FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PYAR KI PYAS

Read available PYAR KI PYAS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Pyaar Ki Pyaas

Singer: RAFI, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Pyaar Ki Pyaas

cho pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas rafi: kyaa dharati aur kyaa aakaash sabako pyaar ki pyaas cho: pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas lata: saritaa ko saagar ki pyaas saagar mein laharon kaa waas laharen uth-uth jaanaa chaahen punam ke chandaa ke paas man se man ko har jivan ko -2 ek aas vishvaas cho: pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas rafi: pahali kiran ko chhukar ke phul chaman kaa khil jaataa hai ek pyaar ke chumban se jad patthar bhi hil jaataa hai lata: jug-jug ke pyaase chaatak ko -2 ek bund ki aas cho: pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas lata: laakhon taaron ki aankhen raat ko bhar-bhar aati hain bhor bhaye to kaliyon par shabanam jhar-jhar jaati hai praan kaa patajhad pal-pal dhundhe -2 jivan kaa madhumaas cho: pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas rafi: pyaasaa pyaasaa jag saaraa pyaasi jag ki har dhaaraa mahaa pyaar ki pyaas liye pyaasaa khud shrijanahaaraa pyaas ki dharati par ishwar ne -2 likhaa shrishti itihaas cho: pyaar ki pyaas pyaar ki pyaas

Saawan Ke Jhule Pade

Singer: LATA, TALAT

Lyrics of Saawan Ke Jhule Pade

lata kahaan chhupe ho man ke mitawaa nainaa bhaye udaase chhalak rahaa hai sukh kaa saagar hum pyaase ke pyaase ho ho -2 saawan ke jhule pade -2 sainyaa ji hamen tum kahaan bhule pade talat: ye nainaa jo tumase lade gori ji tori palakan ke niche khade lata: saawan ke jhule pade tum nahin aaye hamako bhule hamare anganaa phulawaa naa phuule hamako akeli dekh saheli kahati hai kyun naa khilati chameli belariyaa naa mandave chadhe to -2 sainyaa ji hamen tum talat: ye nainaa jo tumase lata: saawan ke jhule pade talat: tore dil mein hamaraa dil hai jaise tore nain meen til hai hamare milan bin ye manabhaavan saawan bhi to kyaa hai saawan pipal ke patave jhade o -2 ye tore-more jab tak naa nainaa lade do: saawan ke jhule pade
Back to Film List

About PYAR KI PYAS Songs and Lyrics

Explore the PYAR KI PYAS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PYAR KI PYAS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics