FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RAFTA RAFTA - THE SPEED

Read available RAFTA RAFTA - THE SPEED lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Laagi Lagan Mohe Pee Ki

Singer: KIRTI

Lyrics of Laagi Lagan Mohe Pee Ki

laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki - main toh sudh budh sab bisra ke - 2 ho gayi usi ki laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki main toh sudh budh sab bisra ke - 2 ho gayi usi ki laagi lagan mohe - 3 laagi lagan laagi laagi mohe laagi lagan pee ki lagan laagi laagi sakhi ji laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki - 2 preet ki rang mein rang ke jaapu piya piya ki mala bedardi tu dekh le aake haal yeh kya kar daala din rain sitaaren ishq ishq raaton ko jagaye ishq ishq patthhar katwaaye ishq ishq kaanton pe chalaye ishq ishq tohe nihaaru mann darpan ban gayi main teri jogan main toh prem ka rog laga ke - 2 ho gayi usi ki laagi lagan mohe - 3 laagi lagan laagi laagi mohe laagi lagan pee ki lagan laagi laagi sakhi ji laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki - 2 kaun khataa mohse hui jo tum yeh dukh dini main tadpu aaise saajan jaisi jal bin mili do deen ki chahat ishq ishq dhadkan ki raahat ishq ishq khud se hai bagawat ishq ishq yeh toh hai ibaadat ishq ishq ishq mohabbat pyar hai kya naam khuda ka aur hai kya main toh miit gayi prem agan mein - 2 ho gayi usi ki laagi lagan mohe - 3 laagi lagan laagi laagi mohe laagi lagan pee ki lagan laagi laagi sakhi ji laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki - 2 mohani surat mann mein basi hai ho gayi main banwariya kaun dagar hai mujhko jaana naahi koi khabariya birhaa mein duri ishq ishq har pal majboori ishq ishq nainon mein dori ishq ishq kare mann ki chori ishq ishq jab tak yeh din raat chale har pal teri baat chale main to pee ke siwa kuchh na janu - 2 ho gayi usi ki laagi lagan mohe - 3 laagi lagan laagi laagi mohe laagi lagan pee ki lagan laagi laagi sakhi ji laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki - 2 prem toh hai ek agani sagar doobi jismein jawani aag ho aandhi ho ya toofan kya dekhe deewani phire maara maara ishq ishq hoke banjara ishq ishq kehlaaye bechaara ishq ishq phir bhi hai kinara ishq ishq naam vafaa ka reh jaaye dil jaaye ya jaan jaaye main toh jaaun piya pe balihari - 2 ho gayi usi ki laagi lagan mohe - 3 laagi lagan laagi laagi mohe laagi lagan pee ki lagan laagi laagi sakhi ji laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki - 2 prem toh hai ek agani sagar doobi jismein jawani aag ho aandhi ho ya toofan kya dekhe deewani phire maara maara ishq ishq hoke banjara ishq ishq kehlaaye bechaara ishq ishq phir bhi hai kinara ishq ishq naam vafaa ka reh jaaye dil jaaye ya jaan jaaye main toh jaaun piya pe balihari - 2 ho gayi usi ki laagi lagan mohe - 3 laagi lagan laagi laagi mohe laagi lagan pee ki lagan laagi laagi sakhi ji laagi lagan mohe pee ki sakhi naahi khabar ab kisiki - 2 laagi laagi lagan pee ki laagi lagan ...

Mukhtasar Si Ek Hasi Mulakat Mein

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Mukhtasar Si Ek Hasi Mulakat Mein

mukhtasar si ek hasi mulakat mein - kho gaya dil mere kho gaya ek pal main yun hi, baat baat main - 2 ho gaya dil tera ho gaya mukhtasar si ek hasi mulakat main.... (jabse dekha hai tera hi chehara meri palkon pe chhaya rehta hai) - 2 tere siva ab main kya sochu lab pe tera hi naam rehta hai kuchh ho gaya dil mera kho gaya mukhtasar si ek hasi mulakat mein.... (tere liye hai meri ye saansen teri baahon mein mujhe jeena hai) - 2 rokega mujhko zamana kya teri aakhonse mujhe peena hai kuchh ho gaya dil mera kho gaya mukhtasar si ek hasi mulakat main.... (kiya na hoga kisi aashiq ne pyar mein kaam aisa kar doonga) - 2 chun chunke kaante teri raahon mein daaman mein tere phool bhar dunga kuchh ho gaya dil mera kho gaya mukhtasar si ek hasi mulakat mein - 2 kho gaya dil mere kho gaya ek pal mein yun hi, baat baat mein - 2 kab ho gaya dil tera ho gaya kho gaya dil tera ho gaya he he la r la la...

Pyar Mohabbat Romance Ki Baaten

Singer: KUNAL GANJAWALA, MADAN

Lyrics of Pyar Mohabbat Romance Ki Baaten

(pyar mohabbat romance ki baatein waise to hai ye chance ki baatein) - 3 ladki hazaaron yaha humne dekhi hai uss jaisi lekin kaha sanwli si ye nahi gori wali wo nahi bholi bhali ye nahi woh hai kaha (pyar mohabbat romance ki baatein waise to hai ye chance ki baatein) - 2 ladki hazaaron yaha humne dekhi hai uss jaisi lekin kaha sanwli si ye nahi gori wali wo nahi bholi bhali ye nahi woh hai kaha (haa pariyon jaisa woh chehra hai uski baatein nirali) - 2 ek jhalak mein chupkese le gayi dil meri wali kaha kaha dhundoo ab usako kaha kaha dhundoo ab usako naam pata na jaanoon kahise aajaye wo chhamase main use pehchanu wo jo chale jhoomke to lage jhoomne yeh zameen aasmaan chashme wali ye nahi nakharewali wo nahi pant wali ye nahi woh hai kaha (resham jaise baal hai usake hirni jaisi aankhen) - 2 uski yaad mein jaagu main to saari saari raatein woh mil jaye to ban jaaye woh mil jaye to ban jaaye apani prem kahani usake naam hi likhadi maine apani saari jawani usaki adaye hai jadu bhari hum jawa dil bhi jawa moti moti ye nahi chhoti chhoti wo nahi lambi lambi ye nahi woh hai kaha (pyar mohabbat romance ki baatein waise to hai ye chance ki baatein) - 3 ladki hazaaron yaha humne dekhi hai uss jaisi lekin kaha samse ye nahi, wo nahi bholi bhali ye nahi, wo nahi wo hai kaha sanwli si ye nahi gori wali wo nahi bholi bhali ye nahi chashme wali ye nahi nakharewali wo nahi pant wali ye nahi moti moti ye nahi chhoti chhoti wo nahi lambi lambi ye nahi woh hai kaha

Rafta Rafta Rafta Tumse Pyar Ho Gaya

Singer: UDIT NARAYAN, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Rafta Rafta Rafta Tumse Pyar Ho Gaya

he he he la la la la la la la la - 2 pehali nazar main dil nisaar ho gaya - 2 rafta rafta rafta tumse pyar ho gaya - 2 mere dil pe tera ikhtiyar ho gaya - 2 rafta rafta rafta tumse pyar ho gaya - 2 jaha jaha dekhu main tera hi jaadu hai aati jati saanso mein teri hi khushboo hai sapane mere muskurane lage aaina dekhke raat din khud se hi hum sharmaane lage lamha lamha mera bekaraar ho gaya - 2 rafta rafta rafta tumase pyar ho gaya - 2 he he he ho la la la la la la la la - 2 ho nainonse chupke chupke tere dil main aaunga chahat ki chhotisi duniya basaunga haa dhadke mere dhadkano mein piya maine bhi tumse ye vaada kiya likhdi tere naam ye zindagi ho jaaye kuchh hum na honge judaa tere bina jeena dushvaar ho gaya - 2 rafta rafta rafta tumse pyar ho gaya - 2 pehali nazar main dil nisar ho gaya mere dil pe tera ikhtiyar ho gaya rafta rafta rafta tumase pyar ho gaya - 2
Back to Film List

About RAFTA RAFTA - THE SPEED Songs and Lyrics

Explore the RAFTA RAFTA - THE SPEED soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RAFTA RAFTA - THE SPEED.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics