamee hai andhero se bhee, mil rahee roshanee hain kuchh bhee naheen hain to, koee gam naheen hain hye yek bebasee, ban gayee chaandanee hain tootee hain kashtee, tej hain dhaaraa kabhee naa kabhee to, milegaa kinaaraa bahee jaa rahee, ye samay kee nadee hain ise paar karane kee aashaa jagee hain har ik mushkil saral lag rahee hain muze zopadee bhee mahal lag rahee hain in aakhon mein maanaa, namee hee namee hain magar is namee par hee duniyaan thamee hain mere saath tum muskuraa ke to dekho udaasee kaa baadal hataa ke to dekho kabhee hain ye aansoo, kabhee ye hasee hain mere humasafar, bas yahee jindagee hain
Back to Film List

About PYAASA SAWAN Songs and Lyrics

Explore the PYAASA SAWAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PYAASA SAWAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics