FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RAAMPUR KA LAKSHMAN

Read available RAAMPUR KA LAKSHMAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein

Singer: LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR

Lyrics of Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein

Hmm hm hm hmm hmm hm Haan, kya kahaa? Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye ram Kuchh likhaa? Haan Kyaa likhaa? Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye raam Achchhaa, aage kyaa likhoon? Aage? Socha hai ek din main use milke Keh daalon apne sab haal din ke Aur kardoon jeevan uske hawale Phir chhod de chaahe apna bana le Main to uska re hua deewana Ab to jaisa bhi mera ho anjaam Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye raam Likh liyaa? Haan Zaraa padhake to sunaao na Chaaha hai tumne jis baawri ko Woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko Naina uthaae to pyaar samjho Palken jhukaa de to ikraar samjho Rakhti hai kabse chupa chupa ke Kyaa? Apne hoton mein piya tera naam Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam Par tumhe likh nahin paaon main uska naam Haaye raam, haaye raam

Pyar ka Samay

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Pyar ka Samay

arey (pyar ka samay kam hai jaha ladate hai log kaise wahaa kyon mere yaar maine bhi aaj kya baat khi de taali) - 2 jo bhi kare pyaar main uska yaar galat mujhe na samajhana main toh yaha aaya hu milan ke liye main subha shaam sabka ghulaam itna magar yaad rakhana bura hu main bas dushman ke liye ulfat ke jo pyaase ho tum chahat kahu main bhi sawaali pyar ka samay kam hai jahaa ladate hai log kaise wahaa kyon mere yaar maine bhi aaj kya baat khi de taali abhi yeh samaa hai meharbaan jhoom ke jee le deewnae kaisi haar mastaani raat hain zindagi ka lele mazaa phir kya ho kaun jaane bhai mere kuchh na tere haath hain do chaar pal lehra ke chal aye zindagi kab rukane wali pyar ka samay kam hai jahaa ladate hai log kaise wahaa kyon mere yaar maine bhi aaj kya baat khi de taali khel haseen aadat meri shukra hai na main na jaanu maine yahi ab tak jaana nahi tum bhi mere - 2 sabko apnaa hi maanu par yeh dil sabka deewana nahi aur jispe hai deewana dil uski adaa sabse nirali (pyar ka samay kam hai jahaa ladate hai log kaise wahaa kyon mere yaar maine bhi aaj kya baat khi de taali) - 2

Raampur Ka Vaasi Hu Main

Singer: KISHOR KUMAR

Lyrics of Raampur Ka Vaasi Hu Main

raamapur ka vaasi huun main laxman mera naam seedhii-saadi boli meri seedhaa-saada kaam o par huun bada albela sau ke baraabar akela raampur ka vaasi ... rukanaa-jhukana main kya jaanoon ai bhaai ho yaar ki yaari mujhako yahaan talaq laai are khel tamaasha mujhako mat samajho pyaaron ho abhi to parada uthane mein der hai yaaron ( tum dekhoge ) -2 us roz mujhe main apani jaan pe jis din khela raamapur ka vaasi ... pyaar-mohabbat mein vaise to dheela hoon haan lekin dil ka main bhi bada rangeela hoon are aankhon-aankhon hi mein dil pe laharaaoon o in honthon ki laali utaar le jaaoon ( kar doon paagal ) -2 ho koi gaanv ki gori ya koi shahari laila raamapur ka vaasi ... soot pahan kar tum dekho naqali sapana ho meri dhotee-kurate pe sochakar hansana are khaddar ki chhaaya mein bhaarat jaaga hai is laathi se angrez dar ke bhaaga hai ye angrezi faishan-vaishan main kya jaanoon main hoon bhaarat ka chhaila raamapur ka vaasi ...
Back to Film List

About RAAMPUR KA LAKSHMAN Songs and Lyrics

Explore the RAAMPUR KA LAKSHMAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RAAMPUR KA LAKSHMAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics